Dear members, Forex trading market me kamyabi k liy ap k pass candlesticks aur chart pattern ko analyse krna ana chaiy. Different candlesticks say, chart pattern banty hain. In candlesticks main, pin bar candlestick, buht hi important aur famous Candlestick hai. Aj main apni post main ap say pin bar candlestick ka knowledge, is ki identification aur types k bary me basic information share krna chahti hoon.
Recognition of Pin bar candlestick:
Dear forum members, Pin bar candlestick, ki pehchan yah hai k yah aik choti body wali candle hoti hai. Yah aik ap ko trend reversal k bary main btati hai. Is candlestick further types hain, Jin ka knowledge aur experience hona zarori hai.
Recognition of Pin Bar with nose:
Dear members, Pin bar with nose candlestick, ki identification yah hai keh is ki body ki dono sides per tail hoti hai. Is candlestick ki tail aik side per zayda aur dosri side per kam hoti hai. Forex trading market main is ki bearish or bullish types hain.
Recognition of Standard Pin Bar:
Dear forum members, Standard pin bar candlestick ki pehchan yah hai k is ki body choti or is ki tail kafi lambi hoti hai. Is ka shadow aik side per hota hai. Forex trading market me, bullish aur bearish type ki standard pin bar candlestick available hain.
Recognition of Pin Bar with no real body:
Dear members, Forex market main, Pin bar with no real body candlestick, ki body bilkul choti ya na hony k brabar hoti hai.
Chart:
Dear forum members, ager ap chart ko focus karin to ap pin bar candlestick ko easily recognise kr sakty aur apny knowledge ko aur zayda improve kr sakty hain.

تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим