Assalam o alikum !!
kesy hain ap sab kheruyat s hongy umeed karta hon forex ko enjoy kr rhy hongy ajka hamara topic hai doji candlestick ...
Doji candle candlestick ki ek bahut hi important candle hai aur yah hamari trading mein bahut hi informative Hoti Hai ham is candle se market mein main kafi achcha signal le sakte hain isliye hamen scandal ke related knowledge Ka Hona bahut jaruri hai kyunki is candle ki vajah se hamen market mein bahut hi acchi entries milati hain aur ham market mein bahut acchi trading kar sakte hain isliye hamen chahie ki ham do ji candles ke type ke bare mein main information hasil Karen kyunki doji candle ki types hamare liye bahut hi important hai hai aur hamein se market ka kafi accha knowledge le sakte hain.
Types of Doji candlestick:
Doji candlestick l ke related knowledge Ka Hona hamare liye bahut jaruri hai doji candlestick mein 4 types hoti hai jo hamare liye bahut hi important hai aur mein inko tafseel ke sath bayan kar raha hun.
Neutral doji
Long - legged doji
Gravestone doji
Dragonfly doji
Neutral doji:
Neutral do ji ko ham ek simple doji bhi kahate Hain ya doji candle kiye kaisi type hoti hai Hai jiski wicks bhi chhoti hoti hain aur barabar hoti hain.Neutral candle stick ki shape majood hai let suppose ye 1 hour time ka candle stick hai doji candle mein opening aur close same jaga pe hota hai market jitna marzi high jay ya low jay lakin open aur close same he hota hai jahan se price open hota hai almost wahan pe he akar price close hota hai buyers active hote hain woh price ko high tak le jate hain then sellers active hote hain woh price ko nechay le jate hain then again wahan buyers hote hain woh price ko open price tak le jate hain wahan candle close hoti hai isko hum indecision candle bhi keh sakte hain jab aap ko Neutral doji candle nazar aey.
Long - legged doji:
Long legged doji candle ek aisi candle Hoti Hai jiska shehdol kafi lambe hote hain iska uparwala Shadow bhi kafi lamba hota hai aur is ka niche wala Shadow bhi kafi lamba hota hai isliye isko long legged doji kahate Hain.in dono ki body mid mein banti hai is bhi maloom nahi hota k market kis k control mein hai buyers ke ya sellers ke. is time market Kisi ke bhi control mein Nahin Hoti Hai aur Baki ek hi jagah sar cal Karti rahti hai.
Gravestone doji:
Gravestone mein jahan price open hota hai aur price jaise he open huwa tu shape mein bhi aap dekh sakte hain example buyers bahut active huwe buyers ne price push kiya aur high tak le jate hain lakin high pe sellers active hote hain aur woh price ko neche wahan tak le ate hain jahan price open huwa tha lakin wahan buyers active thay unho ne open price se market ko down nahi jane diya at the end candle wahin close ho jati hai iska shadow high tam lamba hota hai albata shadow higher hota hai jab k low side pe shadow nahi hota almost.
Dragonfly doji:
Dragonfly candle high pe open hota hai wahan sellers ziada strong hote hain sellers price ko push karte hain aur price ko neche le ate hain low pe long shadow down janib ban jata hai lakin down side buyers ziada active hojate hain aur woh price ko upar ki taraf push karte hain high tak le jate hain jahan candle open huwi thi at the end price whana par he close ho jata hai isko hum dragonfly doji candle kehte hain.
Conclusion:
Doji candle kiye types hamare liye kafi information hoti hai isliye hamen Intex ke bare mein Janna chahie ki yah kaise market mein banti hai aur humne ine type se kaise signal Lena hota hai kyunki doji candle ki types hamare liye kafi behtar result rakhti hai isliye hamen inko analyse karna bahut jaruri hota hai inke analyse a share market mein kafi achcha signal le sakte hain isliye hamen candlestick mein important candles ke bare mein knowledge rakhna bahut jaruri hota Hai.
yeh pattern ak important pattern hai !!!
:frost:

تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим