3 river candle sticks pattern in fore x trading

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    3 river candle sticks pattern in fore x trading
    AOA

    Friend kya hal hain aapke main ummid karta hun aap khairiyat se Honge aur Forex trading Mein acchi trade karne ki koshish kar rahe Honge lekin iske liye aapko Achcha knowledge or experience information ki zarurat hoti hai jo log Achcha knowledge experience improve Karte rahte hain vah acche trader hote hain aur acchi profitable trade karte hue Achcha profit Hasil Karte Hain aajkal market Mein ghar yakinee se Surat hall hy isliye strong analysis Karen trade Karen Aaj Jis topic per main apne knowledge ko share karna chahta hun unique three river candlesticks pattern hai trading chart main aapko kabhi kabhi Najar Aata Hai Lekin Agar Jab aapko yah Najar Aaye to use Waqt aapko market se Accha profit Hasil karna chahie ya Ek bullish trend Hota Hai jo Breaish ke end per banta hai isliye koshish karen Jab aapko yah 3 Revir candle stick pattern trading chart par Milta hai to aap acche trade Karke Achcha profit hasill kar sakte hain Umeed karta hun aapko Mere knowledge Se Achcha fayda Hasil


    CONCEPT OF POST
    nique three river behtarin hamari trading ke liye ek bahut achcha pattern hai aur agar ham is pattern ko tarike se analyse karne aur is pattern ke bare mein hamian achi inforemation mil jaye to phere yah pattern hamare liye bahut profitable ho sakta hai isliye hamen zarur koshish Karni chahiye ki is pattern ky about ache inforemation ln taki hamen theak tarike se use karty hoy market mein accha profit hasil kar sake aise pattern market mein bahut hi kam bante Hain isliye hamen inko zarur hai use karna chahie.
    Best indecator for trading
    Market mein Reva 3 pattern bahut hi famous pattern hai aur hamen is pattren se bahut acche result mil jaate Hain aur ham market mein bahut hi easy tarike se entry-point ko find out kar sakte hain isliye aise pattern ko hamen ignore nahin karna chahiye aur aise pattern ko analyse karna chahiye kyunki agar ham aise petrol ko ignore kar denge to ham yah samajh sakte hain ki humne ek bahut acchi trade mis kar di hai isliye hamen apni trade ko Kabhi mis nahin karna chahie aur acchi trading ke liye jaruri hai ki ham apni friend ko thik tarike se manage Karen tab hi ham trading mein kamyab ho sakte hain.

    Click image for larger version

Name:	maxresdefault.jpg
Views:	4
Size:	31.7 کلوبائٹ
ID:	12487811

    ABOUT THIS PATTERN
    Three river pattern ak bullish pattern hai hi aur ham is pattern ki true bullish trend ko analyse kar sakte hain jis waqt market mein koi bearish pattern apni moment ko complete kar chuka hota hai to iske bad yah pattern banta hai aur is pattern se ham market mein bahut hi easy treka ke sath achi trading kar sakte hain isliye hamen iske bare mein inforemation hasil karne chahiye aur is to zarur analyse karna chahiye q k yah hamare liye bahut hi profitable hota hai.
    Click image for larger version

Name:	EveningStarPic.gif
Views:	10
Size:	7.9 کلوبائٹ
ID:	12487814


    TRADING WITH 3 RIVER PATTERN
    Buying or selling ky ly es pattern ki confirmation zaruri hai. Ye confirmation 4 th candlestick sy melti hai ye wo wali candle hoti hai jo ye pattern complete hony k forun bad mein bante hai. Agr ye upper side par move kar jaye or 3 rd candle sy low na jaye to es ka matlab ye hai k market ka bullish move shuro ho giya hai. Lkn agr ye 3 rd candle sy low move kar jaye to phr ye pattern bearish continuation pattern k tor par act karta hai. Es lae es pattern k sath stop loss set karna bhot zaruri hai or es pattern ka lowest point stop loss ky ly best hota hai. Agr market trader ko favour kary to thek warna uski trade close ho jati hai.

    Click image for larger version

Name:	39-Unique-Three-River-Bottom_TSN_29-10-2008_1d.png
Views:	15
Size:	19.9 کلوبائٹ
ID:	12487810

    METHOD OF ANALYSIS THIS PATTERN
    Is pattren ko ham kuch Is method se analyse karte Hain key resistance area per ek bearish candle banti hai aur iske sath ek hema candle banti hai aur iske bad Jo chhoti si bullish candle banti hai yah hamare liye trend changing ka ek signal hota hai aur is trend chang honey ka signal hota hy or ham market mein entry lete hain kyunki is candle mein market Apne trend ko change kar rahi hoti hai aur hamen market mein new entry mil rahi Hoti hai is candle se ham market mein New entry le sakte hain aur Market mein bahut acchi working kar sakte hain. Or good profit honey ka moka milta hy



    Click image for larger version

Name:	p43-2.png
Views:	1
Size:	137.4 کلوبائٹ
ID:	12487812DO NOT BELIVE SINGLE INDECATOR
    Trader ko es pattern ko siggle use ni karna chahe balky es k sath kisi or technical tool ko use karna chahe. Q k kb bhe koi pattern market ma 100 %/ work ni karta market kisi b time ik pattern sy dosry pattern ma chang ho jati hai or agar strong analysis na kiya giya ho to trader trap mein aa jaty hn . or agar ka account hy or ap trip ho gy to ap ka account wash out bhe ho skta hy

    Click image for larger version

Name:	rsi-with-moving-average-chart.jpeg-see.jpg
Views:	1
Size:	210.9 کلوبائٹ
ID:	12487815


اب آن لائن

Working...
X