Forex Market Movement
Forex market ki movement kisi aik trend main hamesha continue rehti hai jab tak ky market ka trend change nehi ho jata agar market uptrend main movement ker rehi ho tou woh same direction main tab tak trend ko continue rakthi hai jab tak ky woh apni maximum support ya resistance per nehi ponch jati lekin kabhi kabhi market ka trend halfway sy bhi reverse ho jata hai aesa sirf is waja sy hota hai ky jab koi event ya koi fundamental forex market ko effect kerta hai tou same time per market kisi bhi position sy apny trend ko change ker leti hai lekin jab tak market ka trend change na ho market main overbought aur oversold positions create hoti rehti hain
Overbought in Forex Market
Jab market normal movement ker rehi hoti hai tou same time per market gradually aik direction main movement ker rehi hoti hai kabhi upward direction main tou kabhi downward direction main lekin agar normally moving market per koi fundamental effect hota hai tou market kisi bhi direction main sudden movement kerti hai jo agar moving average ky hisab sy bullish upward big movement ho jaey tou kisi aik position per ja ker market overbought ho jati hai jahan sy market ki retracement confirm hoti hai tou same time per jab market upward movement kerty huey overbought ho jati hai tou wahan per kuch time stay kerny ky bahd market downward direction main movement kerna shoru ker deti hai
Oversold in Forex Market
Jis terha market ki normal movement per fundamental effect ki waja sy market bullish movement kerti hai aur overbought position tak ponch jati hai isi terha jab market fundamental effect ki waja sy downward big movement kerti hai tou aik position per ja ker market oversold ho jati hai ky market ki downward direction main big movement hony ky bahd market kuch time ky liay stay kerti hai aur phir reverse ho ker upward direction main movement kerna shoru ker deti hai tou jo downward big movement hoti hai jahan sy market ki reversal confirm ho jati hai agar same movement suddenly ho tou market main oversold position create hoti hai jahan sy market ki upward direction main movement confirm hoti hai
Overbought and Oversold Confirmation
Agar ham market ki overbought ya oversold ki position ko confirm kerna chahty hain tou hamain kuch technical indicators ki help required hoti hai ky agar ham apni trading main Relative Strength Index aur Stochastic Oscillator indicator ko shamil ker lety hain tou jab RSI main market 70 ko cross kerti hai tou market main overbought position ban jati hai aur jab market 30 sy down jati hai tou market main oversold ko position ban jati hai isi terha jab stochastic oscillator main market 80 ko cross kerti hai tou same time per market overbought ho jati hai aur jab market 20 sy below hoti hai tou aesy time per market oversold ho chuki hoti hai ky ham same time per reverse order main trade open ker ky continue ker sakty hain

تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим