(adx) indicator work in forex

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    (adx) indicator work in forex
    ASALAM OLAIKUM friends kaise hain aap umeed hay ke aap kharyat se hon gay hamara aaj ka topic ek ayse indicator ke bare main hay jo ke bohat he kargar samjah jata hay forex ke dunya main to aye chalte hain apne topik ke janib

    Average Directional Movement Index Indicator ADX

    ADX indicator ek aisa technical indicator hai jis ko trader aor investors forex market ma currencies aor commodity ky trend ki strength ko find out karny ky leay use krty hain. Dear traders is indicator ki madad sy ap market ma up aor down trend kko dekh sakty hain. Is indicator ki made sy hamen market ki situation ka bhi pta chal jata hai ky overbought hai y a oversold hai.

    Negative Directional Indicator (-DI)

    Negative directional indicator market ma downtrend ki presence ko measure krta hai. Yeh bhi ADX ka he part hai. Agr to -DI upward slop kr raha ho to is ka matlb yeh hota hai ky downtrend ki strength increase ho rahi hai. Yeh indicator hamesha positive directional indicator ky sath he plot hota hai.<br>

    Positive Directional Indicator +DI

    Positive directional movement index indicator bhi average directional movement index indicator ka part he hai. Positive directional indicator +DI market ma bullish trend ki presence ko measure krta hai is sy hamen market ma positive trend ka andaza ho jata hai. Jub market ma +DI upward slopping show kr raha hota hai is ka mtlb hota hai ky market ma bullish trend ki strength increase ho rahi hai. Yeh bhi -DI ky sath he plot hot hai ap indicator a two line ko zigzag ma dekh sakty hain.
    Click image for larger version

Name:	images (1).jpeg
Views:	2
Size:	34.6 کلوبائٹ
ID:	12491101


    Average Directional Movement Index Indicator Ka Formula
    Click image for larger version

Name:	images (2).jpeg
Views:	1
Size:	31.1 کلوبائٹ
ID:	12491102
    Dost neche de gai tasveer main ADX indicator ka compleat formula aap ke bahtar rah numai ke gharz se shamil kya gaya hay take is ke calculation ko ba asani samjah ja sake
    ADX ma sequence sy calculations hoti hain keun ky is indicator ma bahot si lines use hoti hain.

    ADX ko Use Karny ka Tareeka

    ADX ma reading show hoti hai jo apko ADX ki window ma nazar ajati hai. Agr tp +DI -DL ko cross kr ky upward chali jay aor 20 reading py ho ya ideally 24 py ho to is ka mtlb hota hai ky potential buy signal hai. Aisy he agr -DI +DI ko cross kry aor upward show ho raha houski reading 20 above ho aoer ideally 25 py ho to iska mtlb hota hai market ma potentially sell signal hai. In crosses ko exit trade ky leay bhi use kia ja sakta hai. Apko is ky mutabiq trading krni chye yeh aik perfect indicator hai
    Click image for larger version

Name:	images.png
Views:	3
Size:	25.1 کلوبائٹ
ID:	12491103
    Dosto tasaveer or tahreer ke combination se post ko aap ke liy asan or knowledge full banane ke koshis ke gai hay imeed karta hon ke aap ko yah koshis pasand aye hoge
    Shukarya
    Thank you for your attention
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: (adx) indicator work in forex

    Hello gays welcome to my post today and i hope ap sab ke trading bahot he achi ja rahe ho ge aj ka hamara jo topic ha is ka name ha "Average Directional Movement Index Indicator ADX" is indicator ke waja sa huma pata chalta ha ka ab ham kab or kon sa waqt or kis jaga par trade lagani ha. Ya indicator huma market ka upward or down ward ka bara ma informed karta ha jis ke waja sa hum market ma ache trading kar ka acha profit hasil kar sakta ha. Agar tum sab trading market ma acha profit hasil karna chata ha to ap ko ya “Average Directional Movement Index Indicator ADX“ ko samajna ho ga taka is ko use kar ka achi trading ke ja saka.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #3 Collapse

      Re: (adx) indicator work in forex

      Assalamu alaikum dear friend aapane bahut hi achcha topic create kiya hai aur main aapko iske bare Mein kuchh wazahat karna chahta hun therefore X member agar aap forex market Mein trading kar rahe hain aur aap Forex Mein profitable trading karna chahte hain to aapko Forex ke bare mein learning Nahin karni hogi aur iske related indicator istemal karna hoga jab tak aap indicator ka istemal Nahin karenge isliye Kata ke bare mein learning join kar ke indicator ko use Nahin karenge tab tak aap indicator ka Sahi istemal nahin kar sakte hamen sabse pahle indicator ko market mein main open karke analyse karna chahie indicator ke bare mein learning byan karne chahie Taki ham profitable trading kar dena kyunki indicator hamen market ki situation Ka pata dete Hain jiski vajah se ham profitable trading kar sakte hain isliye dear friend hamen main market ki situation ke sath sath chalna hoga aur indicator ki ki condition ke mutabik trade open karni hogi Taki ham profitable trading karke successful ho sake
      Click image for larger version

Name:	December-23-2020-GBP-EUR-USD-Hourly.png
Views:	1
Size:	114.0 کلوبائٹ
ID:	12358769
      Dear friend hamen is tarah market ki situation ko analyse karna hoga aur hamen best indicator ko choose karke a learning join kar ke a indicator ki ki ki situation ke mutabik trade open karni hogi kyunki indicator hamare liye bahut hi best performance hai aur hamen Agar iske bare mein knowledge na bhi ho indicator ke bare mein to ham Apne modita se aur apne senior member se rehnumai hasil kar sakte hain Taki ham best indicator ka istemal kar sake aur ham kam trading kar sake aur profitable trading karke apna maksad hasil kar sake
      Click image for larger version

Name:	Currency-correlation-4.jpg
Views:	1
Size:	76.2 کلوبائٹ
ID:	12358770
      Last edited by ; 31-12-2021, 07:48 AM. وجہ: Izafa

      اب آن لائن

      Working...
      X