GANN Line and it's Explanation.

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    GANN Line and it's Explanation.
    Dear members i hope ap sab kehriyat sy hon gay or apni achi earning kar rahy hon gay, dear jab ap market main kam karty hain to es main ap ko different factor par study karna hoti hai. Jab ap achi tara learn kar lety hain to es main ap ko bhot zyada advantages available hoty hain.Aaj main aapko Gann Line and Gator Oscillator ki kuch valuable information explain krna chahti Hun, Jo aapki trading ko effective bana sakhty Hain.

    GANN LINE KYA HAI
    Jab aap market mein aik specific point sa 45 degree ki different connecting series of line ko draw krty Hain, or is Techniques ki basis per apni trading activities complete krty Hain, tu isko GANN Line kaha jata hai

    Click image for larger version

Name:	images (2).png
Views:	2
Size:	25.0 کلوبائٹ
ID:	12490253

    TRADING TECHNIQUE:

    Dear Definitely Gann Line ko properly study kar Kay aap effective trading kar sakhty Hain. Jab aap different line draw Kar laty Hain, tu enk breakout per aapko achi Trading possibilities mil rahi hoti hain.

    DRAW GANN LINE:

    Dear members Jab aap Gann Line ko draw krna chahty Hain, tu aap isko hamesha aik strong downtrend Kay end pa lower point sa bullish side per 45 degree pa draw Kar sakhty Hain. Jab tak prices is Gann line sa uper rahin get, aap ko buying trade hold rakhni hai. Ya agar down level main kisi other degree sa uper uthti hai, us per bhi aap entry la sakhty Hain.

    Click image for larger version

Name:	images (2).jpeg
Views:	6
Size:	56.7 کلوبائٹ
ID:	12490254

    DEVELOPER OF GANN LINE

    Dear is system ko W.D Gann na develop Kia tha. Ismein 45 degree Kay sath sath support level aur resistance level Kay liye bhi kuch levels available hoti Hain, liken sb sa zyda strong level 45 degree hi hota hai.

    Dear members main aapko iski further explanation krny Kay liye following diagram aap said share kar Raha Hun. Jo aapko Gann Line concept ko understand krny Kay liye acchi guidelines provide kar sakhti hai.
    Click image for larger version

Name:	images (3).jpeg
Views:	1
Size:	32.6 کلوبائٹ
ID:	12490255
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: GANN Line and it's Explanation.

    Description of Gann Line

    Forex trading k mt4 ya mt5 platform me Gann Line k indication is bat se hoti hai k market ki trend line market price ki top se aik 45 degree pe line khenchte hen. Is se market ki downtrend show hoti hai jo k 45 degree k hisab de downside pe move kar rahi hoti hai. Gann Line ko one to one (1x1) bhi kaha jata hai, jis ka matlab hai k market me aik price k changing aik unit k time se ho rahi hai. Market me ye trend aam tawar par bohut ziada dekha jata hai jab bhi market me supply ka ratio demand ki nisabt ahista ahista ziada hota hai aur is waja se market me down trend chalti hai.

    Click image for larger version

Name:	images (83).jpeg
Views:	6
Size:	56.7 کلوبائٹ
ID:	12358118

    Gann line strategy

    Gann line diagonal line hoti hai jo uniform speed sy move karti hain. En ko use kar k trendline bana deye jaty hain. Trend line ma ham top points or bottom points ko join karty hain. Jb ye trend line up move karyn gi to eska matlab hota hai k market up trend or jb ye trend line down move kar rahi to eska matlab hai k market down trend ma hai. So trader ko gann line sy trade open karny ma help melti hai.

    Click image for larger version

Name:	Screenshot_20201125-095350_Opera Mini.jpg
Views:	2
Size:	182.3 کلوبائٹ
ID:	12358119

    Friends jab Ham metatrader 4 Mein trading kah Rahe Hote Hain ismein Ham dekhte hain ki hamare pass ismein different indicators hote hain aur ismein hamare pass different trading tools hote hain Jinka Ham trading Mein istemal Karte Hain To Hamen trading Se Accha profit hone ke bich jaan se jyada ho Jaate Hain dear trading tool ke bare mein aapane bahut hi acchi information share Ki Hai dear aapane Gann line aur Gann strike ke bare mein apni topic ko choose kiya hai dear Ham dekhte hain ki Jab Gan line per Ham kam kar rahe hote hain to yah Ek 45 degree ka ek angle Hota Hai Jis per market movement kar rahi hoti hai.

    Click image for larger version

Name:	images (85).png
Views:	4
Size:	6.8 کلوبائٹ
ID:	12358120

    اب آن لائن

    Working...
    X