Dear friends, Keltner channel aik volatility based indicator ha, jo ye indication daita ha kay kia market apna current trend continue karay gi ya iski direction change ho gi, ye indicator Chester Keltner na develop kia tha,
Description of Keltner channel:
Keltner channel indicator price moments ko observe kartay hain jo lower aur upper moving average kay bands ki waja sa hoti hain, keltner channel ki direction market ma prevailing trend ki information daitay hain, ye fundamentally aik price reversal indicator bhi ha, ye bollinger band aur moving average channel ki tarah ka indicator ha, ye volatility aur average prices kay sath lower, upper aur middle lines plot karta ha, middle line perticular time period ka moving average btati ha, is sa above upper envelope aur below lower envelop banta ha, jab prices middle band kay above jati hain to market ki over bought condition hoti ha aur jab prices middle band kay below ati hain to ye oversold ki indication hoti ha,
Calculation of Keltner channel:
Dusray indicators ki nisbat keltner channel ki calculation simple hoti ha, is ma aik predefined time period (20 periods) kay exponential moving average aur average true range compute kartay hain, upper band ki value calculate karnay kay liay average true range ko 2 sa multiply kar kay exponential moving average add kia jata ha aur isi tarah lower band bhi calculate kartay hain jis ma addition ki bjay subtraction kartay hain, each time period kay liay ye hi steps repeat kartay hain jis sa keltner channels hasil hotay hain, is tarah keltner channel ki middle line aur upper, lower band ka ye formula hota ha.
Keltner Channel middle line = Exponential moving average
Upper band = Exponential moving average + (2 x Average true range)
Lower band = Exponential moving average - (2 x Average true range)
Indications for traders:
Channel lines ka above moment market ma bullish trend ki strength ko indicate karta ha aur below channel line wali moment bearish trend ki strength ko show karti ha, ye moments trader ko aik trend kay end honay aur dusray trend kay start honay ki bhi indications daiti hain, channel ki above moment uptrend ko show karti ha jab kay channel ki down moment downtrend ko represent karti ha aur jab channel sideways moment karta ha to ye trend flat honay ki indication hoti ha

تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим