Trading With ABCD Pattern Strategy

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Trading With ABCD Pattern Strategy
    Dosto jis mozu par hum guftgu karne ja raha hain woh hay ABCD chart pattern forex chart pattern main ABCD pattern aik baut he simple chart pattern hai jisko identified karnay k liye traders price ko 2 legs k equal honay aur length k sam ehonay say recognize kartay hain.
    Traders k analyze aur comments say is baat ko clear kia ja sakta hai k is pattern ko trades tab use aur identified kartay hai jab charts main price aik directions main run karna start karty hai ABCD pattern main tab he trading ki ja sakty hai aur tab he is main entry aur exit li ja skty hai jab price aik trend main movement kar rahi hoty hai. Chart main jab price mkammal tour pay bearish ho chuki hoty hai tab is pattern ka start (A) say start hota hai aur isi tarha say yeh run kartay huway D tak reach karta hai, aur agar price mukammal bullish hai tab bhi iska start aik peak say same he bearish ki tarha say (A) start hoga, jiski aik example aur tasveer maine neechay share kia hai jiski help say is chart pattern ki asaani say samjha ja sakta hai

    Bullish ABCD Pattern:

    Identified ABCD
    A. Point A is a statistically significant low.
    B. Point B is a statistically significant high.
    c. POINT A say point B tak kisi kisam ka koi bhi high nai hona chaye aur point B say point A tak kisi kisam ka koi low nai hona chaye.


    Agar AB complete hai tab BC ko discoverd hona chaye.
    Point C ko point A say barra hona chaye tab he yeh pattern valid hoga, point B say high nai hona chaye aur point C say low nai hona chaye. Agar market aik completely trend main run karty hai tab BC ko ham 50 percent of AB k hisaab say count karaingay.
    Click image for larger version

Name:	20220101_072627.jpg
Views:	1
Size:	37.3 کلوبائٹ
ID:	12491250

    Bearish ABCD Pattern:

    Identified AB:
    A. Point A is a statistically significant peak.
    B. Point B is a statistically significant low.
    C. point A k peechay kisi kisam ka koi bhi high nai hona chaye aur point B k peechay kisi kisam ka koi bhi low nai hona chaye.
    Click image for larger version

Name:	20220101_072657.jpg
Views:	1
Size:	39.5 کلوبائٹ
ID:	12491252

    Agar AB complet hai tab chart pattern pay BC bhi discoverd hona chaye.
    Point C point A k valid honay k neechay hona chaye tab he point A valid hoga. Point B k neechay koi bhi low nai hona chaye aur isi tarah say point C ka koi bhi khaas high nai hona chaye.
    Agar in sab rules ko follow kartay huway ham is chart pay trading kartay hain tab he yeh chart complete hoga aur tab he ham iski help say market main A to Z earning ko possible bana saktay hain, agar ham rules ko follow nai kartay hain to ham is chart pattern say faida hasil nai kar saktay hain.
    Click image for larger version

Name:	images (2).jpeg
Views:	5
Size:	48.7 کلوبائٹ
ID:	12491253
    Mazeed rahnumai ke liye muntikhab pic ko dekha ja sakta hay take guftgu ka andaz bahtar samajh main asaky
    Shukarya
    Thank you for your attention
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Trading With ABCD Pattern Strategy

    ABCD pattern hmesha kamyab nhi hota q k kbi kbi swings ko trader ko double mind kr jati hen or confusions ki wja say wrong trade b ho skti hai. Jesa k apnay ooper picture mein share ki hai ismen iski B,C wali swing hai ismen confusion hai. ABCD pattern ki accuracy b zyada hoti hai lakin isay smjnay k liye phlay demo account mein prectice zroor kr leni chahiye or jitni zyada grip apki pattern pay hogi utna hi acha psotive response b milta hai.

    اب آن لائن

    Working...
    X