What is Matching Low.
Dosto aj ham Matching Low kay bary main tafseelan bat karain gay. Ye candlesticks ka he ain pattern hay. Yeh aisa candlestick pattern hay jis main closing point same hota hay. Donon candlesticks bearish hoti hain. 1st candlestick long body per jab keh 2nd candlestick Ki body short hoti hay but lower and closing point 1st candlestick kay equal hota hay jis waja say isko matching low pattern kaha jata hay. Is candlestick pattern main donon bars bearish hoti hain laikin lower point same rehny ki waja say isko bullish candlestick pattern mana jata hay. Is pattern main Volume ka bhi kafi amal dakhal hota hay. Hamain yeh daikhna chahiye keh second candlestick ka volume first candlestick say ziadah ho.
Formation of the pattern.
Is pattern main donon candles long bearish movement kay end per banti hain ya ap youn samjh lain keh chary kay akhir main ye banti hayn. In main pehli candle long bearish hoti hay yani iski movement ki waja say body bhi bari hoti hay. Is pattern main ban'ny wali dusri candle gape say open hoti hay. Opening kay bad down a kar last candlestivk kay lower point say again up chali jati hay jo keh further price down any ki rejection hoti hay. Jab ye close hoti hay to iska closing point bhi last candlestick kay similar rehta hay. Yahan per ye pattern apni takmeel kar laita hay. Iskay bad hamain bullish trend ka lamba start prediction main nazar ata hay jis main ham buy ki trade open kar kay achi earning kar sakty hain.
Trading entry and stop loss.
Yeh pattern jab confirm ho jaye to hamain is say kafi achi earning mil sakti hay. Yani hamain chahiye keh ham kuch checks rakhain iskay bad he market main buy karain. Jab trend reversal start ho jaye to hamain ye confirm karna chahiye keh bullish movement fist candlestick say higher point per ja chuki hay. Jab aisa ho jaye to he hamain buy position laini chahiye. Jab keh last bearish candlesticks kay lower point per apna stop loss set karna chahiye ta keh ham market main survive kar sakain.

تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим