timming of a trade

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    g haan ma na be yai suna ha kyun k ma abi tak trader ni bna hun likan trading timing kafi matter karti ha is lia ma samjta hun k hmaesha achay time ka wait kar ke trading karni cia takay ap ko loss se avoid hna paray aur be postive raha nkarian aur timing ka utilize hamesha achay tra se karian.....
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      yr main ne forex trading main not kia hai k forex trading ki market pakistan time k mutabiq sham ka time hota hai 4 bajy sy laye k 10 bajy tak main ne kafi dafa note ki hai k market is time boht he zayda move kr ti hai and is time he hum ko trad laga ne chahy wasy to trading main market 24 he chala ti hai par wo boht slow hoti hai.
      • #18 Collapse

        asa kuch nhi trading ke liey timing zarori nhi he ap kisi bhi timming trading krsaktey ho or ap is ko part time bhi kr saktety ho or full time bhi bus ap ko trading karna ati ho
        • #19 Collapse

          forex trading mai mai abhi trading to ni karta lakin mery khayal mai jo trader sham ko trading karty hain un ko ziada profit hasil ho jata hai q k ya pakistan hai or yahan par sham k wakat ziada trading hoti hai or ya time mery nazdeek best hai mai is mia ziada sy ziada hard working karta hun ta k mai is mai aik kamayab trader ban sakun
          • #20 Collapse

            Dear mostly ham 24 ghanton men kise bhe time forex trading kar sgty hn,likn marketing k hawaly say bat kren to pakistan ke market k timing k mutabiq sham 5pm say rat 9pm tak ya time trading k hawaly say best rahy ga.
            • #21 Collapse

              Forex market ki aik week main 2 din main chuti hoti ha iss kay alawa yah panch din kaaam kar sakty hain iss main ap trsde bhi kar sa ty hain aur jab ap iss main azafa karain aur aghy baarhain behtar tor par kaam karain aur tarki karain
              • #22 Collapse

                yes dear time ki bohat value hay ap zyada se zyada time do forex ko aur american timing achi hoti hay market forex business duniya ka best business hay agar ap kay paas behtar knowledge ho aur ap interst se achi learning karain just ap ko best skills ki need hay then success milay gi
                • #23 Collapse

                  dear forex main ap trade to ksis be waqat laga satky hai jab markit open ho tab otherwise app saturday or sunday ko trade nai laga sakty or ager apne forex main trade lagani ho to news time ko daikh kar lagaye.
                  • #24 Collapse

                    bhai maray trade karnay sa pehlay hum ko marcket ko dakhna chahiay time koi b ho lakin marcket ko humay dakhna chahiay marcket is time up hai down or agar aap is cheeze ko dakhay begair trade laga datay han to koi shak ni k aap ko lose ho is liay aap ko macket k mutabik trade karni chahiay
                    • #25 Collapse

                      pakista mein pakistan k time k mutabik mein trading karta hun to is mein mein subah k 8 sy 11 bajy tak trading karta hun aur sham ko mein is mein tradiing karny k ley 5 ka time acha samjta hun is mein market achi move kar rahi hoti hy.
                      • #26 Collapse

                        agar aap garam garam trade karna chahtay hain to aap ko rozana sham k wakt trade karni chahye is say aap ko bhot sari pips earn karnay ko mil sakti hain aur hum yaha pay asani say work b kar saktay hain.
                        • #27 Collapse

                          waisay to market open rehti ain sara din sari raat lekin asal trading ka waqt 4 bje sham se start hota hai aur phirr raat gaye tak app wahan trade de sakte hain kion ke app earning kisi bhi waaqt ghar bethe kar akte hain
                          • #28 Collapse

                            trae ki koe khas timing to nahi hai forex mein mager mei zaida trading din kay waqt karta hun aur jitna bhe profit mil jay khush rehta hun us say kiu kay din kay waqt trade achay level pay hote hai aur kamyab hote hai zaida tar is liye ap day time karen inshAllah faida hoga .
                            • #29 Collapse

                              اصل پيغام ارسال کردہ از: funnybunny پيغام ديکھيے
                              forex trading me trading ki timing boht matter krti hai ,, agr ap sahi time per trade shuru kryn gay to ap ko acha profit mil skta hai agr timing thk ni to ap ko heavy loss ho skta hai ec liye trade shuru krny se phly market trend ko dakhna chayay ..
                              forex market sham k waqt bahut taiz hoti hai aur is time main trade lagae jae to behtar hai aur jumey ke din bhi trading bahut taiz hoti hai isliye iska ye time fream thek hai trading k lihaz sey.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #30 Collapse

                                forex trading mai hamen sab se zada time ki ahmiyat ko note karna chahye take ham apne apko forex ki dunya mai manwa saken... forex trading mai trading ki koi sahi timing nahi hoti hai ap kbhi bhi trading kar sakte hain qk market mai up and downs hote rahte hain

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X