Aslamualaikum! Dear members i hope ap sab kehriyat sy hon gay or apni achi earning kar rahy hon gay, dear jab ap market main kam karty hain to es main ap ko different factor par study karna hoti hai. Dear Jab ya data release kia jata hai tu is data ka release hony sa phly aik forecast issue ki jati hai, jo basically aik prediction hoti hai. Jab actually data release kia jata hai or forecast sa compared kia jata hai tu ismain aap ko following results available hoty hain.Jab aap ko results green colure main diye jaty hain.Jab ap achi tara learn kar lety hain to es main ap ko bhot zyada advantages available hoty hain.Aaj main aapko Gann Line and Gator Oscillator ki kuch valuable information explain krna chahti Hun, Jo aapki trading ko effective bana sakhty Hain.
GANN LINE IN FOREX:
Dear Jab aap market mein aik specific point sa 45 degree ki different connecting series of line ko draw krty Hain, or is Techniques ki basis per apni trading activities complete krty Hain, tu isko GANN Line kaha jata hai
HOW TO TRADE IN GANN LINE:
Dear Definitely Gann Line ko properly study kar Kay aap effective trading kar sakhty Hain. Jab aap different line draw Kar laty Hain, tu enk breakout per aapko achi Trading possibilities mil rahi hoti hain.
DRAW GANN LINE IN FOREX:
Dear members Jab aap Gann Line ko draw krna chahty Hain, tu aap isko hamesha aik strong downtrend Kay end pa lower point sa bullish side per 45 degree pa draw Kar sakhty Hain.Forex trading market main ap ko Hamesha zyada Sy zyada advantages Hasil karne ky liye regular basis par apni trading activities ko profitable banane ky liye ye apne account ki safety level ko maintain karna zaruri Hota Hai. Agar ap stop loss ki proper calculation karna chahty hain to is ky liye ap ko Hamesha market Mein Different techniques ko acchi Tarah study karna Hota Hai.Jab tak prices is Gann line sa uper rahin get, aap ko buying trade hold rakhni hai. Ya agar down level main kisi other degree sa uper uthti hai, us per bhi aap entry la sakhty Hain.
CONTROLS:
Line per three points hein jinko mouse sey move kya ja skta he. Phle wale oor aakhri wale points ko move kr k line ki slope change kya ja skta he, uski lambai ko bhi chnage kya ja skta he . Central point (moving point) ko chart me line ko hilaney k liye use kuya jata he, bgher uski length or slope ko change kiye.
DEVELOPER OF GANN LINE IN FOREX
Dear is system ko W.D Gann na develop Kia tha. Ismein 45 degree Kay sath sath support level aur resistance level Kay liye bhi kuch levels available hoti Hain, liken sb sa zyda strong level 45 degree hi hota hai.
IMPORTANCE:
Dear members main aapko iski further explanation krny Kay liye following diagram aap said share kar Raha Hun. Jo aapko Gann Line concept ko understand krny Kay liye acchi guidelines provide kar sakhti hai.Gann line sey aap support or resistance ka shai sey andaza laga skte hhein.Umeed he is sey apko kaafi had tak Gann line k barey me information mili hogi.Nechy di gai picturesy ap dekh sakhty hain k Gann Line kis trha sy trading strategy show krta hai.

تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим