What is Martingle Strategy in Forex
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    What is Martingle Strategy in Forex
    Annotation

    Forex market main ager hamain acha trader ban'na hay to phir hamain khud ko is kay liye tayar karna hay q keh forex market main ager hamain profit hota hay to yaqeenan is international and online market main loss bhi hota hay aur is loss say fedup hona ya is say pareshan ho kar forex ko chor daina aqalmandi nai hay balkeh is loss ko recover karna he aqalmandi hay.

    Click image for larger version

Name:	images (4).jpeg
Views:	1
Size:	48.7 کلوبائٹ
ID:	12487622

    Role and use of martingle strategy

    Martingle strategy ka use is liye kia jata hay keh trading kay losses ko recover aur minimize kia ja saky. Is strategy ka ye role hay keh ham is strategy kay through already loss ko bhi recover karain kab keh jo current trade main running loss ho isko bhi minimize kar sakain. Is kay liye traders maximum analysis karta hay aur aik or trading order place karta hay ta keh isko mazeed loss na ho. Youn woh small profits laity huye apny loss ko minimum karta jata hay. Aur is tarah jaisy jaisy ye profit laita hay isko more analysis ki zaroorat parti hay ta keh iska next order har surat profitable ho.

    Click image for larger version

Name:	images (3).jpeg
Views:	1
Size:	16.8 کلوبائٹ
ID:	12487623

    Benefits of martingle trading strategy

    Martingle trading strategy bilashuba bahut useful hay aur iska muasar hona kai market conditions main sabit bhi hay. Q keh traders ki jab aik trade loss main hoti hay to uski yehi koshish hoti hay keh woh is loss ko sensible tariqy say recover kary na keh aggressive approach say. Youn trader maximum anaysis karty huye apny new trading orders place and manage karta hay.

    Click image for larger version

Name:	images (1).png
Views:	4
Size:	13.1 کلوبائٹ
ID:	12487624
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: What is Martingle Strategy in Forex

    Description

    forex ki trading mein martingale aik bohat he important strategy hai is ko bohat se expert traders bhi istemal kerty hain aur is ko use ker k log professional work kerny lag jaty hain agar hum forex trading k inside work kerna chahty hain tou us k liye humen different strategies ko use kerna ho ga aur humen proper way mein kaam kerna ho ga ur ye bohat he lazmi hoti hain yani humen in par lazmi work kerna hota hai and is ko follow ker k forex par kaam kerna hota hai martingale strategy ko bohat he zeada famous samjha jata hai aur is k according agar hum work kerty hain tou humen loss bhi bohat kam hota hai aur is mein humen profit zeada hota hai is mein agar hum work kerty hain tou humen money management k according work ko kerna parta hai.

    Click image for larger version

Name:	maxresdefault.jpg
Views:	1
Size:	78.7 کلوبائٹ
ID:	12355248

    Martingle Strategy in Forex

    Financial market ya forex trading me do tarah se financial works hote hen aik buisiness, jis me market me buy aur sells proper technical analysis ki madad se ki jati hai aur dosra is me market ki jowa (gambling) hoti hai. martingle strategy ka istemal bhi gambling me hota hai, jis me hum bagher kisi analysis k bas financial market me kaam karte hen. martingle strategy taraeeqay kar hum market me two state pe chalte hen, loss or win, aur har aik win ya loss k bad apne price ko double karte jate hen, jis se agar hum market me muslsal loss karte bhi hen lekin agar hum aik bhi win kar jate hen to is se hamen hamara sara loss recover ho jata hai. Financial market me martingle strategy risk bohut zyada hone ki waja se loss k chances zyada hote hen aur hamara account k mukamal wash k bhi chances hote hen.

    Click image for larger version

Name:	forex_martingaile_sistemaen.jpg
Views:	1
Size:	93.3 کلوبائٹ
ID:	12355249

    Exemple

    Martingle strategy se murad financial market me aisi hai k agar hamare pas aik ammount 10$ hen aur hum ne aik trade pe 1$ invest kia lekin wo hum loss kar jate hen, to hamara account 9$ ka reh jata hai aur us k bad hum pher apne ammount ko double karke 2$ karte hen lekin wo bhi loss hota hai is tarah se hamara loss 3$ hone ki waja se account me 7$ reh jate hen lekin next trade me hum 2$ k double yani 4$ invest karengy, agar is me hum win kar jate hen to hamara account 11$ ka ho jayega lekin loss ki sorat me account 3$ ka bhi reh sakta hai. Is waja se financial market me martingle strategy me risk bhi ziada hai aur is me profit bhi ziada hai.

    Click image for larger version

Name:	The-Hype-around-Martingale-Trading-Strategy.png
Views:	5
Size:	169.1 کلوبائٹ
ID:	12355250

    Summery of the topic[/B]

    Dear friends Forex trading ma trader bhot sari strategies ko use kar k profit ko hasil karty hain. Jis trader k pass knowledge or experience ka acha zakhera hota hai wo achi strategy ko use karta hai or jis traded k pass knowledge or experience ki kami ho gi wo kbi achi strategy ko hasil kar sakta hai na he profit hasil karny ma kamyab ho sakta hai.

    اب آن لائن

    Working...
    X