Hamen apni trading main supply and demand zone ko analyse karna bahut jaruri hota hai kyunki jab ham supply and demand zone ko analyse kar lete hain to tab hi ham market mein trading kar sakte hain supply and demand zone ko analyse karne ke liye hamen market ke technical analysis Karne padte hain aur jab ham market ke acche tarike se technical Lena message kar lete hain to tab hi ham market mein I am demand June ko Sahi tarike se analyse kar sakte hain aur Market mein aur dar le sakte hain isliye hamen chahie ke ham market mein kisi bhi currency ya commodity trading karne se pahle Uske supply and demand zone ko analyse kar lena chahie tha ki ham market mein perfect entry le saken.
Supply zone:
Dear forex member Supply wo miqdaar ya tadaad hai jo market main kisi currency ya commodity's ke jo market main mojood hoti hai, Agar kise currency ke supply market main zaida hoti hai to us currency ke value main kami waqia hoti hai. Aur esi kay agar kise currency ke supply main kami aay to us ke value main izzaffa hota hai. Log zaida tar wo cheezay khareedty hain ya un cheezon main invest karty hain jinke supply km hoti hai kun kay un ke value main musalsal izafa dekhny ko milta hai, Jesa kay aap Gold aur normal pathar ka andaza laga lain. Gold ke supply km hai to aapko bahut mehnga milta hain lekin normal pathar aapko har jagha sy milty hain to wo free hain ya bahut sasty hain. Aisy hi forex market mai jis currency ki demand zayda hoti hai wo high rate par milti hai jis ki supply ziada hota hai wo kam rate par milti hain.
Demand zone:
forex trading market mai demand jis ka matlab hay kay market main kise bhe assets ke kitne requirement hoti hain, Jab market main kisi currency ka demand main izafaa hota hai to es key value bhe zaida ho jaaty hai aur esi tarha jab kisi currency ky demand main kami aati hay, to ess ke value main bhi kami ho jaati hai, hum aisy market mai jab ye dekhtai hai k market mai es chez ki demand ziada honay wali hai wo chez hum le lety hain ta k us ki value ziada ho to humy profit ho jata hai.
DIFFERENCE BETWEEN SUPPLY AND DEMAND :
Forex trading market men trading karte hue hamen supply and demand zone ke related knowledge Ka Hona bahut jaruri hai kyunki jab tak army knowledge Nahin Hoga hamari trade successful Nahin hogi. Jab market main demand zaida aur supply km hoti hai to demand supply competition ke wajha sy price main izafa hota hai. Jab market main supply zaida aur demand km hoti jaye to es soorat main market ki value main kami ajati hain. Market mein Jab bhi Kisi currency ya commodity ke pair mein demand Hoti Hai to vah uptrend mein jata hai aur Market mein Jab Kisi currency ya commodity main supply start Hoti Hai to vah downtrend mein Jana shuru kar deta hai.
EQUILIBRIUM :
Forex trading market main demand aur supply dono Same hon, yani kay demand jitny ho utny he supply ho, to market ki value na to km hoti hai ,naa zaida hoti hai. jo log market mai supply zone par Sell ki trade lagaty hai ya Demand zone par Buy ki trade lagaty hai wo Maximum profit hasil karty hain. Market mein supply and demand zone ko ham support level or resistance level bhi keh sakte hain ine levels per bhi market ki supply and demand hoti hai isliye hamen technically supply and demand ko analyse karna bahut jaruri hota hai tab hi ham market mein acchi entry lekar kamyab trading kar sakte hain.
Conclusion:
Supply and demand zone hamare liye bahut important hota hai kyunki yahan se hamen market mein trades milati hai isliye hamen is June ko important Lena chahie aur is ko samajhne ki koshish Karni chahie kyunki Jab ham is June ko samajh jaenge to tab hi ham acchi trading kar sakte hain market mein jay levels hamare liye bahut important hote hain isliye hamen technically price chart per practis Karni chahie aur inko samajhne ki koshish Karni chahie taki hamare analyses strong aur powerful ho sake.

تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим