take profit

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #106 Collapse

    take profit srf us trader k lye ek beat option hai jo apny targets janta hai or apni stragigies ka influence janta hai otherwise agr ksi trader ny apna target hi set na kiya ho to usy is option ki importance kbhi pta ni chal skti
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #107 Collapse

      اصل پيغام ارسال کردہ از: funnybunny پيغام ديکھيے
      take profit forex trading me ek boht improtant factor hai ,, ek achy trader ko take profit ki appliction ka pta hona chayay ,, ap ki practice he ap ko ek acha trader banati hai ..
      foex mein hamen hamehsa stop loss and take profit use karna chahye keun k ye best option hy, or isky zarye apki trade automatic profit mein ya loss mein stop ho jati hy or ziaad loss sy bach sakty hain.
      • #108 Collapse

        forex trading main take profit ke option har broker data ay maen har trading platform par ya option hota ay aur trader ko cheya ka wo trade open karny ka bad asy zoror use kary aur as safaida uttay
        • #109 Collapse

          Jee profit earn kerne k liye he to forex main invest kerte hain almost sab log, isi waja se lakhon logon ne apna paisa lagaya hai iss main, or hum bhi isi reason ki basis per yahan kaam keer rahe hain, soo yehi wo factor hai jo actually tamam trade ki bunyad hai.
          • #110 Collapse

            ye definitely aik karamad option hai us time k lia jab aap kisi kaam se bhar ja rahay hon or aap ko fikar ho k aap k janay ka bad kahin aap ka account profit lene k bajai loss main ponch jai to aap kia karen ge. to ye option boht zabardast hain. aap ko just take profit us value pe set karna hai jaha aap profit lena chatay hain. Entry khud cut jai g automatically. chahe aap dekh re hon ya nahi.
            • #111 Collapse

              bilkul forex main trader ko apni targets and goals set karna chahia aur targets ko achieve karna k lya strategic planning karna chahia sab sa achi chez ya hai mera khayal main k monthly business plan bna lia jay aur us pa chala
              • #112 Collapse

                In order to make a profit will not be achieved Bholh but needs to learn and a lot of sufficient experience and knowledge so that it can operate successfully
                 
                • #113 Collapse

                  good question har koi forex me trading profit earn karne ke liye karta hai is liye woh profit earn karne ke liye jo bi mumkin ho us ko karne ki try karta hai bhut hard working karta hai jab ja ke profit earn karta hai us ko pata hota hai ke agar loss howa to me business ko kaise karo ga
                  • #114 Collapse

                    dosto Take profit is not an application ye aik target hai jo kisi bhi rate pe dia ja sakta hai profit hit karwany kay liay or kisi bhi wakt change bhi kia ja sakta hai apny order pe modification kar kay. Take profit apny target ko fill karny me bohat important roll play karta hai or is ko har haal me carry rakhna chahaiea,,,,,,
                    • #115 Collapse

                      bhai jaan agar app take profit use nahi kareingay toh app trading kaisay kariengay kiyun k app pura din computer k samaney toh nahi bet sakhtey na isliya appko is key barey mein seekhna bohut hi zaroori hai ta k app agar kisi kaam ki wajah se bahir chaley jayee toh appki trade miss na hoo aur appki tp hit hojayee aur app worried na hoon k trade koun band karega..
                      • #116 Collapse

                        forex mein jo bhi acha traders hain wo take profit k option ko use karta hain kyun k un ko pata hai k forex mein jo bhi profit k target rak kr trading karta hai tu un ko loss nahi hota hai forex aik bhut ziada acha business hai forex mein take profit se hum greedy bhi nahi hota hain aur kafi earning kar leta hain.
                         
                        • #117 Collapse

                          han ji main samjhta hoon ke aik ache trader ko take profit ko samjhna chiya aur saath main stop loss ko bhi samjhna chiya kyoun ke bht zarori hota hai take profit aur stop loss ko set karna jab ap koi trade ap open karte hain is main ap ke 2 fide hote hain stop loss se ap ka account full wash nahi hota aur jab take profit set karte hain aur ap nahi hote tu khud profit trade close ho jati hai
                          • #118 Collapse

                            hhmmmm blkl sahi kaha take profit aik bht hi achi app hai or trader ko chaey k isse use kre or haan apne sab se achi bat practise ki ki hai hamein pracitse hr hal me krte rehna chaeye or isk sath sath hamein learning bhi kerte rehna chaye isse hamein knowledge bhi milti rahegi
                            • #119 Collapse

                              by working with forex trading business one can easily earn profit . forex work system is very easy to work . one can easily earn a lot of money from forex trading business .
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #120 Collapse

                                trader ko cheya ka wo trade open karte kartea karny ka bad ap ko fida hota hea aur yeh otion har broker deta hea aur ap ko bhut zida fida hota he. ager hum as per take profit lagady to jab market waha tak jaye ge to tread kuad ba kuad close ho jaye ge ya take profit ha

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X