Pullback And Reversal Pattern In Forex !!!

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Pullback And Reversal Pattern In Forex !!!
    AOA,

    Dear Freinds, I Hope ke ap sab kheriyat sy honge. aaj ka Mera topic hai pullback in Forex trading. Iska matlab hai trading co piche khinchne matlab yah hai ki market agar Buy rahi hai to ja usko piche ki taraf khinchta hai matlab downtrend banata hai. Agar aapki learning acchi hai to acchi earning ho jaati hai jiske pass learning Nahin Hoti hai Uske pass earning karne ke chances bhi nahin hote Forex trading kafi risk wala business hai hai hard work ke sath kam hota hai to ek traders full kamyab ho jaate Hain jis b traders ne kamyab hona hai to usne apni learning ko strong Karke kam karna hota hai ful back mein kam karne ke liye market ke trend ko find karna mast hai kyunki market trend ko find Kiya jata hai to aise kamyabi bhi hasil ho jaati hai kamyabi ke liye trend ki ek trade ka find hota hai friend ko follow Kiya jata hai kamyabi insan ko jab milati hai jab uski learning acchi hoti hai to aapko chahie ki is topic ko aap focus Karen aur acche kam Karen taki aap acchi earning kar saken.


    Pullback:


    So Freinds, pullback minor moment ko kahate Hain Jo market carry karti hai aur is time per market trend se hatkar kam karti hai jo trader trent per trade karte hain yah unke liye bahut active hoti hai aur unko good reward dila sakti hai but is strategies mein risk bhi jyada hota hai aur traders agar rongli market ko protect kar lete hain vah loss mein bhi ja sakte hain aur uska account divorce ho sakta hai. Trader ko is movement Ka vate Karna chahie jahan per pull back and hone wala ho jab full back and hone per market price again Apne trend mein munh karna start kar de to is time per trader ko market mein inter ho jana chahie is propose ke liye traders ko hard stop lagana chahie Jo market ko original Trend ke opposite Hona chahye.
    trading mein benefit hi kamyabi deti hai agar best kamyabi hasil karna hai to Forex trading mein hard work karna padta hai hard work ke sath jitni acchi Tarah practice ki jaati hai to kamyabi bhi itni hi isliye mil jaati hai Forex mein Dekha jata hai to ek trader full benefit tab hi hasil kar sakta hai jab market mein strong learning Hoti hai kyunki market mein analyse karna padta hai analysis Nahin karte Hain to future mein big loss bhi ho jata hai Forex 1 full trusted business hai agar Forex mein kisi bhi traders ne kamyab hona hai to use traders ne sabse pahle apni learning course from karna hota hai learning ke kabhi bhi pullback per trading Nahin Hoti hai trading karne ke liye market mein analyse bhi karna padta hai jab tak analysis Nahin hun to market mein entry Nahin Karni chahie to aapko chahie sabse pahle aapane market ko analyse karna hai aur bull pack strategies use Karke phr aapane Apne trading karni hai.
    Click image for larger version

Name:	download.jpeg
Views:	1
Size:	7.1 کلوبائٹ
ID:	12491015


    Pullback And Reversal:


    Dear Freinds, trader wo he achha profit hasil karta hai jo market ko acche se samjhe isliye trader ko pullback aur makhi ke reversal ka pahle pata Hona chahie pullback market ke Trend ke opposite moment karti hui aur yah bahut temporary Hoti hai jab ke reversal main market apna original trend change kar deti hai friend ko reversal ke sath pullback ko mis mein Nahin Karna chahie tab hi vah acha profit hasil karenge.market Kisi bhi time apni ration ko change kar leti hai isko counter karne ka ek hi tarika hai ki traders ko hamesha sambhal lord se trade ko open karna chahie market mein agar trader ko loss bhi hota hai ISI Surat mein to vah bahut kam hota hai hai aur trader ka account pass hone se bacha jata hai bahut se trader big profit lekar big load ko use karenge aur loss ki Surat mein account wash hone ko regulatory Nahin jaenge to aapko chahie ki aapko trend maloom karna hai aur jab aapko confirm ho jaaye ki kaun sa train hai to aapane bhi cloud se apni trading karni hai aur big profit hasil karna.
    Jab market ek dressing se dusri traction mein munh karti hai to uski yah moment jab continue rahti hai aur uske bad jab yah 1 point per jakar stop ho jaati hai to use movement ko situation moment bhi Kaha jata hai market mein situation point ki market ke signal ko karpha Kiya ja sakta hai market mein over waqt aur over salt ko situation point bhi Kaha jata hai kyunki market mein overworked aur oversold Market ki price movement ko confirm karne mein bahut jyada help karta hai isliye tamam member jab market situation point ko use kar rahe hain to use waqt in ke vajah se market ki moment per paida hone wale impact ko acchi tarike se clear kar lena chahie Uske bad jab hi market mein inko apni trader mein main use karna chahie tha ki aap ine kesariya market mein acchi trade laga sakte hain acchi entry kar sakte hain.


    Click image for larger version

Name:	download (1).jpeg
Views:	2
Size:	12.3 کلوبائٹ
ID:	12491016
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Pullback And Reversal Pattern In Forex !!!

    Pullback Chart Pattern


    Pullback haleya peaks se stocks ya ashya k qeematon k chart me gerawat ka aik waqfa hota hai, jo k continuation up-trend me paya jata hai. Financial market charts pattern me pullback qeematon k aarzi (temporary) reversal pattern hote hen. Pullback ki mudat (peroid) chand lagatar ya musalsal sessions par mushtamil hoti hai. Ye retracement​ ya consolidation se bohut melta julta hai, aur aksar is k rules aik dosre k leye istemal keye ja sakte hen.
    Pullback ziada tar us waqat dekha ja sakta hai, jab bhi stocks ki bare pemane pe khareedari ki jati hai. Bohut ziada khareedari (buying) ki waja se qeematen bohut teezi k sath upward chali jati hai, lekin baad me buyers ki teezi kam hone ki waja se qeematen kuch waqat k leye nechay a jati hai, jis se buyers fobara faida hasil karte hen aur market me khareedari ka amal hota hai. Pullback k baad qeematen upward to jati hai, lekin is ki teezi pehle jaise nahi rehti.
    Ziada tar pullback uptrend ko dobara shoro karne se pehle qeematen technical support area; jaise moving average ya pivot point me chali jati hai. Traders ko in support levels ko bare ahteyat k sath dekhna chaheye, q k breakdown ki sorat me qeematen reversal trend pe move kar sakti hai.

    Click image for larger version

Name:	images (74).jpeg
Views:	4
Size:	26.0 کلوبائٹ
ID:	12358737

    Reversal Trend



    Reversal trend aik waqate maqarara k dowran qeemat ka rukh tabdeel honi ka signal de raha hota hai. Reversal ka matlab hai trend k "semat ki tabdeeli ". Isi tarah reversal trend me chart ki mukhtalif shaklen hen jo market ki maojoda trend k semat me tabdeeli ki nishan-dahi karti hai. Ye patterns hourly, daily, weekly ya monthly charts pe dekhen ja sakte hen. Technical patterns tamam time frame pe lago hote hen.
    Reversal Patterns kisi bhi semat me ho sakti hai, yani uper se nechay (bearish ya downward) aur nechay se uper (bullish ya upward). Patterns dono soraton me chart par aik khas shakal ikhteyar kar lete hen, jis se traders k kamyab hone ka imkan zyada hota hai.
    Reversal patterns banne me waqat lagta hai, jaisa k aam tawar natural reversal cheezon ka hota hai. Trend jab bhi aik khas semat me chal raha hota hai, to is k rukne ya wapis ane me waqat zaror lagta hai. Traders ko market me pehle se chal rahe trend k kam se kam qeemat ko bhi dekhna chaheye aur ziada se ziada qeematon ko bhi. Kam se kam qeemat market k bearish qeematon k leye aur ziada se ziada market k top qeematon ko samajhne k leye.
    Traders ko hamesha market me khareed-wa-ferokht chart pattern ki karkardagi ki bunyad pe karna chaheye, jab k security se jazbati tawar par munsalik hone se ijtenab karna chaheye.
    Market me aam tawar par wajood me ane wale kuch reversal patterns me head and shoulders pattern, inverted head and shoulders pattern, double bottom pattern, double top pattern, basing formations aur broadening formations waghera shamil hen.

    Click image for larger version

Name:	images (75).jpeg
Views:	2
Size:	36.3 کلوبائٹ
ID:	12358738

    Pullback aur Reversal me Faraq


    Pullback market ki qeematon k bullish area se kuch waqat (temporary) wapasi hai, jo kuch lamhe k baad wapis up-trend pe chalna shoro karti hai. Jab k is k bar-aks reversal trend me qeematen mukamal taear par apna rukh bandalti hai. Reversal beariah aur bullish dono ho sakta hai, jab k pullback me bullish trend kuch lamhe k leye beariah ata hai aur wapis bullish trend pe continue move shoro kar jata hai.
    Reversal me qeematen breakout ya breakdown karte hen, jab k pullback me qeematen aik chote se pause k baad sabeqa bullish trend k tasalsul ko follow karte hen. Reversal me qeematen pivot point, moving averages point ya fabonacci retracement point ko breakdown karte hen, jab pullback me qeematen in area ko as a support level istemal karte hen aur breakdown karne ki koshash nahi karte.

    Click image for larger version

Name:	IMG_20211230_204932.png
Views:	1
Size:	52.3 کلوبائٹ
ID:	12358736
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #3 Collapse

      Re: Pullback And Reversal Pattern In Forex !!!

      dear friend, forex trading ma market up and down moment karti rehti ha, is moment ma kabi reversal hotay hain to kabi continuation aur kabi pull backs market ko effect kar rahay hotay hain, pull back aur reversal ma thora sa difference hota ha, lakin dono ka market par kafi impact parta ha,

      Pull backs:

      Click image for larger version

Name:	IMG_COM_20211231_1026502.jpg
Views:	1
Size:	11.4 کلوبائٹ
ID:	12358796

      Click image for larger version

Name:	IMG_COM_20211231_1026503.jpg
Views:	2
Size:	8.7 کلوبائٹ
ID:	12358799

      Pull back hum small pause ko keh saktay hain, forex ma market kai baar further moment continue karnay sa pehlay thora pause karti ha aur us doran iski moment halt ho jati ha, ye longer term trends ma short term opposite moment hoti ha, ye traders ko current trend join karnay ka moka daiti ha, lakin kai bar traders isko reversal samajh kar opposite directions ma trade open kar laitay hain jis sa unhain kafi loss ho jata ha, pull backs kuch trading sessions tak hi rehti hay,

      identification of pull backs:

      Click image for larger version

Name:	IMG_COM_20211231_1026501.jpg
Views:	1
Size:	13.2 کلوبائٹ
ID:	12358798

      pull backs ko identify karnay kay liay boht saray indicators hotay hain jin ma sa pivot point aur moving average wagera aham hain, ye traders ko reversal ya pull back ki complete information daitay hain, ye indicator support level ko identify kartay hain agr prices is level ko break nhi kartin to ye pull back consider hota ha aur break karnay par reversal smajha jata ha

      Reversal moment:


      Click image for larger version

Name:	IMG_COM_20211231_1026500.jpg
Views:	3
Size:	15.7 کلوبائٹ
ID:	12358797

      forex market ma price moments kay turn around ko reversal kaha jata ha, bullish moment ka reversal falling price aur bearish moment ka reversal rising price sa show hota ha, ye price action ma aik permanent moment hoti ha, reversal new trend ki waja bhi bantay hain, ye supply aur demands kay imbalance honay ki waja sa hota ha,

      identification of reversals:

      Click image for larger version

Name:	IMG_COM_20211231_1027560.jpg
Views:	2
Size:	5.9 کلوبائٹ
ID:	12358801

      forex market ma traders reversals ko identify karnay kay liay mukhtalif indicators, price action techniques aur chart patterns ka use kartay hain, in patterns ma head and shoulder pattern, double top and bottom pattern aur triple top and bottom wagera shamil hotay hain, uptrend ma absolute high sa reversal start hota ha aur downward price action show kartay huay extreme low tak ata ha aur tarah downtrend reversal is kay opposite hota ha
      Last edited by ; 31-12-2021, 10:35 AM.

      اب آن لائن

      Working...
      X