Aroon Oscillator
dear Forex me Aroon oscillator aik baht hi important oscillator hai jo aap ko market mein Main buying aur selling se related indication provide kar raha hota hai aur is indicator mein aap ko baht achi e trading activities mil sakti hai lekin is ke liye aap ko is related proper learning Hasil krny ke sath sath is ki properly calculation ki zarurat hoti hai.
Working Strategy
Aroon ko agar MCAD Kay sath mila ker use kerny sy market main trade open kerny ky liay best oscillator milti hain aur agar ham sirf is indicator ko use kerty hain tou hamain itni achi indication nehi milti ya tou hamain market ki current movement ky mutabiq same Aroon oscillator main moving average sy mutabiq sell aur buy ki indication hasil ker ky trade open kerna hoti hai ya phir ham other indicators jo moving average based hoty hain unky sath mila ker use kerny sy hi acha indication hasil hoti hai.
Validity
Ham is per trade open ker lety hain jis sy hamari trade main profit hasil hony ky chances increase ho jaty hain lehaza hamain pehly yeh pata hona chahiay ky Aroon oscillator ko read kis terha kerna hai aur best trading ky liay indication kis terha hasil kerny hai ky ham is per trade open kerain aur successful trade ho Aroon oscillator negative ya zero ki taraf sa 100 ki taraf jata ha to ye is baat ka ishara hota ha k price uptrend ma janay wali ha, is tarah ki situation ma traders ko prices ma pullback ka pata chalta ha, aur Aroon ma buying ka signal mil jata ha, isi trah downtrend k liay jb Aroon oscillator 100 sa zero ki traaf ata ha is sa prices km honay ki indication milti ha.
Important Information about Aroon Oscillator
Ye oscillator overbought ya oversold ki talash ma traders k liay help provide karta ha, is k zariay bullish aur bearish divergance ko detect karnay k liay b prediction ki ja sakti hain aur momentum shifting ka pata lagaya ja sakta ha, ye aik bht useful oscillator ha jo hmain mufed trading karnay bht support karta ha hmain ia ko use karna seekhna chaiay ta k achay faislay kar sakain.

تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим