Hammer & Inverted Hammer candlestick Pattern mai Kai Faraq Hai.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Hammer & Inverted Hammer candlestick Pattern mai Kai Faraq Hai.
    Dear forex members ap sb thk honhon gy aor forex trading ko enenjoy kr rhy hon gy. Dear ttrader forex business ek risky busines hai. Ais me bht losses hoty hhain Is ly humy losses se bachny k ly r account ko safe rkhny k ly "Stoploss aor take profit" koko lzmi use krna chshiye tbi hum forex markt me kmyab ho skty hain to aj hum apky sth ek bht important topic share kren gy jo foforex trading me bhbht zisda important hai.

    IMPORTANCE OF CANDLESTICK PATTERN:

    Dear members forex trtrading me trader price cchsrt ko read krta hai.
    Price chart markt price ki movement ki accuracy k sth identify krti ha. Markt price chart me trade entry e trade exit ko correctly identify krny k ly Candlestick pattern bht important technical tools me se ek tool hai.

    INVERTED HAMMER CANDLESTICK PATTERN:

    Dear members jesy k ap sbsb traders jnty hon gy k hammer candlestick pattern ek trend reversl Candlestick pattern ha Jo long bearish tren trend k top pe resistance level k qareeb bnta hai.

    Click image for larger version

Name:	images (23).png
Views:	45
Size:	4.1 کلوبائٹ
ID:	12488242

    IDENTIFIED of "HAMMER CANDLESTICK PATTERN":

    Dear members Inverted Hammer Candlestick pattern eik single candle pr mushtamil hota hai. Ais pattern me small real body bullish/bearish Ki candle bnti hai. Jis ka upper wick long hoti hs r lower wick smaller ya phr zero hoti hai. Upper long wick price rejection btata hai. Ya candle sallers k pressure k khtam hony ka btata ha aor is me buyer ki entry btata hai. Ais candle k bd next candle ka lzmi wait krna chshiye.

    Click image for larger version

Name:	images (29).jpeg
Views:	51
Size:	14.5 کلوبائٹ
ID:	12488243

    TRADING WITH INVERTED HAMMER CANDLESTICK PATTERN:

    Dear members Inverted Hammer Candlestick pattern me complete hony k baad next candle bullish ki bnsti ha to trader ko "BUY KI TRADE" active krni chahiye. Account ko trade k doran safe rakhny k ny stoploss ka usr krna bht zaruri ha is liye stoploss ko inverted hammer candlestick pattern k 10 pip nichy place krwn.. r take profit ko resistance level pr Tp1, Tp2, r Tp3 kr k place kren.

    Click image for larger version

Name:	images (24).png
Views:	32
Size:	10.7 کلوبائٹ
ID:	12488244

    Inverted hammer candlestick pattern k sath indicator ki combination se acha aor strong signal generate kiya ja skta hai agr reletive strength index indicator Inverted hammer candlestick pattern ki formation k doran RSI overaold area 30 level se nichy hona chahiye
    aor trade entry k doran RSI 30 level se opper ko cross kr rahi ho.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Assalamu Alaikum Dosto!
    Hammer Candlestick Pattern
    Hammer candle aik small real body wali long lower shadow wali candle hai, jo k bullish trend reversal pattern ka uss waqat kaam karti hai, jab bhi prices market k lower area ya bearish trend main hon. Ziadda tar hammer candles main dekha gayya hai, k candle ka shadow us k real body k size ka duggna hotta hai. Hammer candle k banne ki psychology kuch is tarah se hotti hai, k aghaz me prices bullish trend k hisab se lower pe jati hai, lekin buyers k pressure ki waja se ye bullish candle ki shap main close ho jatti hai, jis se candle ki haseyat bhi bullish candle ho jati hai. Ye candle small real body main doji candles se mukhtalif hoti hai, jis main open aur close same point par hota hai, jab k hammer candle ka open aur close same price par nahi hona chaheye.
    Candle Formation
    Hammer candle single pattern ki candle hai, jiss ka position prices k bottom ya bearish trend ka honna chaheye. Ye candle small real body main hoti hai, jiss ka open aur close same nahi hone chaheye, jis se ye candle doji candles se mukhtalif shap main ban jati hai. candle ki formation darjazel tarah se honi chaheye ; Hammer Candle Hammer candle small real body aur aik long downward shadow wali candle hai. Shadow candle ki real body ka taqreeban duggna ya us se ziadda hotti hai. Hammer candle ka color koi bhi hai, yanni ye white ya green jo marzi ho, iss ki haseyat bullish trend reversal ki hoti hai. Candle k upper side par shadow nahi honi chaheye, jiss se candle ka uppper side ziada strong hota hai.
    Explaination
    Hammer candle hoti to aik small real body wali single candle hai, lekin prices k bottom main ye bullish trend reversal pattern ka kaam karti hai. Ye candle small bullish body aur long lower shadow ki waja se prices ko mazzeed downward janne se roktti hai. Hammer candle aghaz main normal bearish trend ko hi follow kartte howe downside par bearish real bannatti hai, lekin market me bullish pressure ya buyers ki dilchaspi ki waja se prices upward chalna shoro kartti hai, jiss se candle apne open price k qareeb close ho jati hai. Single candle pattern ziada tar market k high ya low positions par karamad hote hen, aur hammer candle bhi same bearish ya lower prices par trend reversal ka kaam karti hai. Ye candle prices k current trend k leye strong support level banata hai, jiss se prices rebound ho jati hai.
    Trading
    Hammer candle k prices selling pressure ki waja se downward jane ki koshash karti hai, jo nakam hoti hai. Prices k lower side par rejection battati hai, aur ye yahan se bullish trend reversal ka ishara detti hai. Pattern k leye zarrori hai, k prices downtrend main hon. Candle ki lower side pe long wick honi chaheye, jo bearish trend k tasalsul ka khatma battati hai. Pattern pe trading k leye dosree confirmation bullish candle ka intezar zarror karen, q k single candle pe trading riski hai, is waja se jaise hi dosree candle bullish bantti hai, to yahan par buy ki entry karen. Candle ki confirmation indicator jaise RSI, MACD ya Stochastics se bhi ki ja sakti hai, jis par value lazmi oversold zone main honi chaheye. Stop Loss candle k sab se lower side yanni lower wick k low se two pips below set karen.
    • #3 Collapse

      Hammer aur Inverted Hammer, do alag alag candlestick patterns hain jo technical analysis mein istemal hote hain aur market trend ko predict karne mein madadgar hote hain. In dono patterns mein kuch farq hota hai, jo maine niche bataya hai:1. **Hammer Candlestick Pattern**: - **Bullish Reversal Pattern**: Hammer candlestick pattern ek bullish reversal pattern hai, yani ki iska prastavit upayog market ke niche girne ke baad hone wale trend ko umrav lena ke liye kiya jata hai. - **Structure**: Hammer ek single candlestick pattern hota hai, jismein ek chota body hota hai jo market ke neeche open hota hai aur market ke upar close hota hai. Iske ek lamba lower shadow hota hai, jo ki kam se kam do guna lamba hota hai as compared to the body. - **Signal**: Hammer, sellers ke initial control ko dikhata hai, lekin buyers ne market ko close kar diya hai, isse ye ek reversal signal deta hai. Is pattern ke appearance ke baad, traders bullish movement ki prakriya ko samjhte hain.2. **Inverted Hammer Candlestick Pattern**: - **Bullish Reversal Pattern**: Inverted Hammer bhi ek bullish reversal pattern hai, lekin iska appearance hammer se thoda alag hota hai. - **Structure**: Inverted Hammer bhi ek single candlestick pattern hota hai. Ismein bhi ek chota body hota hai, lekin is baar body market ke upar open hota hai aur market ke neeche close hota hai. Iske upper shadow, body se kafi lamba hota hai, aur iska lower shadow lamba nahi hota. - **Signal**: Inverted Hammer, initial selling pressure ko darust karta hai, lekin phir buyers control mein aate hain aur market ko close kar dete hain. Is pattern ke appearance ke baad, traders bullish reversal ki prakriya ko samjhne lagte hain.Dono patterns bullish reversal ko darust karte hain, lekin unka appearance aur structure alag hota hai. Hammer me lower shadow zyada lamba hota hai, jabki Inverted Hammer me upper shadow lamba hota hai. Ye patterns, market ke trend ko umrav lena ke liye istemal hote hain, lekin dusre technical indicators aur confirmation ke sath istemal karna bhi mahatvapurna hai.
      • #4 Collapse

        Hammer aur Inverted Hammer candlestick patterns mai faraq ye hai: Hammer (Haathora): Shakal (Shape): Hammer candlestick ki shakal aik choti asal jism (real body) ko dikhata hai jo candlestick ke ooper hisse mein hota hai, saath hi aik lamba neecha saaya (tail) hota hai jo kam az kam real body ki lambaai ka do guna hota hai. Aksar yeh candlestick ka ooper hissa beghair saaya hota hai. Sinyal (Signal): Hammer pattern aam taur par ek downtrend ke baad aata hai aur yeh bullish (ooper ki taraf) reversal ka signal deta hai. Yeh ishara karta hai ke bechne wale ne trading period ke doran prices ko neeche le gaye, lekin kharidne wale prices ko close tak ya opening price ke kareeb laaye. Isse yeh samjha jata hai ke kharidne wale mein taqat hai aur bearish (neechey ki taraf) se bullish momentum (raftar) mein tabdeel hone ki sambhavna hoti hai. Inverted Hammer (Ulat Haathora): Shakal (Shape): Inverted hammer candlestick ki shakal aik choti asal jism ke nazdeek hoti hai, jiske ooper hisse mein aik lamba ooper saaya hota hai jo kam az kam asal jism ki lambaai ka do guna hota hai. Aksar yeh candlestick ke neechey hissa beghair saaya hota hai. Sinyal (Signal): Inverted hammer bhi aam taur par ek downtrend ke baad aata hai aur yeh bhi bullish reversal pattern ke taur par dekha jata hai. Isse yeh samjha jata hai ke bechne wale ne prices ko shuruaati douran neeche le gaya tha, lekin kharidne wale ne prices ko opening level tak ya us se ooper le gaya. Isse yeh ishara hota hai ke kharidari mein dabaav hai aur bearish se bullish momentum mein tabdeel hone ki sambhavna hoti hai.Summarily, dono patterns ke beechi mukhya faraq yeh hai ke choti asal jism candlestick ke andar ki jaga mein hota hai. Hammer mein woh ooper hota hai jabke inverted hammer mein woh neeche hota hai. Dono patterns ko trend reversal ke sambhav isharon ke roop mein dekha jata hai, hammer bullish reversal ko ishara karta hai aur inverted hammer bhi yehi karta hai. Lekin trading faislon ko lenay se pehle in patterns ko mazeed technical analysis aur market context ke saath tasdeeq karna ahem hai.
        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
        • #5 Collapse

          Hammer & Inverted Hammer candlestick Pattern mai Kai Faraq Hai. Hammer aur Inverted Hammer dono candlestick patterns hain, jo ke technical analysis mein istemal hotay hain taakay sarmaya ki keemat ki taqat ya kamzori ko samjhne mein madadgar ho sakti hai. In dono patterns mein aik jaisa shape hota hai, lekin in dono ke mukhtalif implications hotay hain price direction ke liye. Niche in dono patterns ke beech key farq diya gaya hai: Hammer Pattern:
          • Hammer ek bullish reversal pattern hai jo aam taur par ek downtrend ke ant mein aata hai.
          • Is mein aik candlestick hoti hai jiska real body (open aur close ke darmiyan farq) choti hoti hai aur woh candlestick ke upper yaadgar hisse par hoti hai.
          • Yeh pattern market mein bearish pressure ko indicate karta hai aur ek potential price reversal ko point karta hai. Agar Hammer downtrend ke baad aata hai, toh ye ek bullish signal ho sakta hai.
          Inverted Hammer Pattern:
          • Inverted Hammer bhi ek reversal pattern hai, lekin yeh bullish pattern ke bajaye bearish pattern hai.
          • Is mein bhi ek candlestick hoti hai jiska real body choti hoti hai, lekin woh candlestick ke lower yaadgar hisse par hoti hai.
          • Inverted Hammer market mein bearish trend ke ant mein aksar aata hai aur ye ek potential bearish reversal ko point karta hai. Iska matlab hai ke agar Inverted Hammer uptrend ke baad aata hai, toh ye ek bearish signal ho sakta hai.
          Dono patterns ka istemal traders aur technical analysts market direction aur price reversals ko samjhne ke liye karte hain. Lekin yaad rahe ke candlestick patterns ke istemal mein aur bhi factors aur confirmation ki zarurat hoti hai. In patterns ko dusre technical indicators aur price analysis ke saath istemal karna behtar hota hai.

          اب آن لائن

          Working...
          X