Relative strength index RSI Uses in forex
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Relative strength index RSI Uses in forex
    Introducation
    Dear friends umeed krta ho kay ap sub thai hun ga Forex mein bohat say indicators hota hein jab be hum treading karta hein tu bohat say indicators ko use krta hein RSI be asa he ek indicator hay jis mein ka alag chota sa chart open ho jata hay Forex ka chart mein he

    Uses Of RSi
    Relative strength index ek indicator hay is ko be hum market ko analysis karna ka lyia use krta hein humay rsi ek bahut help dati hay market ko analysis krna ka chyia or is ka ek best uses ya hay ka jab be market rsi ka chart mein 70 upper ko touch kra tu market lazmi sell ki treaf jati hay asa mein humay sell ki tread lani chyia or jab market necha say 30 ko touch karti hay tu market lamzi buy ki tareef move karti hay asa mein humay buy ki treading lani chyia or is chart ko humay 1hr ya 4 hr ka time frame pr use krni chyia ta kay humay acha profit ho or humari tread successful bna.


    Over Sold.
    Rsi ka chart mein jab be market girti hui 30 say necha chle jay tu ous time market oversold hoti hay humay is time wait karna chyia kay market move krti hui or be necha ja skti hay or whn say ak time ata hay kay merket buy ki treaf move karti hay asa mein humay analysis kar kay ek achi strategy say tread buy kr lagni chyia ta kay humay acha say acha profit hasil ho.

    Over Bought.
    Asa he Rsi chart jab be uper jata huya buy mein 70 chart ko cross kr la tu asa he ek time ata hay jhn say market downward move hoti hay asa mein humay analysis krna chiye take jab be market downward move hone laga tu humay tread sell ki lani chyia ta kay humay acha profit ho.


  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Relative strength index RSI Uses in forex

    Relative Strength Index (RSI) Indicator


    Forex Trading market me RSI yani Relative Strength Index indicator aik mayari indicator hai. RSI indicator ka istemal sab se asan aur sab se ziada kia jata hai. Forex trading market me RSI indicator ki reliability ziada hone ki waja se taqreeban sare plateforme is ko support bhi karti hai aur is ko as a default istemal bhi karti hai.
    RSI indicator pe pemayesh k leye 0 se lekar 100 tak k points hote hen, jis ko normaly 0,30,50,70 aur 100 k digits se show kia jata hai. RSI indicator me value aik line graph k shakal pemayesh k hisab se harkat karti rehti hai. Jis se humen us currency jore k trend k bullish ya bearish harkat ka pata chalta hai. RSI indicator me do position bohut aham hen, aik ko over-bought aur dosre ko over-sold kaha jata hai.

    Click image for larger version

Name:	images (25) (204).png
Views:	1
Size:	3.1 کلوبائٹ
ID:	12359648

    RSI = 100 – 100 / ( 1 + (Average of Upward Price Change / Average of Downward Price Change ))



    RSI Indicator Over-Sold


    RSI indicator ki value 30 aur 70 k darmeyan normal tasawar ki jati hai, lekin agar market ki value 30 se nechay jati hai to is ko over-sold kaha jata hai. Kuch platform pe ye value 20 aur 80 k darmeyan deya jata hai. Jab k 50 ka area ziada tar neutral hi tasawar kia jata hai.
    Bearish trend ya down-trend me, RSI indicator 10 aur 60 k darmeyan rehta hai, jab k 50 aur 60 ka zone resistance k tawar par kaam karta hai.
    Traders ko chaheye k jab bhi RSI indicator me value 30 se below yani over-sold zone me a jaye to trade ko buy kare. Q k is position pe ziada chances hote hen, k market yahan se wapis jayega.

    Click image for larger version

Name:	images - 2022-01-05T181449.970.jpeg
Views:	1
Size:	41.0 کلوبائٹ
ID:	12359649

    RSI Indicator Over-Bought


    Agar RSI indicator me value 70 se oper chali jaye to ye over-bought kehlata hai. Kuch platform me ye level 80 ka hota hai. Bullish trend ya up-trend me, RSI indicator 40 se 90 k darmeyan rehta hai, jab k 40 se 50 ka zone support k tawar par kaam karta hai.
    RSI indicator k over-bought position pe trading k leye zarori hai k indicator me value 70 se oper ho, q k is position pe trend k reversal k chances ziada hai aur traders ko sell k trades lagane chaheye.

    Click image for larger version

Name:	images (25) (205).png
Views:	1
Size:	9.2 کلوبائٹ
ID:	12359647
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #3 Collapse

      Re: Relative strength index RSI Uses in forex

      market mai RSI indicator ka istemal


      rsi indicator aik aisa indicator hai jo kay kafi mashoor hai har aik lehaz say es mai kafi log hai jin ko es kay barye mai pta hai aur wo es mai kam kar rhain kiyu kay es ka istamal aik tu asan hai aur dusra es mai kam kar kay faida bhi ho jata hai tu ye market ka sub say best aur acha tool hai aur har koi es ka use bhi jar sakta hai aur es mai samjh bhi rakh sakta hai tu kam ager acha karna hai tu ap ka kam hao kay ap har aik tool kay barye mai seekhain per ap ka kam hai kay ap rsi kay barye mai zayda seekha karain es kay barye mai ap ko ager samjh a jatye hai tu ap ka kam kafi acha ho jata hai aur ap es mai kamyab ho jatye hain tu sara kam he rsi ka hai ager ap nay es ki persentage sewkh li kay ye kitna high mai hota hai tu trade sell mai jata hai aur ye kitni low jatye hai tu trade high mai jata hai ager ap nay es kay barye mai seekh liya tu ap kaliye trade tu kafi asan ho jata hai aur ap es mai kamyab bhi ho jatye hai

      Click image for larger version

Name:	images (1).jpeg
Views:	15
Size:	33.3 کلوبائٹ
ID:	12359668

      INDICATORS KA KAM:

      forex main indicators se hum market ki sort e hal ko smjhny k liye use karti hai jo k humain aik trha se mashwra he deta hai k market agy kiya kar skti hai or humain market ko kahan se follow kr skty hain k hmain profit mil saky jub k indicator ki kbhi kbhi pridiction galat bhi ho jati hai q k market kisi bhi time hmain dhoka de skti hai k humain loss ho skta hai tu hmain apni trade main indicator par he depend nahi krna hai hmain apny analysis bhi achi trha se use karny hongy jis se hum trade sahi lga skty hain or forex main faida otha skty hain

      Click image for larger version

Name:	images (2).jpeg
Views:	1
Size:	9.5 کلوبائٹ
ID:	12359670

      RSI indicator ka bohot hi ziada istamal hota hey aur yeh taqriban jitne bhi professional traders hein woh sab isko use kartey hein aur yeh taqriban professional traders hi ziada use kartey hein yeh bohot hi ziada old indicator hey aur mein samjhta hun keh agar hum is indicator ki demo account par achi trha se practice kartey hein

      اب آن لائن

      Working...
      X