Introduction !
Actual Dow Theory market ki movement ki kisi bhi trend main maximum limit aur aagy possible movement Jo Kay expectation hoti hai ky agar kisi pair main market apni maximum price limit per ponch ker reverse movement kerna shoru ker deti hai tou Dow theory ky mutabiq market ,
kuch time period tak same limit ko cross nehi kerny gi ya agar break out kerti bhi hai tou same breakout itna zyada nehi hoga ky market maximum price ki break kerny ky bahd bahot bari movement ker jaey lekin agar market kisi bhi pair main apni maximum price limit ko break out kerny ky bahd further,
kuch movement kerny ky bahd reverse direction main movement kerna shoru ker deti hai....
Analysis On Dow Theory !
dear dow theory market ki movement par base karti hai. Ye theory es lae banae gae hai k market ki movement ko logic sy beyan kiya jae. Kuch trader ye samanty hain k market ma supply or demand asal ma kafi hoti hai prices ko set karny k lae magar bhot sary ye samajty hain k ye knowledge enough ni hai.....
So dow theory ka starting point es idea par base karta hai k market waves ki sorat ma move karti hai. Or ye waves ka imblance market ki price ko create karta hai. Es theory ma asal ma ye b batany ki khosis ki gae hai k human nature b market par bhot influence create karti hai,
Es k lae bhot sari repots ki help ley kar ye theory banae gae hai.
Conditions of dow theory During Trade?
is theory es par b base karti hai k trader hamesa trend par trade karna chahty hain. Kiu k unko pata hota hai k market apna trend he follow karti hai. Es k elawa es theory ma news ko b consider kiya giya hai k news ma bhot zayada power hoti hai k wo market ko apni marzi sy drive kar sakti hain. ...
Market asal ma cycles ki base par move karti hai. Dow theory ma market ki movement ko 3 types ma divide kiya giy hai.
Cirmumtances !!

Circumstances.
***The main movement, the medium swing or akhir ma the short swing. Es theory ma volume par b discussion ki gae hai k market ki movement asal ma volume par b base karti hai. Market ma trend tb tak exist karta hai jb tak esko pull back ni kar leya hata.

تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим