Forex member umeed karta hun aap sab khairiyat se honge aur Market mein jab ham weekend pay market close hoti hai aur iske bad jab next bhi ko Monday ko jab ham apna system open karte Hain to vahan per hamen market mein main gapping najar aati Hai hi is gapping ko samajhna hamare liye bahut jaruri hai kyunki is market mein hamen kafi acchi information mil jaati Hain.Forex trading main market fluctuations hoti hain aur trend change hoty rehty hain. Jab ap forex trading market movement ko study krty hain, tu is main ap ko hamesha market ki different types ki movement hoti nazar ati hain, aaj main ap ko Jis movement type k bary me btana chahta hu. isy “Gap up or Gap down movement kehty hain”. Market mein jo gapping Hoti Hai hamari trading ke liye bahut hi important hai aur market mein hamen gaps ko analyse karna bahut jaruri hota hai tab hi ham market mein acchi trading kar sakte hain kyunki market mein Jo bhi gets aate Hain inke piche ek bahut bada reason hota Hai isliye inko analyse karna aur inko samajhna bahut jaruri hota Hai.
Gapping kiya Hota Hai
Gapping us waqt hoti hai, jab kisi stock ya asset, previous day k uper ya nechy open hota hai. Aur is period k darmyan koi trade nhi hoti. Gapping movement normally 2 types ki hoti hai. Jisy “Gap up movement” aur “Gap down movement” kha jata hai. Market mein gapping ko samajhna bahut jaruri hai kyunki is waqt market mein bahut bada pressure hota hai aur isliye is ko samajhna hamare liye bahut jaruri ho jata Hai jab ham isko theek tarike se samay denge to market mein hamen bahut hi acchi aur profitable entry mil jaati Hai.
Finding of gapping:
Market mein gapping ki identification karna bahut jaruri hai jab ham market mein main Friday ko apni trades close kar dete hain aur jab ham Monday ko apna system open karte Hain to vahan per hamen aksar price mein kafi difference najar aata Hai aur dish difference ko ham market mein gapping ka naam dete Hain agar market previous close se upar ya niche setat Hoti Hai to isko ham gap kahate Hain market ki close price aur open price ke darmiyaan Jo difference hota hai usko ham market ka gap kahate Hain market ka gap hamare liye bahut jaruri hota hai kyunki ismein hamen market ki spelling aur Bank ki pressure Ka pata chalta Hai isliye isko identify karna bahut jaruri hai.
Gap Up
jab market weekend per closing k bad, next week days me open hoti hai, tu is mein aap ko gap up pattern mil sakhta hai. Jab Market, next working day main Jis level pay close howi thi, os say oper open ho to is ko Gap Up opening kaha jata hai. Aam tor pay aisi situation main ap ko jo candlestick pattern milta hai, osy bullish kicker candlestick Pattern kehty hain. Yah pattern ap ko bullish trend ki confirmation deta hai. Jab market, Gap up open ho, to ap ko buying ki trade lagani chaiye. Ager ap ko support level k oper gap up Candlestick Pattern mily, esi condition main aap ko aik buht achi opportunity mil sakti hai. Jisy avail kar k acha profit earn kar sakty hain. Bullish trading ke liye gap up Ka Hona bahut jaruri hai isliye hamen isko analyse karna hota hai kyunki job market mein hamen jab aap milta Hai to iska matlab hota hai ki market mein buyers ka pressure kafi jyada hai.
Gap Down
jab market mein ap ko higher prices kay bad achanak market down movement krti hai, tu is ko aap gap down movement kehty hain. Forex trading market mein different important Candlestick Pattern ap ko ye situation clear kr sakty hain. Bearish kicker Candlestick Pattern ap ko gap down sa related information provide kar sakta hai. Jab weekend per market main opening point ko ap focus karte Hain, tu is main ap ko prices main heavily declined milta hai. Is candlestick pattern ko completely understand kar Kay aap effective trading Kar sakty Hain. ISI Tarah se jyada market mein gap down dekhte Hain to hamen is analysed hota hai ki market mein sellers ka pressure bahut jyada hai aur market top down movement mein jaane wali hai aur is time per hamen chalenge opportunities mil jaati Hai.
trade with gapping:
Market mein agar hamen analysis karte hue koi gaps najar aate Hain to fir hamen yah dekhna chahie ki agar market mein hamen Kisi resistance ya hamen Kisi support point se aye aisa koi gap up and gap down najar aata Hai to fir ham market mein entry le sakte hain agar market mein hamen resistance level se koi gap down milta Hai to hamen vahan per market mein bahut hi achcha seling ka signal mil raha hota hai aur ISI Tarah se agar market mein hamen support level se koi gap UP ka view najar aata Hai to hamen vahan per Buying ki trades ka signal mil sakta hai aur is Tarah se ham market mein bahut hi acchi entries lekar position le sakte hain.
understanding of Gapping:
Market mein gapping ke bahut se benefits hai isliye is ko samajhna bahut jaruri hai kyunki iski vajah se market mein hamen bahut hi acchi entries mil jaati hai isliye market mein ham gap up and gap down ko dekhte Hain to hamen market mein kafi acchi information mil jaati hai aur ham market mein bahut hi acchi entry le sakte hain.
1. Ye market k trend/movement ko identify karti hai. Aur is Tarah se hamen market ke trend Ka pata aasani ke sath chal jata hai.
2. Gapping ki understanding sy better decision ly skty hain trade ko open karny sy pehly hamen grapes ke analysis karne chahie taki hamein confirmation mil sake.
3. Is ki understanding sy market movement ko dekhty hue buy ya selling opportunity ka pta lgta hai. Aur is Tarah se hamen market mein bahut hi achcha profit milane ke chances hote hain aur hamari trading profitable ho jaati Hai.
4. Is tra gapping ka knowledge or understanding hony sy risky trades sy bach jaty hain. Aur ham Apne account ko easily safe Rakh sakte hain.
5. Gap movement k knowledge sy blind trading sy avoid kar sakty hain, aur right and timely decisions ly k acha profit earn kar sakty hain aur loss sy bach sakty hain. Jitna ham gaps ke related knowledge lenge utna hi hamen market mein benefits milenge.