avoid shortcuts in forex trading
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #76 Collapse

    forex hame acha profit dy shakta hai ager hum forex main markit ko theek sy learn kerne k bad forex me trading kerte hain or phire hi hame forex main good profit millt hai muje forex main work kerna bhoot hi acha lagta hai or main is per happy hn
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #77 Collapse

      hume forex ko ek sedhay rastay say karna chehy ku k forex pehlay say he ek short cut hai paisay earn karnay ka so hame yaha pay aur zyada short cut b nahi marnay chahye is say hame he nuksan hai.
      • #78 Collapse

        اصل پيغام ارسال کردہ از: funnybunny پيغام ديکھيے
        forex trading me shortcuts lena boht mehanga per skta hai ,, kuch log scalping k through profit eARN krny ki kosish krty hen jis ka result ya hota hai k ya to wo ban ho jaty hen ya un ko loss ho jata hai
        Sure, shortcuts is very problem for forex. Successful trader are can not apply shortcuts methods his work. Thanks a lot of you for your information. Most of the people are gain use his experience.
        • #79 Collapse

          bhut sara trader jo forex mein new ata hain tu jab wo iss business mein earning ko dekhta hain tu bhut ziada greedy ho jata hai aur short cut way ko choose karta hain. aur forex mein main ne dekh hai k jo bhi short cut way ko choose karta hai tu uss ko loss he hota hai.
           
          • #80 Collapse

            forex ka business ma short cut lia ja sakta ha agr aap ka pas experience ho market ki knowledge ho to us surat ma short cut lene faida mand ha lekin agr kisi trader ki base pr shortcut leta q ka ka us ko hr dfa faida hua ha to us ma chances aap ka successful hna ka 50% ha .
            • #81 Collapse

              ko bhi kam short cut main nahi karna chyea short cut method kabhi kamyeab na hi hoti is lyea hame short cut main trade karna ki khayel cor dena chyea or long time method ko apnana parega to hi app profit hoga .
              • #82 Collapse

                ye 1 proper busines hai lekin isme bohat se log shortcuts marne se baaz nahe atay aur apna din badin nuqsan karaty rehtay hain jin per control zarurui hai
                • #83 Collapse

                  Yes i agree with all of you members .kion kay forex aik bohat hi simple aur profitable business hai .is ka procedure bohat hi simple hai jis pay knowledge ki madad say mehnat kar kay kam yab ho saktay hain .is kay rules ko follow kartay hoey sara kam karna chahiey na kay shortcuts kiey jaein .aisa karna say forex ap ko block kar day ga .
                  • #84 Collapse

                    g han fprex trading mian shortcuts lena hmain loss kerwa deta hye pehley he forex trading bohat short hey aur kia short kerna chhatey hain hm is mian hmian short sey zyada is ko smjhney peh foucs kerna chhaiey ese chezzon sey hmara time bhe watse hotahey aur sath sath loss bhe kertey hain hum aur mayoos leuhda hona pert haye
                    • #85 Collapse

                      ji han sahi baat hai hum ko forex me kabhi bhi shortcut method se kamany ka nahi sochna chahiye apni mehnat se apni koshish ke sath kama karna chahiye or is business se jitna ho sake earn karna chahiye .
                      • #86 Collapse

                        when you are too launch of using short cut then you may be cut runty sometimes. the forex rook cut are when you need to pretend things occur within a real shortish reading. short cut too involved the use of too many indicators.
                        • #87 Collapse

                          is business k zariye hum ammer to ho skty hain lekin esa ek rat mien krna mumkin ni h hmen ye hmesha zehn mien rkhna chahiye.agr hum shorcuts lien gy is business mien, to hum ykeenan apny lye nuksan k chances brdha len gy or nuksan krwa len gy apna.is lye hmen is business mien trade krty wkt thamul or itminan sy kam lena chahiye or long trading krni chahiye jis mien profit hony k kafi chances hoty hain
                          • #88 Collapse

                            short cut method yehi kaho ga k ap small volume se he trade karay agar ap tab he successful ho saktay hain es work mein aur es business mein thankful for question
                             
                            • #89 Collapse

                              dear forex eak esa bussness he jis me ap step by step age chalte hen our profit kamte hen .magar jesa k zindagi k our mamlat me koch log short cut use karne ki koshiush karte hen esa hi forex me b koch log short cut dhondte hen but yad rakhen forex me short cut apko bohat bara loss de sakta he so proper work hard work apki kamyabi ki zamant he
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #90 Collapse

                                dear shortcuts tu kisi bhi kaam main nuqsaan hi daitay hain wo forex ho ya kuch aur shortcut hamyshah wo kary ga jo greed karta hay aur rato raat ameer hony ki koshish karta hay

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X