Doji candlestick pattern:

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Doji candlestick pattern:
    INTRODUCTION:

    ASSALAMU ALAIKUM! Dear members ummid hai ki aap sab khairiyat se honge aur apna Kam bahut acche tarike se kar rahe honge dear member jaisa ki aap jante Hain k candlestick patteren takneeki tijarat mein ahem tools hain. un ko samjhna taajiron ko market ke mumkina rujhanaat ki tashreeh karne aur un qiyasaat se faislay karne ki ijazat deta hai. candlestick patteren ki mukhtalif kismain hain. In mein sy Doji candlestick pattern ko discuss krty hen.


    What is a doji candlestick pattern?

    Doji candlestick pattern trading mein ziyada munafe ka baais ban sakta hai .is candlestick pattern ki istedad ko har qisam ke tajir mukhtalif time frames ke liye saraha jata hai.Doji candlestick pattern aik aisi tashkeel hai jo is waqt hoti hai jab market ki khuli qeemat aur qareebi qeemat taqreeban aik jaisi hoti hai.


    What does a Doji tell traders?

    Jab tanhai mein dekha jaye to doji ishara karta hai ke nah to khredar aur nah hi baichnay walay faida utha rahay hain - yeh Adam faisla ki alamat hai .kuch taajiron ka khayaal hai ke jab deegar mom batii ke namonon ke sath dekha jaye to doji anay wali qeemat mein tabdeeli ki nishandahi karta hai, lekin yeh hamesha aisa nahi ho sakta .yeh is baat ki nishandahi kar sakta hai ke khredar ya baichnay walay jari rujhan ko jari rakhnay ke liye raftaar haasil kar rahay hain .yeh yaad rakhna zaroori hai ke doji candlestick itni maloomat faraham nahi karti hai jitni kisi ko faisla karne ke liye darkaar hoti hai .Doji candlestick chart pattern samait kisi bhi signal par amal karne se pehlay, kisi ko hamesha dosray pattern aur isharay par ghhor karna chahiye.


    Types of Doji Candlestick Pattern:

    Doji candlestick ki bht c iqsam hen jesy k common ya neutral doji, dragonfly doji, gravestone doji aur long-legged doji.

    1. Neutral Doji:

    Yeh doji candlestick pattern ki sab se aam qisam hai.jab khareed o farokht taqreeban aik jaisi hoti hai to yeh namona hota hai .rujhan ki mustaqbil ki simt ghair yakeeni hai jaisa ke is doji pattern se zahir hota hai.

    2. Long-Legged Doji:

    Jaisa ke naam se pata chalta hai ke yeh lambi tangon wala candlestick pattern hai.jab talabb aur rasad ke awamil tawazun par hotay hain, to yeh pattern hota hai. rujhan ki mustaqbil ki simt ko pehlay ke rujhan aur doji pattern se munazzam kya jata hai.

    3. Gravestone Doji:

    Yeh pattern up trend ke aakhir mein paaya jata hai jab talabb aur rasad ke awamil barabar hotay hain.din ke kam honay par, candlestick khulti aur band hoti hai. rujhan ki mustaqbil ki simt ko pehlay ke rujhan aur doji pattern se munazzam kya jata hai.

    4. Dragonfly Doji:

    Yeh pattern kisi downtrend k akhir mein zahir hota ha. Jab talab aur rasad ke awamil mutawazin hoty hen.

    Click image for larger version

Name:	IMG_20220105_144344.jpg
Views:	2
Size:	72.5 کلوبائٹ
ID:	12491910
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Doji candlestick pattern:

    Doji Candlesticks Pattern:


    1. Doji candlesticks pattern 1 candle per moshtamil hota ha,Doji candlesticks pattern ko indecision Pattern kehta han q is pattern man sirf ak candle hoti ha jiska k dono wicks long hota han aur is man price ka open and close same hota han,isko cross b kehta han. Is liye isko indecision pattern kehta han q is pattern man open aur close same hona hamen batata ha k seller aur buyer equal force rukhta han aur current market trend k reversal batata ha jo long tem ka hota ha.
    2. Doji candlesticks pattern hamasha up-trend k top per aur down-trend k bottom per banta ha. Ager ye up-trend k top per bana to ye hamen bullish trend ka bearish trend man reversal ka signal deta ha. Aur ager ye bearish trend k bottom man bana to ye long bearish trend ko long bullish trend man reverse ker deta ha.

    Click image for larger version

Name:	images.jpeg
Views:	14
Size:	26.0 کلوبائٹ
ID:	12359636

    Mazeed tafseel

    yah ek aisa patron hai ki jis Se help lekar aur members apne kam ko acchi tarah Se Kar Rahe hote hain aur is tarah Se members ko trading mein maximum help mil rahi hoti hai members ko trading se related har patterns ke bare mein acchi tarah Se maloom hona chahie aur yah patterns members ko acchi tarah Se help dete Hain aur trading mein members ko fayda hota hai members ko acchi tarah Se agar trading mein fayda lena hai to members ko trading se related apni experience score maximum kar lena hoga aur is tarah Se members ko problem nahin hogi members ko apne kam mein expert Ho jaane ke liye acchi tarah Se focus karna hota hai aur focus kar lene ke bad members apni trading mein successful results le rahe hote Hain jab members ko apni trading mein successful results mil jaate Hain to is tarah Se members ki regular earning start Ho jaati hai aur is tarah Se members ko success milati hai indicators ke bare mein members ko apna experience improve kar lena hoga aur yah indicators kis tarah Se istemal Karne hain yah members ko maloom hona chahie har tarah Se members ko experience hasil kar lena hoga aur is tarah Se members ko apni trading mein acchi help Meri jaati hai aur members apni trading mein fail nahin hote Hain maximum members ko yah maloom nahin hai ki unko apni reading kis tarah Se acchi tarah continue karna hai aur yah continue karne ke liye members ko kam per focus karna hota hai members ko technical trading se related sab information hasil kar lena chahie

    Click image for larger version

Name:	images.png
Views:	17
Size:	3.8 کلوبائٹ
ID:	12359638
    • #3 Collapse

      Re: Doji candlestick pattern:

      Dear forex forum member market mai doji candlestick pattern se indication aor direction mai change ho raha ho to aus time ye pata chal jata hai to aus waja se market mai jab ye candlestick pattern banta hai to aus mai reversal ki indication hoti hai. Aisy candlestick pattern ko dekh k hum ais market mai trade laga sakty hain kun k ye patterns reverasal ka signal dy rahy hoty hai aor aisy patterns ko find karna bahot asan hota hai. Aisi candle ko asani k sath wick dekh k hum find kar sakty hain ais ki differnet types hai jin ko hum dekh k ais market mai trade kar sakty hain.

      Doji Candlesticks Pattern Types:

      1: Standard Doji

      2: Long Legged Doji

      3: Dragonfly Doji

      4: Gravestone Doji

      5: 4-Price Doji

      Doji Candlesticks Patterns Formed:

      Dear forex forum member jab ais market mai kisi bhi time frame mai new candle start hoti hai aor closing bhi ausi price k nazdeek karti hai magar ais candle ki wicks bahot lambi hoti hai magar body nahi hoti hai to ye aik doji candle banti hai. Jab ye doji candle kisi resistance ya support par banti hai to aus par humy ye signal milta hai k market ne ais level se reversal leni hai. Hum ais market mai doji candle ko dekh k confirmation k baad trade laga sakty hain.

      Click image for larger version

Name:	images (1).png
Views:	28
Size:	12.1 کلوبائٹ
ID:	12359686

      1: Standard Doji:

      Dear forex forum member Standard Doji jab banti hai to ais mai wicks dono taraf aik jaisi hoti hai aor aisi doji candle mai body nai hoti hai jab ye candle kisi resistance ya support par banti hai to waha se reversal k hisab se hum apni trade laga sakty hain. Aisi trade ka stop loss candle se thora sa oper hota hai aor take profit next resistance ya support par hota hai aisi candles resistance aor support level par valid hoti hai.

      Click image for larger version

Name:	images.jpeg
Views:	21
Size:	23.8 کلوبائٹ
ID:	12359680

      2: Long Legged Doji:

      Dear forex forum member market mai long legged doji tab banti hai market mai moment kafi zayda hota hai aor aisi candle mai wick bahot lambi hoti hai aisi candle mai body bahot choti hoti hai magar wick bahot zayda bari hoti hai. Long legged doji pattern jab kisi resistance ya support par banti hai to to ais ki wick ko dekh k pata chal jata hai k market mai next moment bhi zayda volatile ho sakti hai ais mai jaisy hi confirmation milti hai humy ais market mai trade open kar deni chaye, pattern k hisab se trade lagany k baad humy ais market mai stop loss resistance ya support level se thora dor rakhna hota hai kun k ye candle jab banti hai to next candle ais k high point tak aa sakti hai aisi candle par trade se kafi zayda faida ho jata hai.

      3: Dragonfly Doji:

      Dear forex forum member ye pattern sirf support level par banta hai ais pattern ki sab se achi baat ye hai k hum ais pattern ko asani k sath her time frame mai find kar sakty hain, ais pattern ki shape ''T'' hoti hai mean ais candle k necny side par wick hoti hai magar upper side par wick nai hoti hai, jab ye pattern banta hai to ais k baad market upside par moment karti hai humy ais market mai trade lagany k liay ais candle k baad next candle ko bullish close hony ka wait krna hota hai jaisy hi next candle bullish close ho hum market mai trade laga sakty hain. Ais pattern k hisab se trade ka stop loss support level se thora nechy hota hai aor take profit next resistance level par hota hai jaha par hum apna target set kar sakty hain.

      4: GraveStone Doji:

      Dear forex forum member Gravestone doji opposite hoti hai Dragonfly Doji ki ais mai candle jab banti hai to ye resistance level par banti hai aor ais mai sirf upside par wick hoti hai aisi candle k down side par market wick nai banati hai. Jab market ye pattern banti hai to aus k baad humy sell ki trade lagani hoti hai kun k ye candle resistance level par banti hai aor aus k baad market down side par aati hai humy ais market mai confirmation k baad trade lagani hoti hai ye candle jab banti hai to aus k baad market ki next candle down close honi chaye tab ye candle valid hoti hai aor hum ais par trade laga sakty hain. Trade ka stop loss resistance level se thora oper rakha jata hai aor take profit support level par rakha jata hai.

      Click image for larger version

Name:	images (18).png
Views:	57
Size:	4.7 کلوبائٹ
ID:	12359685

      5: 4-Price Doji:

      Dear forex forum member ye candle jab market mai banti hai to ais mai candle ki wicks nai hoti hai simple aik line hoti hai jis mai candle ki opening aor closing ais k sth high aor low sab aik hi point par hota hai aisi candle tab hi market mai banti hai jab market open hoti hai aor aik hi jagha par ruki rehti hai ais patterns ko dekh k pata chal jata hai k market mai buyyers aor seller ka presure nai hai humy ais market mai trade se avoid karna chaye jab ais candle k baad next candle ki body lambi ho to aus k baad hum ais market mai trade laga sakty hain. Ais candle ki shape ''-'' Line jaisi hoti hai aor ais mai market bilkul hi nai banati hai aisi candle ko hum dekh k trade lagany k liay kisi resistance ya support level ko sath dekhna hota hai. Ais candle mai humri trade ka stop loss resistance aor support level k hisab se hota hai.
      • #4 Collapse

        Re: Doji candlestick pattern:

        Dear forex forum member market mai doji candlestick pattern se indication aor direction mai change ho raha ho to aus time ye pata chal jata hai to aus waja se market mai jab ye candlestick pattern banta hai to aus mai reversal ki indication hoti hai. Aisy candlestick pattern ko dekh k hum ais market mai trade laga sakty hain kun k ye patterns reverasal ka signal dy rahy hoty hai aor aisy patterns ko find karna bahot asan hota hai. Aisi candle ko asani k sath wick dekh k hum find kar sakty hain ais ki differnet types hai jin ko hum dekh k ais market mai trade kar sakty hain.



        Doji Candlesticks Pattern Types:



        Standard Doji

        Long Legged Doji

        Dragonfly Doji

        Gravestone Doji

        4-Price Doji



        Doji Candlesticks Patterns Formed:



        Dear forex forum member jab ais market mai kisi bhi time frame mai new candle start hoti hai aor closing bhi ausi price k nazdeek karti hai magar ais candle ki wicks bahot lambi hoti hai magar body nahi hoti hai to ye aik doji candle banti hai. Jab ye doji candle kisi resistance ya support par banti hai to aus par humy ye signal milta hai k market ne ais level se reversal leni hai. Hum ais market mai doji candle ko dekh k confirmation k baad trade laga sakty hain.

        Click image for larger version

Name:	images (1).png
Views:	28
Size:	12.1 کلوبائٹ
ID:	12359734



        Standard Doji:



        Dear forex forum member Standard Doji jab banti hai to ais mai wicks dono taraf aik jaisi hoti hai aor aisi doji candle mai body nai hoti hai jab ye candle kisi resistance ya support par banti hai to waha se reversal k hisab se hum apni trade laga sakty hain. Aisi trade ka stop loss candle se thora sa oper hota hai aor take profit next resistance ya support par hota hai aisi candles resistance aor support level par valid hoti hai.

        Click image for larger version

Name:	images.jpeg
Views:	21
Size:	23.8 کلوبائٹ
ID:	12359735



        Long Legged Doji:



        Dear forex forum member market mai long legged doji tab banti hai market mai moment kafi zayda hota hai aor aisi candle mai wick bahot lambi hoti hai aisi candle mai body bahot choti hoti hai magar wick bahot zayda bari hoti hai. Long legged doji pattern jab kisi resistance ya support par banti hai to to ais ki wick ko dekh k pata chal jata hai k market mai next moment bhi zayda volatile ho sakti hai ais mai jaisy hi confirmation milti hai humy ais market mai trade open kar deni chaye, pattern k hisab se trade lagany k baad humy ais market mai stop loss resistance ya support level se thora dor rakhna hota hai kun k ye candle jab banti hai to next candle ais k high point tak aa sakti hai aisi candle par trade se kafi zayda faida ho jata hai.



        Dragonfly Doji:



        Dear forex forum member ye pattern sirf support level par banta hai ais pattern ki sab se achi baat ye hai k hum ais pattern ko asani k sath her time frame mai find kar sakty hain, ais pattern ki shape ''T'' hoti hai mean ais candle k necny side par wick hoti hai magar upper side par wick nai hoti hai, jab ye pattern banta hai to ais k baad market upside par moment karti hai humy ais market mai trade lagany k liay ais candle k baad next candle ko bullish close hony ka wait krna hota hai jaisy hi next candle bullish close ho hum market mai trade laga sakty hain. Ais pattern k hisab se trade ka stop loss support level se thora nechy hota hai aor take profit next resistance level par hota hai jaha par hum apna target set kar sakty hain.



        GraveStone Doji:



        Dear forex forum member Gravestone doji opposite hoti hai Dragonfly Doji ki ais mai candle jab banti hai to ye resistance level par banti hai aor ais mai sirf upside par wick hoti hai aisi candle k down side par market wick nai banati hai. Jab market ye pattern banti hai to aus k baad humy sell ki trade lagani hoti hai kun k ye candle resistance level par banti hai aor aus k baad market down side par aati hai humy ais market mai confirmation k baad trade lagani hoti hai ye candle jab banti hai to aus k baad market ki next candle down close honi chaye tab ye candle valid hoti hai aor hum ais par trade laga sakty hain. Trade ka stop loss resistance level se thora oper rakha jata hai aor take profit support level par rakha jata hai.

        Click image for larger version

Name:	images (18).png
Views:	57
Size:	4.7 کلوبائٹ
ID:	12359736



        4-Price Doji:



        Dear forex forum member ye candle jab market mai banti hai to ais mai candle ki wicks nai hoti hai simple aik line hoti hai jis mai candle ki opening aor closing ais k sth high aor low sab aik hi point par hota hai aisi candle tab hi market mai banti hai jab market open hoti hai aor aik hi jagha par ruki rehti hai ais patterns ko dekh k pata chal jata hai k market mai buyyers aor seller ka presure nai hai humy ais market mai trade se avoid karna chaye jab ais candle k baad next candle ki body lambi ho to aus k baad hum ais market mai trade laga sakty hain. Ais candle ki shape ''-'' Line jaisi hoti hai aor ais mai market bilkul hi nai banati hai aisi candle ko hum dekh k trade lagany k liay kisi resistance ya support level ko sath dekhna hota hai. Ais candle mai humri trade ka stop loss resistance aor support level k hisab se hota hai.
        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
        • #5 Collapse

          Re: Doji candlestick pattern:

          dear ham ko ilm hona chye k agar ham kamybi ko gain karnay chatay hein to is main ham ko market main doji candle ko bhi less khyal kr k is ko ignore nahi karna chye is main ham ko chye k ham is ain achay say acha kam ko kr k khud ko better say btter baein sor is main ham ko is time main sell ki entry ko lena chye jis time ham yeah assess karein k ab candle good ready ho gye sell k lye so is main ham ko mehnat k sat achay say acha work ko kr k he khud ko kamayb karna ho gya .

          اب آن لائن

          Working...
          X