Parabolic SAR Kya Hay
Parabolic SAR
Parabolic Stop And Reverse (SAR) ik trend following indicator hy, jo ky price reversal ko identify karny ky liey istemaal kiya jaata hy. Agar koi trader Parabolic SAR ko sahi tarha sy istemaal karna jaanta hy to isy traders ko trend ke direction ka andaza hota hy aur ye matket main entry aur exit points ky liey madad karta hy aur is ka sath sath ye trailing stops ko place karny main bhe madad karta hy.
Parabolic SAR ko dekhny ky liey chart par aapko series of dots nazar aain ge, ye dot aapko price action ky oper ya neechy trend kay mutabik nazar aain ge. Jab ye dono cross karty hain to is ka matlab hota hy ky trend khatam hony kay imkanaat hain aur hum apni positions ko band kar sakty hain Jo series of dots aapko chart pe nazar aaty hain wo chart per price sy thora neechy makhsoos fasely pr hoty hain jab market uptrend main hoti hy. Aur isi tarha jab market downtrend main hoty hy to dots aapko price action ky oper nazar aaty hain
Changing of Trend
Dear friends Jesy hi market price reversal ky qareeb jaati hy parabolic SAR price action ky nazdeek chali jaati hy. Jab price action aur parabolic SAR kay darmiyaan gap km ho jaata hy to is baat kay chances hoty hain ky trend change hony wala hai.
Dear friends pic main dekh sakty hain ky jis point par SAR dosri side par banna start hoty hain to is baat ka matlab hota hy ky trend tabdeel ho raha hy. Aur ye wakt behtareen hota hy ky apni long positions ko close kar diya jaay. Oper aap dekh sakty hain ky uptrend kesy khatam hua jab neechy waly dots sy collide hua. Aur jesa ky baki tamam indicators ko money management sy use karty hain is indicator k signal ko bhi bhout carefully istemaal kiya jey tb hi hmy achy advantages hasil ho sakty hain.
Dosto indicator ke sath market analysis be had zarore hote hain bharpor tajzyat he aap ke yrading main kamyabi ko yakine banate hain
Shukarya

تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим