Loss Kay Bad Kaya Karain

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Dear hm is business me loss k waqt hmeshah sbr se kam laina chahe kyun k loss is business ka hisa ha is business me hmen loss se hmeshah achy experince hasil kr sakty hain is iliye hmen chahe k hm is business me hmeshah acha experince hasil krna chahe
     
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Forex trading aik bohut acha business hai aur bohut se log is business se faida utha rahay hain is waja se insaan ko bilkul bhi himmat nahi harni chayea aur mehnat jaari rakhni chayea to zaroor kamiyaabi ho gi aur acha profit bhi mil jae ga.
      • #18 Collapse

        jnaab nafa nuksaan to har kaam ka hisa hai agar jhamain iss kaam main loss ho jata hai to hamain dakhna cjhahye ky ham ny trad lgany main kahan galti ki hai or hamain iss main galtiyon sy seekhna cjahye
        • #19 Collapse

          main phelay bhe apni post main explain ker chuka hoon k humean apni posts main useful bnana chahy our ager loss hota hy our zeada ho jata hy to pher trading ko khuch din stop ker k pher new ideas k sath start leaya jaey
          • #20 Collapse

            forex trading mien agar apko loss hojaata hai to phir ap apni trades ko review karen aur is mien ap phir uske hisab se hi is mien trading karen ke ap apne losses ko manage kar saken.
            • #21 Collapse

              Is business me loss is business ka sb se main hisa ha is business me hmen loss k waqt hmeshah sbr se kam laina chahe ta k hm is business me achi earning kr skayn or is business se hm success b asani se tb hi hasil kar paty hain isi liye soch smjh k kam krna chahe
               
              • #22 Collapse

                loss ke baad aap ko chahiye ke aap carefully kaam karen or mind ko clam rakhen losses ko jaldi recover karne ke chakkar me na paren balkey patience ke sath working karen or greed na karen takay aap ko ziada se ziada kamane ka moqa mil sake .
                • #23 Collapse

                  Agar aap loss key bad forex ko chhor jayen gey to is ka matlab hy keh aap ney har man li hy. Hamain kisi bhi soorat main har nahi manni aur kisi bhi risky situation ka dat ka muqabla karna hy. Is key leye hamain un mistakes ko control krna hy jin ki waja sey loss hota hy. Agar har man jayen gey to kaisy kamyab hon gey.
                  • #24 Collapse

                    agar ap ko loss hu raha tu ap ko chahiyeh k soch smj k trade kru or ap ko zarorat hai apna plan change krny ki or zaida sy zaida mehnay kry or deakhu k ap kya ghalti kr rahy hain tubi kamyabi mil skti hai es kaam main or practice karain demo per or koi b plan banain tu demo per apply karain
                     
                    • #25 Collapse

                      agar ap ko loss hu raha tu ap ko chahiyeh k soch smj k trade kru or ap ko zarorat hai apna plan change krny ki or zaida sy zaida mehnay kry or deakhu k ap kya ghalti kr rahy hain tubi kamyabi mil skti hai es kaam main or practice karain demo per or koi b plan banain tu demo per apply karain
                       
                      • #26 Collapse

                        Ye teek hai ke ap jab lose karte ho tu ap ko kia karna chani ye bohout he zarori hai ke mein na kaha pe lose kia aur q kia . Ye pata lagane kily ap ko exports se melna zarori hai
                        • #27 Collapse

                          forex trading mien loss har kisi ko hi hota hai lekin is mien ap agar apne losses ko manage karlenge to ap is bsuiness mien phir bohat kamiyab hosakte hian.
                          • #28 Collapse

                            dear loss k bad me to pora month hi agly month k bonus ka intezar karta hon agar app ko b loss ho jata hay to or app kar b kia sakty hey app ko b wait karna chaye or trading me jo app se ghaltia howi hoti hey un me learning karni chaye
                            • #29 Collapse

                              Dear agr aap chor dety hin to chor deny se apko profit nhi mily ga. losss se bchny ky liye chora nhi blky is ko learn krna chahye . jab ap learn kryn gy to na apka dil dukhy ga aur na hi ap is ko chorny ka sochn gy.
                              "PATIENCE IS THE KEY TO SUCCESS"
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #30 Collapse

                                janab agar apko Forex trading k iss business main loss ho raha hae tou apko chahyie k ap pehlee se zada learning karen kynk apki lacking ki waja se he loss horaha hoga. apko Forex nahin chorhna chahyie balkay pehle se zada mehnat karni chahyie.
                                 

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X