timming of a trade
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1096 Collapse

    forex mn enrty point bht eham hy qun k agr ap ne entry point miss kr iya to samjh len apne trade miss kr di isly entry point ko sekhen aur zeada se zeda learning kren aur phr emo account pay achi practice k bad ap ko pata chle ga
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #1097 Collapse

      aik trade ki timing apko kabhi bi fix karkay naai karnaa chaiy kyu kay trade ka kuch bi pata nai hota hai kay kub bi apkay favour me a sakti hai likin apnay trade kay orde pe apko stop lazmi rekhna chaiy
      • #1098 Collapse

        timing ko mind main rakhna ho ga kun kay humain time main aik mint mint ka khyal karna ho ga kun kay humain market main aik mint main loss ho sakta hay or profit ho sakta hay
        • #1099 Collapse

          trade ko krny k liay hum k pass kafi sara time hota hai kun k mondey ki mid night say lay k friday mid night tak is main hum trading ko kr saqty hian jis k bad say hum nay is main kaam ko krna hai tabi ye subi kuch is say mumkin hota hai
          I LOVE PAK FORUM
          • #1100 Collapse

            Ap ko pata hai k Forex market 24 ganty aur 5 dins open hoti hai. Es lye ap es market mai 5 dibs regular bhe kam kr sakty hai ya phr ap apni planning KY mutabiq bhe ka.kr sakty ho.
            • #1101 Collapse

              Forex trading ma knowldge aor experince ki bht importance hai forex trading ma market ka analysis krna bht zarori hai aor analysis 3trah ka hai aik fundamental sentimental aor technical analysis teeno bht zeyada important hain.
              Acha kaam achy daam
              • #1102 Collapse

                Yes dear ap ki bat bilkal thek ha forex ma hume timing k sath kam lr na chaiye hume pta ho na chaiye k hum kis waqat achi tra trading kr sakte hen ur acha profit jasil kr sakte hen hamre liyliye sab se important ha hume is ma bohat experience se kam kr na chaiye
                • #1103 Collapse

                  Forex trading busniss mai timin g ke bohat zaida ehmiyat hoti hy is mai apko achi time ke talash mai rhna hota hy jaisa he koe achi time nazar aye ap market mai in ho jao or earning karo
                  • #1104 Collapse

                    Gee mery bhai, mery khayal say ap forex market mai har waqat trade kr sakty hai kyu k forex market ak weak mai 5 din open hoti hai. es lye ap forex market ko forex timinmg ky mutabiq bhe openkr sakty ho.
                    • #1105 Collapse

                      G bilkul mai apki bat sai agree kerta hun ke forex trading busniss mai time ke bohat zaida ehmiyat hoti hy is liya apko chahye hy k ap upto date rha karain or market ko acha time mai use karo
                       
                      • #1106 Collapse

                        har kam ka ak time fix hota hai is main learn kar k hi trade achi kar sakty hain aur market main trade kar k earn kar sakty hain aur market main analyse kar k hi trade karni ho gi ta k earning achi ho saky aur profit hasil ho
                        • #1107 Collapse

                          hum is main kisi bi time main trade kar k earn kar skaty hain aur learn kar k hi trade achi ho saky gi aur hard work karni ho gi ta k profit acha hasil ho saky aur knowldge hasil karna ho ga ta k earning achi ho saky
                          • #1108 Collapse

                            is main hamain trade karny k liye kisi bi time main trade kar k earn kar skaty hain aur is main hard work kar k hi trade karni ho gi ta k loss na ho skay aur knowldge hasil kar k hi trade karni ho gi ta k earn ho
                            • #1109 Collapse

                              is main hamain kisi bi time main trade kar k earn kar sakty hain is main learn kar k hi trade karni ho gi ta k acha profit hasil ho saky ga ta k profit hasil ho saky aur is main eperience hasil kar k hi trade karni ho
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #1110 Collapse

                                trade humay market ko theak say analysis kar kay he leni chahiey kyun keh agar hum market main aisay he jump karen gay to es chakar main humay bohat ziada loss ho sakta hay

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X