avoid shortcuts in forex trading

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #751 Collapse

    g han bhai jaan ap ne aik bhut achi bat ki hay mere khayal main b Forex main successful hoony kay liey agar aap proper steps kay mutabik kaam karo gay to he aap kmayaab ho sako gay.yahan aap ko kisi bhi qisam ka koi shortcut nahin leena chahiey.agar aap shortcut lo gay to aap ko loss bhi ho sakta hai.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #752 Collapse

      Dear trading aik business hai jo ke time taking hai bht aik din mein apko rich nai bana sakta ye app jaan lein aur short cuts se apko risk bht hota hai ye zaruri nai hota ke apko profit hi mile ga scalping se. Apko bht loss uthana parr sakta hai so fair trade pe focus karein.
      • #753 Collapse

        اصل پيغام ارسال کردہ از: funnybunny پيغام ديکھيے
        forex trading me shortcuts lena boht mehanga per skta hai ,, kuch log scalping k through profit eARN krny ki kosish krty hen jis ka result ya hota hai k ya to wo ban ho jaty hen ya un ko loss ho jata hai



        I am trading for last 8 months now. It was not a tough journey for me but also not a smooth one. I earned some good profits in start and then faced continuous losing strikes because of inexperience....
        • #754 Collapse

          g han bhai main apki baat say agree karta hun k is main humain chahye k hum shortcuts use na karian q k is main koi bhi asa tareeka naheen jis main ap jaldi say ameer ho jaeen is liye humain chahye k hum proper channel k through is main earning karian takky loss na ho
          • #755 Collapse

            mere khayal mein tou mein yeh samjhta hoon k humein baray short cut se bach ker hi tarde ko kerna chahiye tah k hum acha profit hasil ker sakein.
            • #756 Collapse

              Trading wahee log kerty heen jo pehly bht experience halsil kerty heen or practice bhe kerty heen or phir he market mey enter hoty heen other wise wo kuch nahee ker skty ager wo practice na kereen or expereicene hasil na keren
              • #757 Collapse

                forex aik simple business hy or is me ap just one click ke sath ap is me trade open ker sakty hen is liey ap ko chahye ke is me kabhi bhi is me shortcut use nahi kre warna ap ko acha khasa loss ho sakta hy
                • #758 Collapse

                  Dear brother scalping karney say real investment account block nahi hotey only bonus account ban hotey hain scalping say bhi hum acha profit earn kar saktey hain lekin us kay liye acha experience hona bohat hi zaroori hai nahi to risk bohat hota hai
                  • #759 Collapse

                    short kut bohat bura hota is lie isse bachhain or trading ke doran jald baazi nahi karni chahie jo bahat nuksaan da hai is lie pehle seeken phir trading karen
                    • #760 Collapse

                      dear aisa he hia humaini smia short cut ko chor kar is mai humain chahiye kai hum apni hard working sai he workong karian nd is mia he hum leanir ko barhayen or is mai eaning karian
                      • #761 Collapse

                        Forex trading main short cut say ziada profit earn karny kay chakr main ziada tar trader loss he karty hay so humay chahiey keh shortcut say door he rahy aur simple achay say trade samjh kar karen.
                        • #762 Collapse

                          ji haan dear aapnay bilkul thek kahaa hai kay humaay chaiye kay hum forex mai shortcuts ko ignore karen ager hum short cuts ko ignore nahi karen gay to humaraa account ko baned kardyaa jai gaa is liye hamy chaiye kay hum is mai shortcuts koo avoid karen takay hum forex mai loss naa othain .................................................. .................
                          • #763 Collapse

                            scalping forex trading ki aik technique hai jissay boht se new traders aksar krtay hain aur ye boht risky bhi hota hai but sab se simple bhi hota hai aur agr koi is main kaamyab rahay to boht hi best hai
                            • #764 Collapse

                              I have been personally obsreved that mostly traders are using short cut for earning money, and due to this reason some time they loose all their capital and some time earn some profit, but if you want to run in long term with this business so you must should keep away from short cuts.
                               
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #765 Collapse

                                Bohat achi bat kahi hay dost nay. main bhi kahoon ga agar ap forex trading main success chahtay hain to tamam shortcuts ko chor kar real trading par focus karain.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X