Assalam O Alaikum!
Friends, Umeed hai ap sab kheriay sy hon gy. Forex ki market mn kamyab trading karny ky liye forex ki market ka knowledge hona bht zaroori hai. Knowledge ky sath axhi trade kar ky hum iss market mn axha profit earn karsakty hain. Forex ki market bht risky market hai. Without knowledge agar hum trading Karen gy to humain loss ho sakta hai. Issi bat ko mady nazar rakhty huay aj hum Gann line ky bary mn bat Karen gy. Hum samjhain gy ky gann line kia hai, iss ko kaisy draw kiya jata hai, or iss ko use karty hain trading kaisy ki jati hai. Umeed hai meri information ap ky liye profitable hon gi.
What Is Gann Line?
Jab aap market mein aik specific point sa 45 degree ki different connecting series of line ko draw krty Hain, or is Techniques ki basis per apni trading activities complete krty Hain, tu isko GANN Line kaha jata hai
How To Draw Gann Line?
Dear members Jab aap Gann Line ko draw krna chahty Hain, tu aap isko hamesha aik strong downtrend Kay end pa lower point sa bullish side per 45 degree pa draw Kar sakhty Hain. Jab tak prices is Gann line sa uper rahin get, aap ko buying trade hold rakhni hai. Ya agar down level main kisi other degree sa uper uthti hai, us per bhi aap entry la sakhty Hain.
Developer Of Gann Line:
Dear is system ko W.D Gann na develop Kia tha. Ismein 45 degree Kay sath sath support level aur resistance level Kay liye bhi kuch levels available hoti Hain, liken sb sa zyda strong level 45 degree hi hota hai. Dear members main aapko iski further explanation krny Kay liye following diagram aap said share kar Raha Hun. Jo aapko Gann Line concept ko understand krny Kay liye acchi guidelines provide kar sakhti hai.
Trading Technique Using Gann Line:
Dear Definitely Gann Line ko properly study kar Kay aap effective trading kar sakhty Hain. Jab aap different line draw Kar laty Hain, tu enk breakout per aapko achi Trading possibilities mil rahi hoti hain.