Asalam o alikun friends umeed karta hon ke aap kharyat se hon gay jaisa ke aap jante hain ke agar aap aik perofational trader banna chahte hain to aap ke liye trading ke bare main knowledge ka hona bohat he zarore hay peofatable trading le liye bohat he zarore hay ke aap ko price action ke bare main malomat ho to aap market ka bahtar andaz main analysis kar sakte hain price action he aap ko market se mutalik trend confirmation farham karta hay bar waqat price action ke madad se market se fayda hasil kya ja sakta hay dosto price action ke liye aap ko market main chalen wale trend ke bare main malom hona chahye ke jo trend chal raha hay woh uptrend hay yah down trend hay
Support $ Risistence
dosto hum dakhain gay ke price action se hamain kaise malom ho ga ke aab kya trend chal raha hay up trend ke liye zarore hay ke jab koi price low banata hay or hi bamata hay to hamain is ka intazar karna chahye ke price dobara higher low banai or high high banai to wahan par aik line draw karna ho ge jisko hum sport line kahte hain jab hum donon low or higjer low ko draw line ke madad se touch karte hain to hamain up trend ka aik clear ishar milta hay
Is he tarah jab hamain chart main hamain aik high mile or woh aik low banai or price dobara aik lower low banay to aik draw line ke sath low points ko jor kar down trend ko zahir kya ja sakta hay
Jab market main high or low same point par banain to hum high or lows yani support or risistence ko horzantal lines ke zarye malom kar sakte hain ke ab market sidway hay
Breakout
Jab bhe kise trend up yah down ko price break karay to hamain conformition ka intadar karna chahye or pivop point ke zarye price action ka intazar karna chahye take loss se bacha ja sake
Confirmations of breakout
Jab tak support line yah resistance line ko complete breakout ke bad conformation na mil jai us waqat tak trade lena nukasan da ho sakta hay ho sakta hay arzi break out ho or phir se stable hojai

تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим