evening star candle stick pattern
evening star candle stick pattern three candle stick pattern par moshtamell hota hey jo reversal downtrend mein hota hey jo keh up trend kay end mein appear hota hey evening star mein signal es bat ko indicate kartay hein downtrend start honay walla hey
evening star candle stick pattern teen kesam ke candle par moshtamell hota hey jo keh market mein tabdele ka eshara dayta hey or aam tor par forex mein trade kay ley estamal hota hey financial market mein trade kartay wakt reversal pattern ko talash karna zaroore hey kun keh yeh trader ko mumkana trend mein tabdele belkl start mein porkashesh level mein entry hone chihay
identification of evening star candle stick pattern;
forex chart par evening star candle stick pattern ke identification teen important candle stick say hote hey woh yeh hey keh last price action ko samjhen or majodah trend kay andar pattern kahan par zahair hota hey or market ke higher highs or higher lows ke pemaish karne chihay
sab say pehlay barebullish candle stick baray buy pressure ko indicate karte hey
dosray number par chotee bearish candle stick ya doji mein bhe kabhi kabhi indicate hote hey jo keh thakay hovay up trend ko indicate karte hey es point par trader ko serf long entry ko talash karne chihay kunkeh abhi tak reversal janay ka koi saboot nahe hey
bare bearish candle stick new selling presure ko indicate karte hey forex mein yeh candle new downtrend kay close honay say down mein fall hote hey or aik new down trend ka akhaz kar dayte hey
trading with evening star candle stick pattern;
evening star ka analysis nechay EUR/GBP kay chart par kea geya hey jahan reversal pattern ke tashkeel mein up trend kaim hey chart ko daikhtay hovay up trend mokamal honay kay bad trader agle candle stick mein entry honay kay ley daikh saktay hein
target ke last level par ya stable kay pechlay hesay par rakha ja sakta hey stop ko current swing kay opar rakh ja sakta hey trader ko hamesha positive risk reward ratio barkarar rakhtay hovay risk management ko apnana chihay

تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим