aim high and work hard

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1111 Collapse

    g dear ap ne bilkul sahi kaha hai k hamy apna aim high rekhna chayea or sath sath hamy hard work bhi krna chayea isy thran hmy success mil sakti hai or hm ziada earning bhi ker sakty hain
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #1112 Collapse

      well janab jo bonus hum earn karty hai yahan ye huemin next mointh k 2 ya 3 date ko mil jata hai jo k hum phr trading kar k is mai moaney earn kar sakty hai yani k easily bana sakty hain profit jo k hum withdrawal kar skaty hainphr ..
      • #1113 Collapse

        Yes you are right kay forex main kia kisi behi kaam main ager ap hardwork karain gay tu zaroore kamyab hone gay aur forex tu bohat ziyad hardwork aur learning mangta hay ager ap ise main mehnute nahin karain gay tu phir ise main earning na mumkin hay.
        • #1114 Collapse

          Offcourse aiming high boosts up your morale.so if you think high you will work hard to keep your position high.positive thoughts have incouraging results for the traders.
          • #1115 Collapse

            balkul yah dono cheezain aik dosay k sath chaty hai . per agr ap na aik ko grip kia to koi faida nahe yani heigh aim ka sochaty to sab hai lakin jab hardwork ki bat aty hai to sab back p chally jaty hai. to un dono cheezo k sath l kar chalain
            • #1116 Collapse

              Forex main achievement hasil krne ke leye hum ko apni struggle krte rehn chahye tab hi hum successful ho sakte hain
              • #1117 Collapse

                ham aim high rakhna or planning achi karna hamare lye bohat faidamand sabit ho sakta hai agar aim hamara high ho ga or ham plans achey or strong bana kar kaam karen ge to hamare lye forex ke business me kaam karna asaan hota jaye ga .
                • #1118 Collapse

                  jee haan dear hamain apnaa high rakhnaa chaahye matlab hamain kisi choty moty loss per ghabraana nahi chaahye balky dil se mehnat kar k loss ko profit mein badalny ki koshish karni chaahye
                  • #1119 Collapse

                    I think for the aim high need hard work trading skill because aim high depend on the ours hard work and hard trading skill .so without hard work aim high is not possible .
                    • #1120 Collapse

                      g hanbhai jan forex trading main agr aap ne kamayab hona hai tu aap ko apna aim high rakhty huye buhat hard work krna ho gi trading main or aap ko trading ki buhat ziada practice krna ho gi or phir aik din aap aik achy trader ban jao gy bus hard working nahi chorrna or iss pr amal krty huye trade krna
                      • #1121 Collapse

                        main aap ki iss baat se agree karta ho k forex mein agar hum ne high aik ko gain karna hai tu hum ko forex mein hard working bhi tu karni ho gy kyun k forex mein jo bhi hard working karta hai tu wo forex mein apna aim ko gain kar leta hain forex mein hard working bhut ziada matter karti hai.
                        • #1122 Collapse

                          Aim high and work hard it is true q k mhnat ka zarur Sila Malta haiy and aik bhari aim rakhnay Waly k lhyea lzmi haiy Kay WO hmsha mahnat karat q k bhree aim ka depend hmsha mahnat paiy haiy.
                          • #1123 Collapse

                            agar ap cahty hn k ap acahe lof guzaren to es kk ley ap ko zead mehnat ke zarorat hay or me to ap ko yahe kahon ga k agar ap ko tradimg me kuch pana hay to mehant karty jao
                            • #1124 Collapse

                              asslam o alikum my dear forex friends, apna aim high rakhnay ka matlab yahi hay kay app ko up ya down ka hadsha laga rehta hay magar app nay apna aim high rakna hay ore woh ho ga hard working say agar hum working time ziada kerain gay tu aik na aik din hamay zaroore kaamyabi hasil ho gi
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #1125 Collapse

                                aisay hi hota hai. forex main trading k liye aap ko chahiye k aap is ko proper seekhay aur is main hoob practice keray is ka bad ager aap demo main kamyab ho gay hai tou yazeenan aap real account main bhi kamyab ho jay gay.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X