Dear friends, forex trading ma breakouts trading pairs ki supply aur demands ma changing ko indicate karti hain, ye breakouts two types ki hoti hain agr hm in ko thek tarah samajh sakain kay ye knsi type ka breakout ha trading ma achay benifits hasil kar saktay hain, breakouts ki two types ye hain
1. Continuation breakouts
2. Reversal breakouts
Continuation breakout:
kai baar market jab aik hi direction ma bari movement kar rahi hoti ha to kuch time kay liay ye moment hold ho jati ha, jis kay result ma hmain range bounded moment ya period of consolidation daikhnay ko milta ha, is situation ma buyers aur sellers preductions ka sahar lay rahay hotay hain aur jab maximum buyers market ki pehli wali position ya initial trend thek ha to wo prices ko same direction ma push kartay hain jis kay result ma continuation break out hota ha aur market apnay initial trend ma movement continue kar parti ha
Reversal Breakouts:
Reversal breakouts ma bhi market ki moment aik hi direction ma hoti ha aur kuch time kay liay ye moment pause hiti ha ye consolidation period hota ha lakin is ma aur continuation breakout ma ye difference ha kay yahan traders ye decide kartay hain kay initial trend ab exhausted ho chuka ha aur prices ko opposite ya reverse direction ma push karna start kar daitay hain ye reversal breakout hota ha,
False Breakouts:
kai bar market perticular direction ma moment kay baad consolidate karti ha jis kay baad previous certain levels ki breaks ko pass through karnay kay baad is direction ma moment ko continue nhi karti aur aik long spike bna kar apni previous trading range ma move back ho jati ha, expert traders us waqt tak entry ka wait kartay hain jab tak prices apnay original breakouts level par retrace ho kay nhi aa jatin

تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим