What is divergnce in fore x trading
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    What is divergnce in fore x trading
    AOA

    INTRODUCTION

    Friends kya hal hain aap ki ummid karta hun aap Karya se Honge aaj ka abhi holidays ke bad Forex trading market Mein kam Shuru Hua Haikya hal hain aap ki ummid karta hun aap Karya se Honge aaj ka abhi holidays ke bad Forex trading market Mein kam Shuru hua hai aur gold Nahin acche moment Ki Hai yah sirf isliye hua hai ki market Mein Volume kam hai is vajah se fundamental aur gold Nahin acche moment Ki Hai yah sirf isliye hua hai ki market Mein Volume kam hai is vajah se fundamental movement isliye Bahar per kahan Jaate Hain Ki Apne knowledge or exchange ko improve Karte Rahen aur yah sirf use mat Hi Ne Jab hamare pass Achcha knowledge aur yah sirf use mat Hi Ne Jab hamare pass Achcha knowledge or experience hai aaj ki post ko topic divergence e kya hoti hai aur Kis Tarah Ham operated ko profitable banaa sakte hain Aaj aaj ke topic per Main Apni knowledge ko aap se share karna chahta hun
    CONCEPT OF POST
    What is a divergence in trading: Definition & Meaning. Forex divergence is defined as a case when price in yhe moving in the oppsite direction of technical indecator such as an oscillator. For example, the asset price is moving up, but the oscillator line is moving in the opposite direction.
    Click image for larger version

Name:	downloadfile.jpg
Views:	1
Size:	101.5 کلوبائٹ
ID:	12491623
    what is divergence

    ​Divergence ka matlab hey jb kese bhe currency pair ke price ak direction mein brehte hn jb key trend key signal oppsite direction mein move kar rahey hoty hn divergency key signal postive or negtive ho skty hn

    Click image for larger version

Name:	grade11-regular-bullish-divergence2.png
Views:	3
Size:	34.5 کلوبائٹ
ID:	12491625
    DEFINITION OF DIVERGENCE
    Divergence us waqat hota hy jb kese cheeze ke price techni signal ke oppsite direction move kar rahe hote hn jasy ky ak oscilltor ya 2 sary data ky oppsite movve kar rahy hoty hn divergenceny humein alrate kar dia ky ky mojoda price ka trend weak ho raha hy

    Click image for larger version

Name:	dotdash_INV-final-Divergence-Definition-and-Uses-Apr-2021-01-41d9b314d3a645118a911367acce55a7.jpg
Views:	8
Size:	246.8 کلوبائٹ
ID:	12491624
    Definition of divergence
    BRIEFING OF DIVERGNCE
    Jb ap ko ye nazar atta hy ky price high ho rahe hn jo necahy wali line se marked hoe hy pichli changing se zada hai. MACD yahan forex divergince signal ke tor par kaam karta hai.to isliye MACD signal down ki taraf signal karta hai. aap dekh rahay hain ke forex divergince indicator ka histogram zero ke qareeb ho raha hai. signal durust hai q k price neechay aati hai. thora sa advanve move katyy hue, mein kahoon ga ke yeh misaal aik saada low trend ke changing , . usay nagtive bhi kaha jata hai. Nagtive signal is waqt hota hai jab basic. Price apne high aik new highest par jati hai,


    HOW TO TRADE DIVERGENCE

    . aap dekhte hain ke har divergence ki qisam taizi aur mandi nagtivr or postive mein divide hoti hai. aam regular oppsite trend ke jane ka signal dete hain. Other type ke nagtivr posheeda aur tosee shuda trend ke tasalsul ka signal dete hain, inhen rivers divergence bhi kaha jata hai. bohat se traders divergence ko samjh ney paty . aayiyae un tasawurat ko wazeh karte hain. diverge ka matlab hai nagtive karna. In the trading mein, is ka matlab price ke trend aur signal mein koi nagtive hai .divergence pay kaam karna hain tu rsi ko add karna must hain qk jaaab tak risk nhe hain tu earning koi b neh kar skta hain earning karne k liye forex trading main apni learning ko b strong karna must hain qk learning he kamyabi deti hain jaaab tak divergence main rules ko b follow nhe kia jata hai tu kamyabi nhe hain

    Click image for larger version

Name:	FX-Divergence1-5c05845dc9e77c0001d8dd04.gif
Views:	1
Size:	33.5 کلوبائٹ
ID:	12491632
    Trading with divergence

    منسلک شدہ فائلیں
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: What is divergnce in fore x trading

    Dear friend, technical anaylisis ma hum divergence us situation ko kehtay hain jab prices indicator ki opposite direction ma move karti hain. Divergence humain current trend kay weak honay ka signal daiti ha aur kuch cases ma price ki direction kay change honay ka sabab bhi banti ha, divergence ko traders market kay trend kay baray ma information hasil karnay kay liay use jartay haun, ye trend kay weak honay ye reverse honay ki indication daiti ha, is kay ilawa ye traders ko consolidation period ki bhi guidance daiti ha,

    Types of Divergence:

    Click image for larger version

Name:	IMG_COM_20220104_0724090.jpg
Views:	1
Size:	25.6 کلوبائٹ
ID:	12359384

    Divergence ki two types hoti hain,

    1. Regular Divergence
    2. Hidden Divergence

    Regular Divergence:

    Click image for larger version

Name:	IMG_COM_20220104_0724091.jpg
Views:	1
Size:	19.5 کلوبائٹ
ID:	12359385

    ye trend reversal kay possible signals hotay hain is ma jab prices apna lower low bnati hain aur oscillator higher low show kar raha hota ha to isay regular bullish divergence samjha jata ha aur jab prices apna higher high banati hain aur oscillator lower high show karta ha to ye bearish regular divergence hoti ha,

    Hidden Divergence:

    Click image for larger version

Name:	IMG_COM_20220104_0724092.jpg
Views:	1
Size:	18.2 کلوبائٹ
ID:	12359386

    Market kay uptrend ma jab prices apna higher low banati hain aur oscillator bhi same situation zahir karay ya lower low banay to ye hidden bullish divergence hoti ha, is kay ilawa jab downtrend ma prices lower high bnaen aur oscillator ki bhi ye hi indication ho ya higher high show karay to ye hidden bearish divergence hoti ha,

    Indications and uses:

    Click image for larger version

Name:	IMG_COM_20220104_0724093.jpg
Views:	1
Size:	10.3 کلوبائٹ
ID:	12359387

    aik indicator ma trading volume simple example hoti ha jo divergence produce karta ha, momentum oscillator, commodity channel index, relative strength index aur stochastic oscillator wagera divergence ki surat ma commonly use honay walay indicators hain, technical anaylisis ma divergence hmain major positive ya negative price move ka signal daiti ha, traders perticular pair kay price ka momentum daikhnay kay liay bhi divergence ko use kartay hain

    اب آن لائن

    Working...
    X