ASALAM O ALAIKUM!
Friends, Umeed hai ap sab kheriyat sy hon gy. Forex market mn kamyab trading karny ky liye forex ky basics ky sath sath technical analysis, fundamental analysis or candlestick pattern ky bary mn jan’na bht zaroori hai. Jab ap ky pas market ka axha knowledge ho ga to ap kamyab trading kar saken gy. Or axha profit earn kar saken gy. Without knowledge ap ko loss ho sakta hai. Aj hum currency pairs ky bary mn bat kare gy. Hum currency pairs ki definition ko samjhain gy or currency pairs ki types ky bary mn bat Karen gy. Umeed hai meri information ap ky liye profitable hon gi.
TYPES OF CURRENCY PAIRS:
Currency pairs ki 3 types hoti hai jo darj zail hain.
EXOTIC CURRENCY PAIRS IN FOREX:
Exotic currencies pair aise currency pair hote hain Jin mein ek currency is strong hoti hai aur dusri currency week Hoti Hai ine se milkar Jo peer banta hai usko ham xotic currency pair kahate Hain.Exotic Currency Pairs man ak currency develop countries ki hoti ha jo zayada trade ki jati ha lakin pair k ander dosri currency kisi underdeveloped country ki hoti ha jisko zayada trade nahe kia jata ha. Exotic Currency Pairs ki movement bhot he kam hoti ha. Is liye trader ko in pairs ko trade kerna avoid kerna chaheye.
MAJOR CURRENCY PAIRS IN FOREX:
Major currencies pair aise pair hote hain Jin mein traqqi yafta countries ki currency aapas mein milkar pyar banate hain major currency pair aise pair hote hain Jin mein kafi jyada moment hoti hai hai aur Jain mein currency bhi kafi strong countries ki hoti hain major currencies pair mein jyadatar pair US dollar se related hote hain aur US dollar se hi milkar bante Hain in movement kafi acchi ho jaati Hai Hai.Dosra alfaz man jitni kisi currency pair ki volatility zayada hogi itna he zayda trader ko profit mila ga. Major Currency pairs man Usd ko baqi bari currencies i.e Gbp, jpy, nzd aur euro etc. k sath pairs man hota ha. Pori doniya ki 70% trading usd k exchange man hoti ha is liye usd k pairs ki movement zayada hoti ha.
MINOR CURRENCY PAIRS IN FOREX:
Minor currencies pair major currencies pair se chhote hote Hain inmein bhi kafi acchi movement ho jaati Hai Hai yah aise currencies pair hote Hain Ain.Minor Currency Pairs man usd nahe hota, lakin baqi bari currencies jasa k gbp, euro, cad, nzd, aus aur jpy wagera hota han. Minor Currency pairs ki movement b zayada hoti ha lakin major Currency pairs k moqabla man kam hoti ha.
TRADING WITH CURRENCY PAIRS IN FOREX:
Market mein jab ham currency trading karte Hain to hamen market mein currency ke pair ko select karna padta hai aur use per trade Karni Hoti Hai ham ek waqt mein ek pair mein ek currency ko sell kar rahe hote hain aur ek currency ko buy kar rahe hote Hain aur Is Tarah se hamari market mein trading Hoti Hai hamen chahie ke ham major currencies pair ka experience hasil Karen aur ine per trading Kiya Karen kyunki unki volatility kafi acchi hoti hai aur inmoment bhi kafi ho jaati Hai isliye hamen major pair ko select karna chahie in se hamen kafi profitable trade mil jaati Hain. Kisi bhi pair pair trading karne ke liye hamen pahle uski acche tarike se practice karni chahie jab hamen practice ho jayegi to fir hamen trading karna bhi aasan Hoga kyunki jitni hamari practice jyada ho jayegi hamara experience uthana increase hoga.

- Exotic currency pairs in forex:
- Major currency pairs in forex:
- Minor currency pairs in forex: