stop loss
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #916 Collapse

    Stop loss 1 important tool hai jiski madad say ap apnay account ko wash honay say btcha sktay ho lakin mostly traders bina stop loss k trading krtay hai jiski wja say unka account wash hota hai.Stop loss ko use krna chahiye lakin thori ehtyat k sath.Q k sometimes stop loss hit krnay k bad market wapis usi point pay aa jati hai.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #917 Collapse

      stop loss ki bohat he zyada ehmiat hoti hay humay stop loss ka istemaal krna bohat zaroori hay aik acha trader woi hota hay jo stop loss ka use karta hay humay chaiye kay barray loss se bach jay tou stop loss ka use karain
      :1f60e: IBRAHIM BILAL TRADING JOURNAL :1f60e:

      PLEASE VISIT HERE
      • #918 Collapse

        g dost forex mai ager stop loss na hota tu kabhi bhi aik successfull trade nahi ban sakty thy iss leay her kisi ko chheay k stop loss k sath kam karin apka kabhi account account wash nahi hoga.
        • #919 Collapse

          اصل پيغام ارسال کردہ از: funnybunny پيغام ديکھيے
          forex trading me stop loss boht eham hai ,, ek trader ko stop loss ki application ka pata hona boht zarori hai ,, stop loss ap ko risk management me help krta hai ,, ec ki help se ap baray nuqsan se bach skty hen ..
          Jee haan stop loss boht boht he zaroori tools hur as ko use karne wale kabhi mushkil may nhi rehta may ya tu nhi khao ga stop loss laga lenay say stop loss hit nhi hoty magar haan ya zarur khao ga ka proper money management ka sath agar ap stop loss laga lene tu yaqeenan aap ki trade successful hogi..
          • #920 Collapse

            Agr apka idea acha hai nd ap idea lagatay hain ky apka choose kea hua pair ya metal apko profit dy ga nd suddenly kuch aysa hojata hai ky woh pair ya metal opposite direction mein quickly move kr jata hai nd ap online nahi hotay us time apnay account mein toh apka account wash honay se bach sakta hai trading mein jahan profit hota hai wahan thora bohat loss b bardast karna parhta hai agr ap yeh soch ky trade karein gy ky loss kabi na ho toh ap win nai kar saktay
            • #921 Collapse

              Bilkul stopp loss bohot he important hai trading k lete Q key jab aap trafe lagaty ho tu stop loss be lagana zarori hota hai ye apko major loss say protection deta hai matlb agar market apky against mai jata hai tu jab stop loss wali point tak pohonch jata hai apki trade automatically close ho jata hai ao aap mazeed loss say bach jatay hai so stop loss ik lazmi option hai trading k leye .
              • #922 Collapse

                G ap ne bilkul durust kaha trading platform mai stop loss ek eham kirdar ada karta hai kyun stop loss k hone se trader bohat secure hojata hai aur ek successful trader stop loss ka hamaisha istamal karta hai.
                • #923 Collapse

                  stop lose ap k risk mangment k liye hota hai jub aoko lose ho raha ho to ap stop lose open kr k apni trade ko off kr sakty hain is sy ap ko risk km hota hai or stop lose ap k risk ko km kar deta hai is liye har trader ko is ka use karna zarori hota hai
                  • #924 Collapse

                    jo traders market me deal ko open karnay kay bad stop lost ko use nai kartay hai wo always aisay types kay traders market em nakam hi rehtay hai aur phir wo kabhi bi apnay account ko grow bi nai kar sakaty hai
                    • #925 Collapse

                      stop loss ko use kar k hi hum market main loss say bach saktyy hain aur rules ko mind main rakhna ho ga auur greed ko avoid kar k hi hum market main achi trade karny k kabil ho sakty hain it is best job
                      • #926 Collapse

                        sir baat ya ha kay ma apko yahi kaho kay k apko stop loss lazmi lagana chhaiye qk agar ham ya nai lagaty ha to hamay kasi bhi time market say loss ho sakta ha qk hamay market ka to koi nai pta ha k kasi bhi time fast move kr sakty ha islay apko bs stop loss lazmi lagana chahiye takay ap earning bhi kr saky
                        • #927 Collapse

                          Stop loss given at reading Karne Wale kabhi bhi Kamyab nahi hota Jab Bhi market Mein Dil Mein hoti hai to stop loss Kis Liye use nahi kiya Hota uska account wash ho jata hai aur account khatam hone Ka Dar bahut jyada Hota Hai Is liye best hai kya aap risk management Ko Dekhkar stop loss ka use lazmi karo.
                          • #928 Collapse

                            g bhai ap ny sahi kaha hai k jub tak aik trador ko stop loss ka istmail karna zarori hota hai or esy sary basic par apply bhi karna ata ho q k stop loss se hmari trading save ho jati hai or hmary loss k chance kam ho jaty hain
                            • #929 Collapse

                              stop loss ko lga k hi hum market main loss say bach sakty hain aur hamain planing kar k hi trade karni ho gi tab hi hum achi trade karny k kabil hon gay aur experience hasil kar k hi hum earn karein gay
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #930 Collapse

                                stop loss jis say madad milti hai traders ko or ye khud ko kafi zada easy say manage kr saqty hain her ik traders ko is main ye market ka trend ko maloom krna or sath main is kay sub say zada is main resistance or support level say trader nay kaam ko krna hai

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X