Trading plan
Kise bhe kam ke kamyabi ka daromadar us ke hikamat amli par hota hay ke yah kam kab or kyoun or kis tarah kya jaiforex trading main is ke ahmyat mazeed barh jate hay trading plan main aap ke pass koi stratyg hona lazmi hay
Maslan moving average bolinger band yah price action wagaira wagaira ab yah aap par dapien karta hay ke aap ko konsi stratgy par kam karna bahtar mahsoos hota hay prectis se aap lazim kise natejay par poanchte hain ke aap ke liye kya bahtar hay risk managment ke lihaz se jo bhe time fram aap ko soot karta hay us ko monitor karte hoe aap ko kab market main intre lena hay or kab aap ko profit lena hay or exit karna hay yah sab aap ke trading plan par he muhasir karta hay bad kismati se akasar traders ke tadad is bat par tawajo he nahe date or is he waja se losses ka samna un ko karna parta hay neche de gai tasveer se aap trading plan le bate main ba khoobi jan sakte hain ke trading plan kya hota hay
Money managment
Forex main money managment had see ziada ahmyat ka kamil hay lakin traders ke aksryat is ko nazar andaz karte hay jis ke wajah se chand days main he investmint khatam ho jate hay money managment ko hum MM bolte hain money managment main do chezain ahmyat ke hamil hain
1 Stop loss
agar price aap ke trade ke mukhalif simt chal pre to aap ka balence kam hona start ho jata hay or aap ke trade loss main hote hay is loss ko aik limit main rakhna chahye is ko trade risk kahte hain trade risk kitna hona chahye is ke muktlif trake hain stop loss na to itna kam hona chahye ke halki se shanging par hit ho sake or nahe itna ziada ke lambay loss ka sabab bane hamasha resistence or support ko buniad banana bahtar rahta hay
1 Lot Size
Kamyab trading ke liy lot size ka intakhab karna bohat he zarori hota hay sahi lot size he aap ke trade ko mahfooz or munafa bakshsh bana sakta hay bohat ae trader andaze se lot size ka use karte hain or trade samajhte hain ke trend aab confirm hay or bagjair soche samjhe apne blence se ziada lot laga late hain agar price ulta chalna shuru kar day to na kable talafi loss un ka muntzar hota hay or pachtwe ke sawa un ka pas kuch nahe hot
to friends money menagment ka be had khayal ramhte hoe trading kya karain
Or aik money managment par munhasir aik pic aap ke rahnumai ke liye choos ke gay hay jis se aap ko money managment ke ruls ka andaza ho sake ga
Tasveerain bohat kuch bolte hain jo ke aap ke rahnumai main bara kirdar ada karte hain or mozu ko bahtar andaz main samajhne main madadgar sabit hote hain

تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим