Bearish Kicker Candlestick Pattern
Dosto, forex main market ki movement ko samjhny kay bad he trading karny say earning ho sakti hay. Yani is maqsad kay liye ham mukhtalif kisam kay analysis karty hain. In analysis main ham kai patterns aur indicators ka use karty hain. Ager trader ko acha experience hoga to he trader in patterns ki confirmation and reliability judge kar sakain gay. Youn he Bearish kicking pattern bhi aik important candlesticks pattern hay jisko trader further trading kay liye use karta hay.
Formation of bearish kicking pattern.
Ye pattern do candlesticks per mabni hota hay aur is main hamain bearish reversal trend ki indication milti hay. Is pattern ki khas bat ye hay keh is main aik candle up trend main banti hay aur normal movement karti hay. Next day second candle first candle say down gap per open hoti hay aur kafi ziada down jati hay. Is tarah ye pattern mukamal hota hay.
Importance of bearish kicking pattern.
Is pattern say hamain short term bearish reversal ka signal milta hay aur ager ye candle opening kay bad down jana shuru ho to hamain chahiye keh ham is main fori sell ka order place kar dain but small lot use kar kay trading karny say he earning mumkin hay q keh ye pattern sirf do candlesticks per mabni hota hay aur first reversable candle per he hamain is kay down trend ki confirmation nai milti.
Validity of pattern.
Is pattern ki valadity jan'ny kay liye pehly hamain ye daikhna chahiye keh kon sa trend chal raha hay aur ye pattern is trend ky top per bana hay ya middle main bana hay. Q keh iska trend jan kar he ham mazeed reversal kay signal kay liye RSI say confirm signal lay sakty hain.

تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим