Slow trading strategies
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Slow trading strategies
    ASSALAM O ALAIKUM!

    Friends, Umeed hai ap sab kheriyat sy hon gy. Forex ki market mn kamyab trading karny ky liye humain forex ki basics, technical analysis or fundamental analysis ky bary mn knowledge hasil karna chahye. Agar hamary pas iss market ka axha knowledge ho ga to hum trading kar ky axhi income earn kar sakty hain. Forex ki market bht risky market hai. Without knowledge iss market mn enter hony sy humain loss ho sakta hai. Issi waja sy aj hum Slow Trading Strategies ky bary mn bat Karen gy. Umeed hai meri information ap ky liye profitable hon gi.



    WHAT IS SLOW TRADING STRATEGY?


    Friends Forex trading ki market Mein kam karte waqt data members ko different types ki situation ko understand karna Hota Hai aur UN situation ko understand karne ke bad unko follow karte hue hi Apna Kam start karna hota hai market ki dull aur slow position ko samajhna Tamam traders a ke liye bahut jyada profitable hota hai market main Kam Karne Wale Jo members in position ko acche tarike se confirm kar lete hain aur ke jariye Se Apna Kam chat karte hain to vah members market Mein acchi success Hasil kar lete hain

    [IMG]null[/IMG]


    WHAT IS DULL MARKETING?


    Dull market Ek bahut hi little activity hoti hai Dull market Mein low trading volume se maujud Hote Hain aur bahut hi tight daily treading Rangers bhi available Hote Hain Jinke jhariya se traitors ke liye Dull market ko confirm karna easy ho jata hai Dull market Ki Surat Mein traders market Mein short term trading start kar sakte hain is dal market name lo trading activity hoti hai aur Iske alava is Mein Sambhal price changing bhi Hote Hain Dal market aapko uptrend aur Breakout movement ko confirm karne mein bahut jyada help karte hain Kesariya se aap In Tamam Movement ko acche tarike se identify kar sakte hain buyers or sellers market Mein is dal position Mein Apni trading start Karke market Se Achcha profit gain kar sakte hain



    WHAT IS SLOW POINTING MARKET?

    Market traders ko buy or sell karne ke liye market ki slow position ko acche tarike se study kar lena chahiye market Jab slow movement kar rahi ho to use Waqt traders ko bahut jyada careful Rehna chahiye ward running karte waqt jaldbaji bilkul bhi nahin Karni chahie balke market ki Chalo movement ko acche tarike se confirm karna chahie Agarwal slow movement aapke liye best signals provide karti hai to Surat Mein Hi aapko is movement Mein Apni trade open Karni chahiye use Waqt aap is mein Achcha profit Hasil kar sakte hain lekin Agar yah slow movement bahut jyada slow hoti hai to use Waqt traders ko kabhi bhi market Mein Apni trade open Nahi Karni chahiye Kyunki use Waqt Nahi market Mein nuksan Ka Samna karna pad sakta hai


    [IMG]null[/IMG]


    BEST STRATEGY FOR TRADING:

    Friends Forex trading ki market Mein waise to different type Ma strategy Pai Jaati Hai in strategy ki tada bahut jyada hoti hai lekin trader ko apni trading ke liye sirf ek best strategy ko select karna hota hai isliye trader ko Hamesha achi strategy ko select karke hi market Mein trading kanne Dal market Mein trade Hamesha short term trading he kar sakta hai Dal market Mein trade long term trading nahin kar sakta Dal market trader ko Hamesha uptrend aur break Trend ka idea hi Deti Hai


    [IMG][/IMG]
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Slow trading strategies

    Different useful slow strategies

    market mai kamyab hona hai to ap ko ais market mai sab se phly ye dekhna hai k ap ka account kitna hai aor aus par ap ko kitna risk lena hai kun k ais market mai agar ap slow slow kaam karty hai to ap ko bahot hi zayda faida ho sakta hai kun k ais market mai ap aik hi din mai account double karna chaty hai to aus k liay ap ais market mai lot bari use kary gay jis se ho sakta hai k ap ko kafi zayda loss ho jaye ais liay ais market mai ap ko slow slow kam karna chaye ais se ap ko ais market mai ho sakta hai k atna profit ho jaye jis se ap ki apni investment wapis aa jaye magar ais mai thora sa time lag sakta hai magar ais se ap ka account safe reh sakta hai ais market mai ap ko planing k sath kaam karna chaye.

    Click image for larger version

Name:	images (4).jpeg
Views:	2
Size:	37.3 کلوبائٹ
ID:	12359705

    account balance ya capital 1 din me ya teezi key sath grow nahi hota aur na hi jaldi karny se capital ko increase karny me kamyab ho sakty hey, market ko time de kar hi ham apny account balance ko grow karny me kamyab ho sakty hey, capital ko increase karny key ley zarori hay key ham esi strategies use karen key hamy loss kam se kam ho aur profit zeyda ho saky, agar ham capital ko increase karny key ley zeyda risk len gey to kabi be hamara account grow nahi kar sakta hay risky trading se loss ho sakta hay magar profit earn karna mushkil hota hay.

    Safe trading Strategies

    Forex trading business profitable business Kay sath sath risky business bhi hai jo traders ek dafa profit earn kar lyn unki koshish hoti hai Kay bar bar profit earn kiya jiye or wo rat o rat ameer hone Kay liye ek say ziyda trade laga dyte hain ase may unko kafi heavy naqsan ka samna karNa parhta hai forex may apna balance increase karne Kay liye humsha slow slow jiyn or ek waqt may ek hi trade lagain ta Kay easily acha profit earn ho or lalach say dOr rahain apne account ko grow karne Kay liye humsha koshish karain Kay slow slow may trad e lagai jiye or jitna ho jiye easy Raj Kay market ko samja jiye or patience hona bohat zarori hai jald bazi naqsandar hoti hai or forex say puri life faida uthNe Kay liye humra focus profit pay nai learning pay hona bohat zarori hai

    Click image for larger version

Name:	images (3).jpeg
Views:	1
Size:	34.2 کلوبائٹ
ID:	12359706

    اب آن لائن

    Working...
    X