Importance of "Supply and Demand Zone" in Forex Trading

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Importance of "Supply and Demand Zone" in Forex Trading
    INTRODUCTION :



    Assalam-o-alakum, dear forex members umeed krta hon k ap kheriyat sy hon gy or forex trading sy ak acha profit gain kr rahy hongy. Dear forex members forex trading mai bohot sary pattern use hoty hen. Jin ki help sy hum ak achi successful or profitable trading kr sakty hen. Dear members forex market ma km krty hwy hamen market ki movement ka bht khayal rakhna chahye. Trading ka koi bi business supply or demand pr he inhesar krta hai.



    SUPPIY ZONE:


    Dear forex members agr market zayda teezi sy nechy ki trftrf mtb sell ki trf ja rahi ho to usyusy supply zone kehty hain. Jb market mai kisi chez ki mang ho or ap osy market provide krn to ye supply kehlata hai. Jb Kisi b market ma Kisi metal ya currency ki supply zydazyda ho jye to market ma isko value km ho jati hai. Jesa k steeksteel b aik metal hai. Or goldb. LakinLakin gold steel k mukably ma bht zyda expeexpensive hai. Q k market ma steel ki supply bht zyda ha to is ki value gold k mukably ma boht zyda km hai.

    Click image for larger version

Name:	images (1) (84).png
Views:	34
Size:	16.6 کلوبائٹ
ID:	12491201


    DEMAND ZONE:


    Dear forex members agr market tezi sy oper ki trf ja rhi ho to is ka mtlb k buy ki trf ja rahi hai isy DEMOND zone kehty hain. Mtlb currency ya metal ki market ma mang boht zyda ho.o or ye asani sy market ma mil b jye isy DEMOND Kaha jata hai. Jb Kisi currency ya metal ki DEMOND bht zyda ho or ye market ma asani sy available na ho to is ki value bahr jaiti hai. Or demand b bhr jati hai. Gold steel k mukably ma bht km milta ha islye supply bht km or DEMOND bht zyda hai. Market ma Kisi b currency ya metal ki mang jitni km ho isko value otni he zyda ho gi. Or isy chart ma currency ya metal ka demand zone kehty hain.



    Click image for larger version

Name:	images (1) (85).png
Views:	3
Size:	15.1 کلوبائٹ
ID:	12491202


    SUPPLY OR DEMAND K IMPORTANT RULES:

    1). Supply
    Dear members jb market ma Kisi b metal yaya currency ki supply zyda ho jye to isko value km ho jati hai. Or is ki demand b km ho jati hai.

    2). Demand
    Dear forex members market ma Kisi b metal ya currency ki supply bhr jye to is ki value b bhar jati hai to isko supply km ho or demond bhr jati hai.

    3). Equilibrium
    Dear forex members jb forex market ma Kisi b metal ya currency ki supply or demond donu ak jesi ho jye to isy equilibrium zone kehty hain.


    Click image for larger version

Name:	How-To-Trade-Supply-And-Demand-Zones-Accumulation-Zones-How-To-Trade-Fakeout.png
Views:	1
Size:	11.3 کلوبائٹ
ID:	12491204


  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Importance of &quot;Supply and Demand Zone&quot; in Forex Trading

    Supply and Demand


    Introduction


    Financial markets ka inhesar supply aur demand par munhasir hota hai, agar market me kisi cheez (item) ki miqdar log ziada khareed rahen hote hen, to is ka matlab hai k us cheez ki demand ziada hai aur agar us ki talab ki nisbat us ki tadad barh rahi ho to is ka matlab hai k supply ziada hai aur demand kam hai, jis se us item ki qeematen ger jati hai. Forex trading market me currencies ka istemal hota hai, agar market me aik currency jora up ja raha ho to is ka matlab hai k base currency ka demand ziada hai aur agar nechay a raha ho to is ka matlab hai k base currency ki supply ziada hai.

    Click image for larger version

Name:	images (25) (112).png
Views:	5
Size:	11.8 کلوبائٹ
ID:	12358900

    Forex trading me demand


    Dosre financial market ki tarah forex trading bhi supply aur demand pe kaam karta hai. Forex trading me currencies jore aik makhsos value k darmeyan trading karte hen. Jab bhi market me base currency ( GBP/USD me GBP base currency hai) ki demand bare gi to is ka matlab hai k currency jora bullish jayega. Currency jore ki demand me izafay ki aik waja currency jore me mojod quote currency ( GBP/USD me USD quote currency hai) ki demand me kami bhi ho sakti hai.

    Forex trading me Supply

    Forex trading me agar kisi currency jore ki value agar ger rahi hai to is ka matlab hai k ya to currency jore me base currency ki supply ziada howi hai aur ya quote currency ki demand me izafa howa hai. Same aisa commodities me bhi hoga, misal k tawar par agar oil ki qeematen ger rahi hoti hai to is ka matlab hai, k oil ki supply ziada hai.


    Demand/Supply aur Support /Resistance



    Forex trading me demand aur supply k leye support aur resistance ka istemal kia jata hai. Chokeh forex trading me ye mumkin nahi hai k aik currency jora sirf bullish ya bearish jayega, is waja se ye aik khas position se apna trend badal deta hai.
    Jab bhi aik currency ki demand ziada hoti aur up chali jati hai to aik aisa position ata hai k waha se us ki wapasi yaqeeni ho jati hai, us position ko forex trading me selling area ya "resistance zone" bhi kaha jata hai. Isi tarah agar aik currency jora downward jata hai aur supply me izafay ki waja se us ki value me kami waqea ho jati hai, to nechay aik aisa position a jata hai jahan se us ki wapasi yaqeeni hoti hai, us position ko "support zone" ya buying area kaha jata hai.

    Trading on Supply and Demand


    Agar forex trading me supply aur demand ka factor na hota to currencies pe trading mumkin nahi hota. Forex trading me currencies pair makhsos levels (support and resistance) k darmeyan harkat kar rahe hote hen, is waja se ye traders k leye investment ki opportunity peda karti hai.
    Jab bhi market me demand ziada ho jaye aur qeematen resistance area tak pohunch jaye to us position pe humen sell ki trades open karne chaheye, isi trah jab market me qeematen supply ziada hone ki waja se support level par a jaye to humen buy k trades open karne chaheye. Supply aur demand zone me trading k leye humen RSI ya Schotic oscillators ka istemal karna chaheye.

    Click image for larger version

Name:	images (25) (113).png
Views:	2
Size:	27.7 کلوبائٹ
ID:	12358901
    • #3 Collapse

      Re: Importance of &quot;Supply and Demand Zone&quot; in Forex Trading





      * TOPIC :


      All Dears Today We Learn About Supply Zone And Demand Zone .








      1) SUPPLY ZONE :


      All Dears members Forex trading main jab koi currency pair resistance zone par pohnchta hai to usy selling zone kehty hain kun kay wahan say market overbought conditions say reversal ke jaanib aati hai. Aur sellers selling options ko consider karte hain ya apni long positions ko close karte hain. Essi tarha jab market down aati hai to strong support par market main buyers entry lety hain. Oversold conditions main buy ke entry zaida moasar saabit hoti hai. Ye dono cheezin jab market main hoti hain to selling zone ko supply zone aur buying zone ko demand zone bhe kaha jaata hain...








      2) DEMAND ZONE :


      All Dears members Supply and demand zones forex market main generally traders ko perception hasil karny main sood mand saabitt hoty hain. Supply and demand zones support aur resistance kay barakas aik larger area cover karte hain. Jiss say aapko bhetar andaza ho sakta hain. Jab kay support aur resistance zones ko lines ke soorat main lagaya ya mark kiya jaata hai jab kay demand and supply ko aik bary area main mark kiya jaata hai. Jesa kay aap neechy de huii tasveer main dekh sakty hain kay market main supply and demand zones kahan hain. Aur market waahan sy kesy reversal bana rahe hai. Jesy he market demand zone main jaati hai to market main buyers ke sharp movement dekhny ko milte hai aur esi tarha jab supply zone main jaatee hai to sellers in control nazar aaty hain.







      3) IDENTIFICATIONS OF SUPPLY AND DEMAND ZONE :


      Dears members Supply aur demand zones main trading karne kay liey in cheezon ko lazmin zehan-nasheen karnaa chaheyy. Supply aur demand zone ke shanakht kay liey bary time frame ko istemaal karin Bary time frame main traders ko bhetar pata chal sakta hai kay kahan sy market sharply bounce kar rahi hai aur kahan sy supply aur demand levels create ho rahy hai...








      4) TRADING WITH SUPPLY AND DEMAND ZONE :


      All Dears forex member Jab ap supply aur demand kay levels ko identify kar lain to us kay baad ye observe karin kay market kinn kinn areas say bounce back kar rahi hai jesa kay aap neechy dee hui picture main bhe dekh sakte hain.Dear Forex trading main demand kia mtlb hota hai k market main kisi currency ya matel ki kitni ziada maang hai, or is sy market ma us currency ki value bhe kum ya ziada hoti ha kun k ager market main koi cheez limited mojood hai to us ki demand bhi ziada hoti ha. Market mein supply mein mtlb hota ha kisi cheez ya currency ki ho miqdaar market ma mojood hoti ha is supply sy bhe market ma kisi currency ya matel ki supply kum ho get tw us cheez ki values bhi ziada hogiii.....





      Click image for larger version

Name:	images (14).jpeg
Views:	1
Size:	10.4 کلوبائٹ
ID:	12358910Click image for larger version

Name:	images (24).png
Views:	3
Size:	13.2 کلوبائٹ
ID:	12358911
      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
      • #4 Collapse

        Re: Importance of &quot;Supply and Demand Zone&quot; in Forex Trading

        [IMG]null[/IMG]INTRODUCTION:Hello friends umeed ha ka ap sab thek ho ga or ap ke trading bhi achi ja rahe ho ge or ap trading sa ak acha profit bhi hasil kar raha ho ga aj ma ap ka sath ak trading information share karo ga jis ko jana ap ka liya bahot zarori ha. Agar ap ak acha trader ha ya banna chata ha to ap ko forex market ka bara ma sab kuch pata hona chaiya. Jo information aj ma ap ka sath share karo ga os ka name "Supply and Demand Zone" ha. Supply and demand zone forex ma bahot he important ha is ke madad sa hum jan sakta ha ka kon se currency up jay ge or kon se downward jay ge is liya is ko study kar ap ka liya bahot he zrore ha. SUPPLY ZONE:Dear friends agar asa ho ka forex ka koi currency sale ma ja rahe ho to os ko supply zone kaha ga. Supply zone asa ha jasa agar kese cheez ke supply zada ho jay to os ke price kam ho jate ha is ko supply zone kahta ha. Agar kese currency ka demond kam ho or os ke supply bahot zada ho jay to os ke price bhi kam ho jate ha or demand bhi kam ho jate ha or agar hum chay ka kese bhi currency ke demad ko barhana to os ka liya zarori ha ka os ke supply ko kam kiya jay.Agar forex market ma kese currency ke price kam ho jay ya os ke value gir jay to is ka matlab ha ka supply zada ho gayi ha or agar kise currency ke supply zada ho jay to os currency ko lana wala kam ho jata yani os ke demand kam ho jate ha ya asa he ha jasa market ma koi cheez zada makdar ma a jay to os ko lana wala kam ho jata ha jis ke waja sa os ke price bhi kam ho jate ha.DEMAND ZONE:Dear friends agar asa ho ka forex ke koi currency buying ma ja rahe ho to os ko demand zone kaha ga. Demand zone asa ha jasa agar kese cheez ke demand zada ho jay to os ke price bhi zada ho jate ha is ko demand zone kahta ha. Agar kese currency ka demond kam ho or os ke supply bahot zada ho jay to os ke price bhi kam ho jate ha or demand bhi kam ho jate ha or agar hum chay ka kese bhi currency ke demad ko barhana to os ka liya zarori ha ka os ke supply ko bhi zada karna para ga. Agar forex market ma kese currency ke price zada ho jay ya os ke value bar jay to is ka matlab ha ka supply kam ho gayi ha or tab is currency ke demand zada ho jate ha. agar kise currency ke supply kam ho jay to os currency ko lana wala zada ho jata ha yani os ke demand zada ho jate ha ya asa he ha jasa market ma koi cheez kam makdar ma a jay to os ko lana wala bahot zada ho jata ha jis ke waja sa os currency ke demand zada ho jate ha.DIFFERENT BETWEEN SUPPLY ZONE AND DEMAND ZONE:1.Supply zone ma forex market sale ma ate ha or demand zone ma martek up jate ha. 2.Jab supply zada ho to price kam hote ha or jab demand zada ho to price bhi zada hoti ha. 3.Supply zada ho to demand kam hoti ha demand zada ho to supply kam hoti ha. IMPORTANT SUPPLY AND DEMAND OF FOREX MARKET:SUPPLY ZONE:Dear friends agar asa ho ka forex ka koi currency sale ma ja rahe ho to os ko supply zone kaha ga. Supply zone asa ha jasa agar kese cheez ke supply zada ho jay to os ke price kam ho jate ha is ko supply zone kahta ha. Agar kese currency ka demond kam ho or os ke supply bahot zada ho jay to os ke price bhi kam ho jate ha or demand bhi kam ho jate ha or agar hum chay ka kese bhi currency ke demad ko barhana to os ka liya zarori ha ka os ke supply ko kam kiya jay.Agar forex market ma kese currency ke price kam ho jay ya os ke value gir jay to is ka matlab ha ka supply zada ho gayi ha or agar kise currency ke supply zada ho jay to os currency ko lana wala kam ho jata yani os ke demand kam ho jate ha ya asa he ha jasa market ma koi cheez zada makdar ma a jay to os ko lana wala kam ho jata ha jis ke waja sa os ke price bhi kam ho jate ha.DEMAND ZONE:Dear friends agar asa ho ka forex ke koi currency buying ma ja rahe ho to os ko demand zone kaha ga. Demand zone asa ha jasa agar kese cheez ke demand zada ho jay to os ke price bhi zada ho jate ha is ko demand zone kahta ha. Agar kese currency ka demond kam ho or os ke supply bahot zada ho jay to os ke price bhi kam ho jate ha or demand bhi kam ho jate ha or agar hum chay ka kese bhi currency ke demad ko barhana to os ka liya zarori ha ka os ke supply ko bhi zada karna para ga. Agar forex market ma kese currency ke price zada ho jay ya os ke value bar jay to is ka matlab ha ka supply kam ho gayi ha or tab is currency ke demand zada ho jate ha. agar kise currency ke supply kam ho jay to os currency ko lana wala zada ho jata ha yani os ke demand zada ho jate ha ya asa he ha jasa market ma koi cheez kam makdar ma a jay to os ko lana wala bahot zada ho jata ha jis ke waja sa os currency ke demand zada ho jate ha

        اب آن لائن

        Working...
        X