Terms of technical analysis.....
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Terms of technical analysis.....
    Technical analysis hamari trading ke liye bahut hi useful hote Hain aur technical analysis ke bagair ham kabhi bhi kamyab trading nahin kar sakte hain isliye hamen technical analysis karna bahut jaruri hote Hain Jo trader market mein technical analysis acche tarike se nahin kar paate Hain vah Kabhi bhi successful Nahin ho sakte hain isliye technical analysis karna hamare liye bahut jaruri hote hain agar ham perfect tarike se technical analysis kar lete hain to ham market mein isliye successful ho sakte hain isliye hamen koshish Karni chahie ki ham Apne analysis ko baitha Karen kyunki hamare analyses jitne behtar honge ham utani hi results milenge.

    support and resistance level:

    Technical karne ke liye support and resistance level hamare liye bahut hi important hote hain kyunki humne support and resistance level ko agar hamen malise Kar le to ham kafi acche tarike se technical analysis kar sakte hain isliye hamen support and resistance level ki prediction karna bahut jaruri hota hai kyunki support and resistance level se hi mein kamyabi milati hai jab ham acche tarike se support and resistance level ko analyse kar lenge to tab hi ham market mein acchi entry lekar kamyab trading kar sakenge support and resistance level hamare liye bahut hi useful levels hote Hain.

    Click image for larger version

Name:	download (7).jpeg
Views:	1
Size:	8.5 کلوبائٹ
ID:	12490184



    Pivot Point/center point:

    Pivot point, kisi particular time frame main market ka center point hota hai. Ager ap technical analysis skills ko improve krna chahty hain, to us k liye ap ko pivot point ka knowledge hona chaiye, aur yeh kesy calculate krtay hain, is ka knowledge ap k pass hona chaiye. Taki ham Kisi bhi time frame a market ka pivot point analyse kar sake Java main market ke pivot point Ka pata chal jata Hai to hamen market mein entry Lene mein kafi aasani hoti hai aur ham market mein successful entries bahut hi aasani ke sath le sakte hain.

    Channel and Wedges:

    Forex trading mein jab ap different channel or Wedges ki study karte hain, tu is main ap ko maximum effective trading krna aasan ho sakhta hai. Kyun k jab ap Falling wedge pattern or Rising Wedge Pattern kay sath different channel ki study karte hain, to ap ko maximum advantages available ho sakte hain. Isliye hamen channels and veg ke bare mein Janna bahut jaruri hota hai kyunki is hamari information kafi acchi ho jaati hai aur ham market mein bahut hi aasani ke sath entry le sakte hain isliye iski information rakhna hamare liye jaruri hai.

    Market Trend line:

    Forex trading main, trend line ki bohat hi importance hai. Trendline ek bahut hi important tool hota hai aur ham iski madad se market ke bahut acche tarike se analysis kar paate Hain isliye hamen trendline ki practice jarur Karni chahie.Trend line say ap ko market k trend ka pata chalta hai. Jab market trend line ko break krti hai to us time yah assume kiya jata hai k ab market ka trend change hoga. Is tra market movement ko better judge kar sakty hain. Aur timely decisions ly k achi trade ki ja sakti hai.

    Different types of Chart Patterns:

    technical analysis ke madat sy apko market main chart patterns par trade karny main b asani hoti hy. Dear is market main ap dekhty hain k different Candlestick ke madat sy chart Patterns ban rhy hoty hain jis sy different shapes ban rahe hoti hain ye b reversal pattern hoty hain jis sy market main ap trade laga sakty hain keun k isk bad market ke movement change ho jati hy jab market technical movement kar rahe joti hy. Market ke difference types of pattern and market mein different information provide karte hain aur ham bahut hi aasani ke sath market mein entry and exit kar sakte hain.

    Conclusion:

    Technical analysis ke terms and conditions ko samajhna hamare liye bahut jaruri hai kyunki jab ham technical analysis kata medicaid patients ko samajh jaate Hain to fir hamare liye trading karna aasan ho jata hai isliye hamen technical Lena Ashish ko samajhna bahut jaruri hai taki ham market mein profitable trading kar sake Jo log technical analysis kata mint condition ko samajh jaate Hain UN logon ke liye trading kafi iji ho jaati Hai aur market mein profitable trading aasani ke sath kar lete hain.

اب آن لائن

Working...
X