Engulfing Candlestick Pattern and Bearish & Bullish Candlestick Pattern Explained !!!

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Engulfing Candlestick Pattern and Bearish & Bullish Candlestick Pattern Explained !!!
    AOA,

    Dear Forex Members, I Hope ke Tamam dost khairiyat se Honge ummid karta hun Aaj Ke Mere topic se aap Logon Ko Koi Na Koi fayda pahunchega. Aj ka maira topic hy Engulfing Pattern bahut hi achcha topic hai jo main aapke sath share karne wala hun.




    Engulfing Pattern:


    Engulfing pattern 1 reversal candlestick pattern hota hai hai jiske bad market change ho jati hai market trend change ho jata hai. Engulfing pattern market aur iski movement ko Soch samaj ka trade Karen to ham successful trader ban sakte hain isliye aaj ham candlesticks baton mein is important candlestick pattern Jo ke Engulfing se pata hai Uske bare mein ham aaj apna knowledge aapke sath share karenge gay. Engulfing pattern 1 reversal candlestick pattern hota hai aur iske bad market ka trend change ho jata hai aise liy kaha jata hy ky engulf krna. Engulfing patron mein ek candles ke bad dusri candle Jo banti hai vah pichhali candle ko in engulf Kar jaati hai matlab ke uski body pichhali candles ki body se badi hoti hai. Jab kabhi bhi market chat main aapko is Tarah ki ummid najar Aaye ki pahli candle se dusri candles ki body badi najar Aaye to usko aap engulfing pattern khayn gy.
    Engulfing patton ki two types hoti hai jo market trend per depend Karti hai Jo Main niche share karne wali
    Click image for larger version

Name:	download.png
Views:	45
Size:	3.6 کلوبائٹ
ID:	12491438


    Engulfing Pattern Types:


    1. Bearish Engulfing Pattern
    2. Bullish Engulfing Pattern


    Bearish Engulfing Pattern:


    Dear Freinds, bearish engulfing pattern bearish reversal pattern hai aur yah pattern bullish Trend ke and mein banta hai iske bad market ka trend change ho jata hai ismein ek bullish candle ke bad dusri bearish candle aisi banti hai jo bullish candle ko Engulf Ghar jaati hai aur iski body bullish candles ki body se badi hoti. Bearish engulfing pattern ka matlab hota hai ki pichhali candles se badi candles banana jab bhi aapko market chart mein aisi moment najar Aaye to aap ko samajh Lena chahie ki ya bearish engulfing pattern hai FIR aapko vahan sy apko sell ki intry lyni cahey.
    Jab bhi market mein bearish engulfing hota hai to market trend change ho jata hai aur Market sell sale mein jaati hai market and jab change hota hai to aapko vahan se apni entry leni chahie.Bearish engulfing candles ki completion ke bad ham is sell ki entry le sakte hain aur is mein hamara stop loss barest Engulfing candles ke hire ke upar Hoga jab ke take profit hamara neck support tak hoga. Jab hamen is patton ki samajh mein a jaaye to hamen mahua se apni inter leni hai aur support tak humne apna take profit lagana hai.
    Click image for larger version

Name:	images (1).png
Views:	31
Size:	6.5 کلوبائٹ
ID:	12491439


    Bullish Engulfing Pattern:


    Dear Freinds, bullish engulfing pattern ek barest reversal pattern hai aur yah bearish Trend ke and mein banta hai usmein ek bearish candle ke bad dusri bullish candle aisi banti hai jo bearish candle co engulf kar jati hai iska matlab uski body bearish candle ki body se badi Hoti hai jab bhi market chat main aapko bearish candle se badi bullish candles najar Aaye to samajh lenge ya bullish engulfing pattern hai FIR vahan se aapane Soch samajh Kar buy ki intry leni hai.Bullish engulfing pattern ke banane ke bad market akshar bole hoti hai aur grand rivers ho jata hai.
    Bullish engulfing petrol mein trade lene ke liye hamen patron ke complete hone ke bad buy ki intry is mein leni chahie lekin agar iski confirmation ka vate karen to hamare liye bahut achcha hai jab hamen confirmation ho jaati hai ke bullish engulfing candle ke bad next candle is ki hai se upar close Hoti hai to hamen samajh Lena chahie ki ab bullish engulfing pattern start ho gaya hai to hamen apni buy ki intry leni chahie aur resistance per hamara take profit Hona chahie.
    Click image for larger version

Name:	images.png
Views:	11
Size:	6.5 کلوبائٹ
ID:	12491440

اب آن لائن

Working...
X