What is Market Swoon and it's Effect on Trading
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    What is Market Swoon and it's Effect on Trading
    Dear Friends, Forex me aik term Jo market swoon Ka mtlb ye hai k jab stock market market ki tamam value achanak reverse ho jayen ye asal me aik qisam ki market me ajeeb si tabdeeli hoti hai.

    Swooning Effect and It's Reasons

    Forex trading me market swooning aik achanak aur mukamal tabdeeli refuse hoti hai. Aur ye decline bohut ziada hota hai aur market ki aam movement se kahi gunna barh kar hota hai. Ye market ki decline us waqat hoti hai jab achanak koi maashi ya siasi news market pe asar andaz ho jaye aur wo bhi bare pemane pe. Aksar awqat jab hamara stock exchange kisi masle ki waja se bohut ziada ger jata hai Market swoon aksar us waqat hota hai jab market me bohut ziada interruption peda hoti hai aur is me market k value me bohut ziada tabdeelian peda hoti hai.

    Click image for larger version

Name:	images - 2021-12-23T165649.264.png
Views:	1
Size:	13.1 کلوبائٹ
ID:	12487889

    Involvement of News In Swoon

    Aksar awqat ye masla us waqat ata hai jab koi siasi ya economy tabdeeli peda hoti hai. Aksar awqat jab mulkme koi achnak koi masla peda hota hai is waja se sarmaya kar apna sarmaya ya to rokh lete hen aur market me jaldi jaldi bejh dete hen jis se qeematen yakdam ger jati hai. Aksar awqat ye masla hamare mulk me india se border pe koi bara masla pesh ajaye to hamara stoxk exchange ger jata hai. Market swoon aghaz tawar par nahi hota bulke ye dramaye tawar par achanak hota hai aur ye kisi k waham wa guman me nahi hota hai lekin hota bohut achanak hi hai commodity k dobara normal trading range ma anay ka wait karna chaiay, ta k loss sa bacha ja sakay.

    Click image for larger version

Name:	images - 2021-12-23T165645.027.png
Views:	1
Size:	32.9 کلوبائٹ
ID:	12487890

    Market Swoon Duration

    Swoon Kay doraan investors ko apna confidence restore karnay k liay anaylisis kartay rehna chaiay aur trading news par focus karain, ta k achay chance par dobara trading start ki ja sakay, unhain ye baat b mind ma rakhni chaiay k is negative activity ya event k baad positive time zarur ay ga aur apnay confidence ko boostup rakhain, market k is achanak decline sa trading ma confusion to hoti ha lakin expert traders wo hi hotay hain jo is tarah ki moments ma apnay accoung ko tgek tarah manage karain aur usay secure rakhain

    Click image for larger version

Name:	images - 2021-12-23T165639.259.png
Views:	2
Size:	57.3 کلوبائٹ
ID:	12487891
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: What is Market Swoon and it's Effect on Trading

    Market swoon us state ko kehty hain jis ma market dramatically fall karti hai. Market swoon kisi ik pair ya commodity par apply ni hota ye market ki over all state ko kehty hain. Market swoon as a whole market par occur karta hai. Kisi bi reason sy market swoon occur kar sakta hai jis ma country ki economic or political state b involve hai.

    Click image for larger version

Name:	Screenshot_20211224-142717_Opera Mini.jpg
Views:	1
Size:	155.0 کلوبائٹ
ID:	12355664

    Market swoon understanding.

    Agr generally bat karyn to market swoon tb hots hai jb market ma kio intereption hota hai. Jb trader nervous ho jaty hain or wo market kay lae negative sentiments rakhty hain. Market swoon down trick sy bhot zayada dramatic hota hai. Ye bat zaruri ni hai kay ye bear market kay start ma appear hota hai. Expert trader es ko dakh kar foran pehchan jaty hain or es ko market ki correction sy resemble ni karty. Market swoon us waqat tak restore ni hota jb tak trader apna confidence restore ni kar paty.

    Click image for larger version

Name:	Screenshot_20211224-142734_Opera Mini.jpg
Views:	1
Size:	148.7 کلوبائٹ
ID:	12355663

    Market down turn types.

    Down turn darasal market ki down movement ko kehty hain. Ye stand alone event ki base par b ho sakta hai or over all market kay trend kay change ki sorat ma bi ho sakta hai. Down turn market swoon, market correction or bear market ki sorat ma ho sakta hai. Down swing us down ward turn ko kehty hain jis ma economic or business activity involve hoti hai or ye business ki normal price fluctuation ki sorat ma ho sakti hai. Market correction tb occur hoti hai jb market up trend ma move karti hai or kuch dair bad wo correction kay laye down move karti hai or phr correction kay bad market wapas apny original trend ma move karna start kar deti hai. Es state ma market ki price 10 percent sy zayada fall ni karti. Market swoon en sb states sy different hai kiu kay es ma market 40 percent sy zayada fall kar sakti hai or market kay crash hony ko b market swoon ko tashbeey di jati hai.

    Click image for larger version

Name:	Screenshot_20211224-142815_Opera Mini.jpg
Views:	1
Size:	96.3 کلوبائٹ
ID:	12355662

    اب آن لائن

    Working...
    X