High Waves candle stick chart pattern;
High waves candle stick chart pattern aik khas kesam ke spinning top candle stick ke aik kesam hey jes mein aik ya do long shadow hotay hein open or close prices aik jaise nahe hote hein open or close prices aik jaice hote hein or woh aik dosray say kadray mokhtalef hotay hein body kay rang mein koi farq nahe parta yeh pattern bhe long legs doji ke tarah hote hey
belkul esse tarah zyarah zyada tar candle stick long shadow hotay hein High waves pattern es bat ko indicate karta hey keh market mein otar charhao taize say hota hey or yeh majodah trend kay ley risk ke nomaindge kar sakta hey candle stick ke important jaisa keh bohut say moamlaat mein market kay context par bohut zyada monhasar hote hey
what market dynamic the pattern show;
es pattern ka kheyal yeh hey keh de gay period kay doran bulls or bears dono market ko montakell karnay ke koshesh kartay hein tahum dono mein say koi bhe end tak apnay fawaid ko barkarar nahe rakh sakta
spinning top ke tarah high waves bhe candle stick pattern mein aik real small body bante hey spinning top mein aik small upper or lower wick hote hey aik high candle stick mein nesbatan long upper or lower wick hote hey jo keh zyada otar charhao ko indicate karte hey High waves candle stick shows stock ko karte hey jes mein faisla nahe hota hey stock market bear or bulls kay darmean aik jang hey es ke wajah say boland lehron ke tarah candle stick ke kahane sunate hein
identification of high waves candle stick pattern;
High waves candle stick pattern market ke condition ko zahair karte hey jahan market security ke price ka faisla karnay mein dushware ka samna karna parta hey woh aik aice market dekhatay hein jes mein ghair yakene or ghair faisla kun shamell hey jes mein na to buyer or na he seller es baat ke wazah samajh hey keh market ke direction jay ge demand or supply forces aik he jaise hein
ager yeh zyada volume par banta hey to yeh prices direction kay baray mein market ke amome oljhan ko zahair karta hey
High Waves Trader ko kea batata hey;
spinning tops or high waves trading pattern ya to bearish ya bullish pattern ko indicate karta hey high waves pattern mein real body bhe ho sakte hey real body chorai mein zyada ho sakta hey laken es ke kul range kay mokaballay mein es ke body nesbatan chote ho sakte hey candle stick charts mokhtalef jagah par ban sakte hey market ko stable karna jaisay doji or spinning top candle stick pattern mein hota hey high waves down trend ya up trend kay signal kay bad mein ana start ho jata hey yeh trader strong reversal trend say agah karta hey

تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим