qualities of a successful trader

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #166 Collapse

    meri maa aap correct kaa raha ho or aap kochahia kaa aap inn tin charac t ko apnai agar ap asanahi jar taa to aap ko loss hogaa
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #167 Collapse

      Han ji yeh woh sub qualities hain jo ek achay trader main hona chiyay laikin ek cheez jo main ad karna chahon ga woh yeh ke Emotions. Emotion pe control, Jo shaks apnay emotion pe control karay ga woh bohat acha trader kehlaye ga. Paisa ek aisa element hai jo insan jo emotionaly kamzor kar daita hai lahaza apni kamzori ko khatam karien aur forex main agay badhay.
      • #168 Collapse

        forex mein aik acha trader ki Quality hoti hai k us k pas experience aur knowledge aur skills hoti hain forex mein trading quality ko increase karna k liya hum ko practice bhi karna hoti hai kyun k jo bhi forex mein trading ki practice karta hai aik tu wo experience bhut zida get karta hai aur dosra us mein confidence bhi ata hai.
           
        • #169 Collapse

          Forex main kam karne ke liye app ko is ka zada se zada education aur is main apna experience aur apna proper knowledge aur app ka sabar app ko is main kam karne ke liye ready karta hay aur app ko acha trade bana hay tu app ko is main kam ko zada se zada learning karna ho ga .
           
          • #170 Collapse

            kisi hudh tek sahi han ye qualities but in seb batoun k hotay huway b sometimes trader profit main nahi jata :D
            • #171 Collapse

              bro ap nay bilkul thk kha hai kay aik trader main y e sab qualities honi cahiyen khun kay ap is main trade sirf ini qua;ities ki basis pay kar skty han nai to p aik successful trde nai ban sakty khun kay ye qualities must honi cahiyen kay aik to wo hardworking hona chiyen aik wo greedy na ho aur ik planning pay kam krta ho
               
              • #172 Collapse

                aik successful trader ki qualities yay hn k wo kum se kum invest se zayada se zaydad ki taraf jata hy oor is tara kum se kum profit se zayada se zayada profit earn kurta hy oor wo kaffi hard worker hota hy.
                • #173 Collapse

                  Aik successful trader apni strategies k mutabiq trading karta hai aur lot size apny account balance k mutabiq rakhta hai aur usy forex trading mai kafi experience bhi hota hai aur wo tab apni trade lagata hai jab usko perfect signals melien apni strategy sy aur es k sath sath wo forex ki news par bhi nazar rakhta hai.
                  • #174 Collapse

                    bro ap nay bilkul thk kha hai kay ye sari characteristics honi cahiyen ta kay aik succesful trder ban saken ap ko aik acha trade rbany kay liye trading ko achi tarhn learn karna ho ga aur ap ko acha experience hona cahiye aur ap ko hardworking bhi hona cahiye
                     
                    • #175 Collapse

                      forex may os qualities ka trader success hay jo trade karnay sey pehlay news check karay pir os k baad market may ja ckeck up kar ley tab trade laga lay or trade karnay may koi mestake na ho this is a successfull trader
                      • #176 Collapse

                        Qualities of a successful is that he or she must be hard work and do their business with intelligence so if you want to earn lot then you must have to do handwork.
                         
                        • #177 Collapse

                          g han dear u right ap ney bht ache baat ke hia or ap ney apne baat ko bht ache tra se ap ko detail me share kya hia thanks forex me mre ak ak cheaz bht important hote hia as me hum ko suchna part hia or jab jr kr hum as me successful hote hia.
                          • #178 Collapse

                            yeah these are all the qualities of a good trader. experince hona buhat zarori hae aur jab experince k sath sath knowledge b ho tau kaam buhat behtar ho sakta hae aur sath sath planning b honi chahiye khaas us cheez k bare mein.
                            • #179 Collapse

                              ji dear bilkul ye 4 cheezein hone se acha trader ban sakta hai but is me practice bhi zaruri hai practice se bhi acha trader ban sakty hain or ap ko pata hai study or read se ziada ehmiyat rakhta hai practical work experience to practical work ka hota hai or is me ek or cheez k sabar jo trader ne sabar rakha wo bhi kamiyab hoga or jaldbazi na ki sahi waqt pe sab kiya wo he rahy ga ek successful trader
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #180 Collapse

                                bhai jan jo bhi trading krta ha ye paka nahi ka har par use loss ye profit ho because forex ki market kabhi bhi upper ya niche ja sakte ha is liye trade se pehla kuch deer market ko dekh kar phir bid aur ask ko verify kar kay phir kahin ja ka wo sucess ful hoaaty han agar zara si bhi galti hogay to trade loss ma jay gi

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X