Chart pattern trading strategy a powerful strategy
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Chart pattern trading strategy a powerful strategy
    Dosto trading main traders hamasha alag alag trading stratgyes ko follow karte hoe market se munafa hasil karne ke koshish main mashghool rahte hain or jin ke pas trading ke bare main acha knowledge hota hay woh us knowledge ke buniad par apne exprience ko baroekar late hoe profitable trading main kamyab bhe hojate hain aik he mozumain tamam stratgyes par bat karna be had he mushkil kam hay is liye forum par muktasar andaz main kise aik yah chand stratgyes par he bat ho sakte hay to dosto aaj hum jis topic par guftgu karna or shear karna chahte hain woh hay chart pettrn jin ko ham trading main profit ke liye istamal kar sakte hain jaisa ke lhoto main dikahya gaya hay

    Click image for larger version

Name:	images.jpeg
Views:	2
Size:	30.2 کلوبائٹ
ID:	12487818
    Chart ke khas bechan
    Dosto jab bhe in charts main se koi chart banta hay to us main aik bat mustarka hote hay ke price market main aik stable action karte hoe chart pettern ko compleat karne ke koshish karta hay or aik maksòs point ko brake karte hoe aapna action compleat karta hay jis se aik aysa yrader jis ko charts pettern ke bare main khas malomat hay wkh market se fayda hasil karne main kamyab ho jata hay misal ketor par aap dakhain ke chart main aik price ne high banaya hay or palat kar us ne wapis us poi t ko aproch kya hay jahan se start hoa tha tk mumkin hay ke woh wapis us price ko aproach kare jistak woh pahle bar gya tha jab market main aysa ho to aal ko ba gjoor dakhne par malom hoga ke english lughat main use hone wala aik alfabtic word jis ko N kaha ja sakta hay jab aik N pettern main banta hay to mera manna hay ke us ko M style main chang hone se koi nahe roak sakta is liye is tarah bhe market se bina kise indicator or kise dosre technical ke baghair only chart pettern ke bi a bhe munafa kamaya ja sakta hay

    Click image for larger version

Name:	images (1).jpeg
Views:	1
Size:	29.2 کلوبائٹ
ID:	12487821
    Importent point
    Magar friends main aik nukte ke janib aap ke tawajo dilana chahta ho ke charts petterns aap ko market main hosakta hay ke aik lambay arse main aap ko koi chart pettern dakhai de is tarah to aap ke trading mutasir hoge is liye mera brothrana mashwara hay ke aak ko treading ke bare main learning ke zarorat hay to koshish karain ke price action ko samjhain or trading se munsilak technical ko use karte hoe analysis seakhain
    Shukarya
    منسلک شدہ فائلیں
    Thank you for your attention
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Chart pattern trading strategy a powerful strategy

    Je dear ap ny bhot acha topic share kiya hai es sy trader ko bhot acha advantage hasil ho ga. Jo trader es sy learning karny ki khosis karyn gy to unko auto sy earning ho jaye gi. But jo trader learning ko chor deyn gy unki earning bi un sy choot jaye gi. Es topic ma ham esy he ik pattern ko discuss karyn gy. Trading main traders hamasha alag alag trading strategies ko follow karte hoye market se munafa hasil karne ke koshish main mashghool rahte hain. Jin ke pas trading ke bare main acha knowledge hota hay woh us knowledge ke buniad par apne exprience ko use karty hoye profitable trading main kamyab bi hojate hain. But agr ham kio bi strategy use karyn gy to us kay laye hamy pehle eski knowledge honi chahe. Ik he mozumain tamam strategies par bat karna be had he mushkil kam hai. Es laye forum par muktasar andaz main kise ik yah chand strategies par he bat ho sakte hai. Friends aj hum jis topic par guftgu karna or share karna chahte hain woh hay chart pattern jin ko ham trading main profit kay laye istamal kar sakte hain.

    Click image for larger version

Name:	Screenshot_20221118-142955_Firefox.jpg
Views:	1
Size:	73.9 کلوبائٹ
ID:	12433020

    Different types of chart in forex.

    Forex trading ma bhot sari strategies use hoti hain. Infact har trader apni knowledge ki base par en strategies ko use karty hain. Jb bi en charts main se koi chart banta hai to us main ik bat mustarka hote hai kay price market main ik stable action karte hoye chart pettern ko complete karne ki koshish karta hai. Or ik maksòs point ko break karty hoye apna action complete karta hai. Jis say ik aysa trader jis ko charts pettern ke bary main khas malomat hai. Wo market se fayda hasil karny main kamyab ho jata hai misal chart par ap dakhain ke chart main ik price nay high banaya hai or ik price ny low banaya hai. So trader ko ab ye dakhna hota hai kay next time market kis taraf ja sakti hai.

    Click image for larger version

Name:	Screenshot_20221118-142940_Firefox.jpg
Views:	1
Size:	31.0 کلوبائٹ
ID:	12433021

    Some basic concept of the topic.

    Ik point ki janib ap ki tawajo dilana chahta ho kay charts patterns ap ko market main ho sakta hai. So ik lambay arse main ap ko koi chart pattern dakhai dey es tarah to ap kay trading mutasir hogi. Forex trading ma hamy ye strategies ko find karna ik experience ki base par hota hai. Agr acha experience na ho to account wash hony kay chances wash ho saktyn hain. Es laye mera sb ko mashwara hai kay ik ko trading kay bary main learning ki zarorat hai to koshish karyn kay price action ko samjhain or trading se munsilak technical ko use karty hoye analysis karny ki khosis karyn. Ye possible ni hai kay har bar acha profit hasil karny ma kamyab ho jayn gy but ye zarur possible hai kay ik na ik din ap esi strategy find karny ma kamyab ho jayn gy kay profit hasil karny ma. So hamy pehle din sy strategy based learning ko prefer karna chahe.

    اب آن لائن

    Working...
    X