Pin Bar Candkestick Pattern in Forex Trading.

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Pin Bar Candkestick Pattern in Forex Trading.
    Pin Bar Candlestick Pattern in Forex Trading :




    Assalam-o-alakum dear forex members umeed krta hon k ap kheriyat sy hon gy. Or forex market sy daily k basis pr ak acha profit earn kr rahy hongy. Dear forex members forex market mai bohot sary pattern use hoty hen. Jin ki help sy hum ak achi successful or profitable trading kr sakty hen. Aj mai ap sy forex market k ak important pattern k bary mai apna knowledge shear krnga.





    Pin Bar Candlesticks :




    Dear forex members forex chart different types ki sy mil kr banta hai. In candlesticks mai sy pin bar candlestick bohot hi zyada important or famous candlesticks hoti hen. Ye ak choti real body ki candles hoti hen. Jin upper ya lower wick bohot lambi hoti hai. YeYe bullish ya bearish so sakti hen.







    How to Identify Pin Bar Candlesticks Pattern :


    Dear forex members pin bar candlestick ak choti real body wali candle hoti hai. Ye hamen trend k reverse hony k bary mai batati hen. Ye candles bullish ya bearish ho sakti hen.







    Identification of Pin Bar Nose :





    Dear forex members pin bar with nose candlestick ki identification ye hai. K is ki body ki both sides pr wick hoti hen. Is candle ki wick ak side pr zyada lambi or dosri side pr km hoti hai. Forex trading mai ye bullish ya bearish ho sakti hai.







    Identification of Pen Bar Standard :



    Dear forex members standard pin bar candlestick ki pehchan yeye hai. K is ki body bohot choti or wicks bohot lambi hoti hen. Is kaka shadow ak side pr hota hai. Forex trading market mai bullish or Bearish type ki standard pin Bar candlesticks avaible hen.









    Identification of Pin Bar no Real body :




    Dear forex members forex market mai pin bar with no real body candlestick ki body bilkul choti ya na hony k brabar hoti hai.







    Technical Analysis :



    Dear forex members forex trading ak bohot risky business hai. Or isy join krny sy pehly hamen technical analysis skills ki improve krna chaheye. Technical analysis k leye Pin Bar Candlestick ki study krna bohot zarori hota hai.







    Chart Explanation :




    Dear forex members deye gaye chart maimai hum pin bar candlestick ko easly identify kr sakty hen. Or apny knowledge ko improve kr sakty hen.





  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Pin Bar Candkestick Pattern in Forex Trading.

    bhot he amazing sharing ki hain apne forex trading main hard work kia tu kamyabi hain jaaab tak hard work k sath kaam nhe kia jata hain tu kamyabi b nhe mil skti hain pin bar candlestick main analysis karna must hain supply and demand pay kaam krna hain tu hard work k sath kaam karna parta hain hard work k bina koi b asa traders nhe hain k kamyabi ahsil kare forex ek full trusted busniess hain agar learning nhe hain tu kamyabi b nhe hain hard work kia tu kamyabi hasil ki jsine learning nhe ki usne feature main big loss kia forex trading trusted busniess hain regular kaam karne say he forex trading main move ki samjh aa skti hain or kamyabi mil skti hain forex trading main pin bar candlestick main mekret ko analysis karna must hota hain



    pin bar candlestick how to find and how to analysis :



    forex main hard work kia tu kamyabi hain jaaab tak learning nhe ki tu kamyabi kabi b nhe mil skti hian forex trading main regular kaam karne wale traders kamyabi pate hain or achi earning kar lete hain pin bar candlestick main agar learning nhe hoti hain tu kamyabi b nhe mil skti hain har wahi trades full benefit forex trading say hasil kar raha hain traders forex trading main best learning neh karte hain wahi traders achi earning kar lete hain jo traders bina learning k kaaam karta hain wahi traders loss kar lete hain achi earning karne k liye supply and demand area main pin bar candlestick ko samjhan parta hain qk jjaaab tak learning he good nhe hoti hain vo traders kabi b earning nhe kar pate hain loss kar dete hain


    Click image for larger version

Name:	kkkpkp.jpg
Views:	10
Size:	64.7 کلوبائٹ
ID:	12358135
    • #3 Collapse

      Re: Pin Bar Candkestick Pattern in Forex Trading.

      Assalamualaikum dear forex members forex trading ko successful bnany k liay hmain different Tarah k patterns ko follow krna prta hy friends candlestick chart me different tarah k patterns mojud hain Jin Ki madad se Ham apni trading co acche tarike se kar sakte hain friends candlestick chart just ek chart hi nahin balke usmein different patterns diye jaate Hain Jo ki hamen yah batate Hain Ki market ka trend kab kis direction mein hone wala hai candlestick mein paye jaane wale sabhi pattern hamare liye bahut useful Hain Ham un tmam patterns ki madad se apni trading co acche tarike se kar sakte hain friends aaj Main Apni is post mein pin bar candlesticks ke bare mein bataon gi ke pin bar candlestick kaun si hoti hai aur vah Kis Tarah se hamare trade ko effect karti hai.

      🌠Pin bar candlestick:
      Friends ap ny dekha ho ga k forex me candlestick chart me ek Aisi candle banti hai jiska real body bahut chhota hota hai yah bilkul na hone ke barabar hota hai aur uski lower wick aur upper wick full long hoti hai friends Aisi candlestick ko Ham pin bar candlestick kahate Hain friends pin ke word se hamen yah pata chalta hai Ki hamari candle Kis Tarah Ki ho sakti hai friends ismein candle apna real body Bada Nahin banati is main market Jis point se open Hoti hai uske karibi point per hi market wapas close Ho jaati hai Lekin market upper aur down donon mein Hi apni movement show Karti hai sometime aisa hota hai ki upper wick long hoti hai aur sametimes aisa hota hai ki lower wick long hoti hai aisi candle market mein Jab Bhi bane to iska matlab ki yah ek pin bar candlestick hai.

      Click image for larger version

Name:	IMG_20220222_084143.jpg
Views:	1
Size:	38.9 کلوبائٹ
ID:	12371588

      🌠Types of pin bar:
      Friends pin bar ki generally 2 types Hain pin bar candlestick yah to bullish ho sakti hai aur yah barish ho sakti hai friends yeh 2 conditions hai ke pin bar hamen up direction Ka clue bhi de sakti hai aur Market ke down jaane ka clue bhi de sakti hai matlab ke agar market ke andar banne wali candle ki upper wick-long Hogi aur uska real body bahut chhota Hoga or uski lower wick ya to bahut kam Hogi ya na hone ke barabar Hogi to yah candle bullish pin bar kehlaaegi aur agar Aisi pin bar jiska real body chhota ho aur uski upper wick bhi chhoti Ho lekin lower wick-long ho to yah ek bearish Pin bar candlestick Hogi.

      Click image for larger version

Name:	IMG_20220222_084130.jpg
Views:	1
Size:	72.7 کلوبائٹ
ID:	12371589

      🌠 Importance of pin bar candlestick:
      Forex members pin bar candlestick aik trend reversal candlestick hai market mein jab Bhi pin bar candlestick banti hai to pin bar ka previous trend change ho jata hai agar pin bar candlestick ke banne se pahle market ka trend up direction mein hoga to pin bar ke banne ke bad market ka trend down direction mein hona start ho jaega ISI Tarah agar pin bar se pahle Ka trend down direction mein hoga to pin bar ke bad trend up direction mein Hoga Jab Bhi market mein pin bar candlestick banti hai to hamen pata chal jata hai ki hamen kis direction mein trade Karni Hogi previous trend ke bilkul opposite direction mein trade karne se hamen achcha profit hasil ho jaega isliye pin bar candlestick hamare liye bahut jyada mufeed hai kyunki is se hamen bahut jyada trading mein help milati hai.

      Click image for larger version

Name:	IMG_20220222_084200.jpg
Views:	1
Size:	77.7 کلوبائٹ
ID:	12371590
      • #4 Collapse

        Re: Pin Bar Candkestick Pattern in Forex Trading.

        IIntroduction
        Assalamu Alaikum dear all member now who is karta hun aur sab khairiyat se Honge aaj main aapko Kuchh Android ke bare mein batana chahta hun

        bhot he astonishing sharing ki hain apne forex exchanging fundamental difficult work kia tu kamyabi hain jaaab tak difficult work k sath kaam nhe kia jata hain tu kamyabi b nhe mil skti hain pin bar candle principal investigation karna must hain market interest pay kaam krna hain tu difficult work k sath kaam karna parta hain difficult work k bina koi b asa merchants nhe hain k kamyabi ahsil kare forex ek full trusted busniess hain agar learning nhe hain tu kamyabi b nhe hain difficult work kia tu kamyabi hasil ki jsine learning nhe ki usne include primary large misfortune kia forex exchanging trusted busniess hain customary kaam karne say he forex exchanging primary move ki samjh aa skti hain or kamyabi mil skti hain forex exchanging principal pin bar candle fundamental mekret ko examination karna must hota hain


        Pindar Pindar candle how to send and how to examination :

        forex primary difficult work kia tu kamyabi hain jaaab tak learning nhe ki tu kamyabi kabi b nhe mil skti hian forex exchanging principal normal kaam karne ridge dealers kamyabi pate hain or achi procuring kar lete hain pin bar candle fundamental agar learning nhe hoti hain tu kamyabi b nhe mil skti hain har wahi exchanges full advantage forex exchanging say hasil kar raha hain merchants forex exchanging fundamental best learning neh karte hain wahi dealers achi acquiring kar lete hain jo merchants bina learning k kaaam karta hain wahi merchants misfortune kar lete hain achi acquiring karne k liye market interest region principal pin bar candle ko samjhan parta hain qk jjaaab tak learning he great nhe hoti hain vo dealers kabi b acquiring nhe kar pate hain misfortune kar dete hain

        importance of pain bar candlestick
        Forex members pin bar candlestick aik trend reversal candlestick hai market mein jab Bhi pin bar candlestick banti hai to pin bar ka previous trend change ho jata hai agar pin bar candlestick ke banne se pahle market ka trend up direction mein hoga to pin bar ke banne ke bad market ka trend down direction mein hona start ho jaega ISI Tarah agar pin bar se pahle Ka trend down direction mein hoga to pin bar ke bad trend up direction mein Hoga Jab Bhi market mein pin bar candlestick banti hai to hamen pata chal jata hai ki hamen kis direction mein trade Karni Hogi previous trend ke bilkul opposite direction mein trade karne se hamen achcha profit hasil ho jaega isliye pin bar candlestick hamare liye bahut jyada mufeed hai kyunki is se hamen bahut jyada trading mein help milati hai.
        • #5 Collapse

          Re: Pin Bar Candkestick Pattern in Forex Trading.

          HOW TO TRADE THE PIN BAR PATTERN IN FOREX

          tajurbah car ghair mulki currency ke tajir waqt se pehlay hi jaan letay hain ke forex market aik halki phulki hai jis ka aik size market ke tamam halaat par kaam nahi karta jab is mein mutadid tijarti tareeqay shaamil hotay hain. hadge funds aur barray banking establishment square pemaiesh jo ke market session ke aaghaz mein mutadid algo trading boots ko utaarnay ke liye jana jata hai, ibtidayi nataij ka jaiza lainay ke liye yeh maloom karne ke liye ke un mein se kon sa murabba pemaiesh achi terhan se chal raha hai, aur is terhan harnay walon ko band kar den. aik khorda ghair mulki currency ka khredar parwaaz par tareeqon ko apnane ke liye kya kere ga? aik nuqta nazar mom batii holdar patteren ke baray mein sochna hai, aur pan baar patteren bhi sirf aik taaqatwar tool hai .
          aap ko pan baar se muta-arif karanay ka behtareen shukriya waqt ki muddat ke nuqta nazar se hai :
          eur / gbp currency ka yeh chaar ghantay ka chart bashukrya etoro hai. is mom batii holdar ke bareek nakaat ko wazeh karne ke liye hamaray paas izafi matlooba tshrihat hain. barray pemanay par na tajarba car halqa aik pur-umeed pan baar ko ghairay mein le laita hai, jab ke chhota na tajarba car endakar mayoosi ke pan baar ko ghair laita hai, jo mushtarqa tor par ghalat musbat alert hota hai. maghribi tajzia car pan salakhon ki ahmiyat ke baray mein jantay thay yahan tak ke jab baar chart mamool tha, taham mom batii ki zahiri shakal is theme par phail gayi .
          riwayati mom batii holdar ke tareeqa car se morad aik pur-umeed pan baar ko hathora ke tor par, aur mayoosi ke version ko roshni ke tor par bhi kaha jata hai, taham, har soorat mein, mom btyon ke jism barray hotay hain aur aik khatam par koi batii nahi hoti hai. pan baar talaash karne ki kuleed yeh hai ke aik khatam par thori si vِk ki ijazat hai, taham mutabadil vِk jism ke tole o arz se kam az kam dugna honi chahiye. aik bara kaseer ziyada qabil aetmaad ke sath mazboot tashkeel ka mahswara deta hai. aik chhota kaseer aik kamzor tashkeel ki tajweez karta hai .
          yahan tak ke yeh bhi kaha ja sakta hai ke tamam pan baar murabba pemaiesh barabar nahi banti. rang, size mutadid aur site aik imtiaz peda karte hain. yeh tarjeeh di jati hai ke pur-umeed pan baar aik na tajarba car rang ho, jab ke surkh mayoosi ki qisam aik izafi qabil aetmaad mom batii ko zahir karti hai. aik' perfect' pan baar candle mein vِk two body size ka' 5x +' multiple bhi hota hai, aur aik minger ko aam tor par un pan baron se bachna chahiye jo consolidation ya travel market mein hotay hain. un tamam 3 usoolon ke laago honay ke baad qabil itmadi barh jati hai .

          WHAT IS THE PIN BAR CANDLESTICK FOREX PATTERN?

          hamein is chart par sahih pan baar patteren ki tijarat karne ka rujhan kaisay hona chahiye? wazahat ke liye mutadid izafi isharay ke sath wohi chart yeh hai :
          hum ne stakistcks generator ko band kar diya hai kyunkay yeh



          market mein aik taaqatwar rujhan ke douran qabil bharosa signals faraham karne ke liye jana jata hai. pehlay na tajarba car dairay mein tamam 3 usoolon ko poora karne aur stakistcks se tasdeeq ke sath, sahih iqdaam yeh hoga ke aindah muddat ke waqfay par monitory unit ke liye aik taweel position kholi jaye. literature mushtarqa tor par khatray ke intizam ke af-aal ke liye pinocchio ki naak ke neechay stap nuqsaan ki pozishnng ka mahswara deta hai .
          position par kab band hona chahiye? pan baar mom batii holdar, jis ne aik taaqatwar ulat jane ki salahiyat ka ishara kya, taajiron ki gandagi ko apni taraf mutwajjah kya, aqwam mutahidda ki agency ne wapas anay ke liye oopri rujhan ko chhalang laganay ki khwahish zahir ki, associ at ne mutabadil taajiron ki aik darja bandi ki degree di, aqwam mutahidda ki agency mukhtasir pozishnon ko control karti hai. aur aqwam mutahidda ki agency nichor se bachna chahti thi. achanak izafah aur barabari ki tawaqqa ki jani thi. aik qadamat pasand khredar is waqt bahar niklana chahta hai, taham pan baar ki taaqat aik izafi jarehana jori ko stap ke nuqsaan ko badhaane aur tasalsul ke muntazir rehne ke liye kahe gi .
          yeh rujhan –apne urooj par jari raha, taham –apne aasmani maqam par, aik kam se kam kaamil roshni ki shakal ikhtiyar kar layte hai, jo ke aik kam se kam kaamil englifing patteren ke sath mil kar banti hai. pehlu bah pehlu un 2 mom btyon ki mojoodgi aur stakists ki neechay ki taraf harkat bhi tajweez karti hai ke kharidari is terhan ki jaye. is kmrshlzm ki tarteeb ne taqreeban so pips ka faida haasil kya hoga. aik baar jab aap ke paas taaqatwar pan baar hota hai to pal back aik aam phelao ho sakta hai. yeh mutawaqqa hai aur is ka khirmqdm kya jaye ga. sabr karna hi sabaq hai .
          • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
          • #6 Collapse

            Re: Pin Bar Candkestick Pattern in Forex Trading.

            What Is the Pin Bar Candlestick Forex Pattern?

            pin bar candlestick main analysis karna must hain supply and demand pay kaam krna hain tu hard work k sath kaam karna parta hain hard work k bina koi b asa traders nhe hain k kamyabi ahsil kare forex ek full trusted busniess hain agar learning nhe hain tu kamyabi b nhe hain hard work kia tu kamyabi hasil ki jsine learning nhe ki usne feature main big loss kia forex trading trusted busniess hain regular kaam karne say he forex trading main move ki samjh aa skti hain or kamyabi mil skti hain forex trading main pin bar candlestick main mekret ko analysis karna must hota hain .forex me candlestick chart me ek Aisi candle banti hai jiska real body bahut chhota hota hai yah bilkul na hone ke barabar hota hai aur uski lower wick aur upper wick full long hoti hai friends Aisi candlestick ko Ham pin bar candlestick kahate Hain friends pin ke word se hamen yah pata chalta hai Ki hamari candle Kis Tarah Ki ho sakti hai friends ismein candle apna real body Bada Nahin banati is main market Jis point se open Hoti hai uske karibi point per hi market wapas close Ho jaati hai Lekin market upper aur down donon mein Hi apni movement show Karti hai sometime aisa hota hai ki upper wick long hoti hai aur sametimes aisa hota hai ki lower wick long hoti hai aisi candle market mein Jab Bhi bane to iska matlab ki yah ek pin bar candlestick hai.forex primary difficult work kia tu kamyabi hain jaaab tak learning nhe ki tu kamyabi kabi b nhe mil skti hian forex exchanging principal normal kaam karne ridge dealers kamyabi pate hain or achi procuring kar lete hain pin bar candle fundamental agar learning nhe hoti hain tu kamyabi b nhe mil skti hain har wahi exchanges full advantage forex exchanging say hasil kar raha hain merchants forex exchanging fundamental best learning neh karte hain wahi dealers achi acquiring kar lete hain.
            How to Trade the Pin Bar Pattern in Forex.

            Pring, often called the ‘technician’s technician’ by Barron’s, is given credit for discussing this pattern at length and giving it its distinctive name. He has also formed several advisory and investment firms during his career, primarily in the US. A native of the UK, he has authored more than 15 books covering investment and trading topics, but he is best known for his classic Technical Analysis Explained, which is required reading for most industry certifications.

            اب آن لائن

            Working...
            X