What is spread in fore x trading
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    What is spread in fore x trading
    AoA

    INTRODUCATION
    Friends kia hal hn ap ky umeed karta hn ky ap thrak hn gy or fore xtrading sey acha profit hasil kar rahein hn gy or apny knowaldge mein or experance ko improve kar rahon gy ak ke pist mein main ap ky sath broker spread ky bary mein bat karna cjahta hn ky Kuch brokers aesy hain jin ka spread fix hai aur kuch brokers aesy hain jin main varying spread hota hai ky fix spread waly brokers ka tou hamain identified hora hai ky ham ny trade open kerty hi itna spread pay kerna hai tou usky bahd hamain open trade main profit hasil hona shoru ho jaey ga jabky varying spread waly brokers ky sath trade kerna mushkil hota hai ky kabhi spread bahot kam ho jata hai aur kabhi bahot zyada increase ho jata hai tou yeh increase in spread hamary liay loss ka sabab hota hai.es ly jb bhe ap kese borker ka intakhab karty hn to sperad 1.5 hona chehy or jo broker ko hidden charges na rakhy us ky sath ap kam kareinClick image for larger version

Name:	424FTf91.png
Views:	1
Size:	43.0 کلوبائٹ
ID:	12487442


    CONCEPT OF POST

    Es concept mein ap ko samjhney ke koshesh karta hn ky Bid price (Buy) aur ask price (Sell) k darmeyan faraq ko Spread kaha jata hai. Spreads ko financial market me pips me count kia jata hai. Agar aik currency jore USD/JPY ki bid qeemat 110.50 aur ask qeemat 110.75 hai to ye 50 aur 75 k darmeyan faraq (pips) ko spread kehte hen. Spreads dar-asal brokers ki commission hoti hai, jo wo apne clients se trading k sahulat k badle le rahe hote hen. Aam tawar par brokers apne clients ko pehle teen digits me radu-badal nahi karte. Bulke wo sirf last 2 digits ka hi hawala pesh karte hen k 50 aur 75, yani bid price 50 hai aur ask price 75. Aaj kal forex market me 5 digits ki sahulat bhi muhaya ki jati hai. Is waja se market me bid aur ask ki trade lagane se pehle is ko baghawar tajzeya zarori hai or aksar asa bhe dekhny ko millta hy ky jb market mein volaltity ho te hy toye sperad mein ezafa hojata hy jes ke waja sey profit kam hota hy

    Click image for larger version

Name:	Kl6jzs4.jpg
Views:	1
Size:	46.9 کلوبائٹ
ID:	12487440
    (Currency pair spread)


    LESS SPREAD & GOOD PROFITS
    Apny pair per trading karny sy phaly Hamen hamesh market main less spread waly pairs ko choose karna hota hai trading ky liay jis ko ham asani ky sath recover bhi ker sakain lekin varying spread main confirmation nehi hoti ky aik dafa ham spread ko recover ker lety hain tou usky bahd bhi hamain sure nehi hota ky ham agar kuch profit main trade close kerny ja rehy hon tou aesa bhi hota hai ky closing time per spread increase ho jaey aur ham trade kis profit main close kerna chahty hon tou same profit main trade close na ho saky jes pair ka spread kam hota hy profit zada hota hy or jin pair mein spread zada ho ga profit kam ha ga forexample NDX mein aksar spread bohat he kam hota hy or currency pair meim spread zada hota hy


    Click image for larger version

Name:	downloadfile.jpg
Views:	1
Size:	50.4 کلوبائٹ
ID:	12487449

    FIX SPREAD BENEFITS


    Fix spread main hamain yeh problem face nehi kerna perta ky agar ham aik dafa spread recover ker lety hain tou usky bahd ham jitny profit main trade close kerna chahty hain ky agar hamain kuch profit hasil ho chuka hai tou ham same profit main trade close ker sakty hain phir spread ka effect khatam ho jata hai jab ham fix spread ki aik dafa recover ker lety hain tou dobara hamain spread ki koi tension nehi hoti.

    Click image for larger version

Name:	spread-floating-vs-fixed.png
Views:	1
Size:	98.3 کلوبائٹ
ID:	12487443
    (Fix spread image)

    VERIABLE SPREAD LIMITATION



    Variable spread Kay faidy hony Kay sath sath Kuch disadvantages bhi hen jis me hamain yeh problem face kerna perti hai so jab bhi ham forex market main trading ky liay koi broker choose kerna chahty hain tou hamain aesy broker ko choose kerna chahiay jis main fix spread ho ky jis ko recover kerny ky bahd ham satisfied ho jaty hain ky ab hamain jo bhi profit hasil hoga woh hamary liay withdrawable hogaVariable spreads me bid aur ask price k darmeyan faraq har waqat aik jaisa nahi rehta, yani market ki teezi k sath ye faraq barh jata hai aur slow market me ye kam ho jata hai. Variable spread kam volume wale account pe hote hen, jis me brokers ko ziada munafa melta hai. Variable spread wale account me kuch major currency pairs pe spread to kam hota hai, lekin minor ya cross currency pairs ka spread ziada hota hai.
    Click image for larger version

Name:	fixed-vs-variable-spreads_orig.png
Views:	1
Size:	826.7 کلوبائٹ
ID:	12487444
    (Fix & veriable image)


  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: What is spread in fore x trading


    Explanation


    Friends Forex trading mein kisi bhi broker ko join Karte Hain To yah broker aapse A trade ke against Commission receive kar raha Hota Hai Isko simple words main aap spread keh sakte hain agar aap broker ke Commission ko properly study karna chahte hain to is se pehle aapko bid price aur ask price ko completely study karna hota hai Kyunki yah Ek Aisa important prices level hota hai jis mein aapko bahut carefully decision-making karna hoti hai aur aapko bahut hi important analysis karne Hote Hain. Forex trading me agar aap bid price or ask price ko properly study Karte Hain To iska differentiate jo aap calculate karte hain usko aap broker ka Commission Kah sakte hain.

    Click image for larger version

Name:	forex-spread.png
Views:	2
Size:	406.1 کلوبائٹ
ID:	12355127

    Spread and Broker

    Friends Spread basically broker ka Commission Hota Hai Jo vah hamari trade mein se cut Karta Hai Jis broker ka spread kam Hoga Vahi Achcha broker hota hai aur instaforex ek best broker Hai Jiska spread 0.3 hai aur yah acche broker ki quality hoti hai aur spread different company ke different hote hain spread hi Asal Mein Unka profit Hota Hai Kyunki Ham Kuchh buy Karen ya sell Karen use se profit IT company Ko Milta Hai Jo spread hota hai Jani buy or sell main difference aur foreign exchange market ki kisi par ki price movement ko hi spread Kaha jata hai agar koi ped Teji se aap ja raha ho to isko spread Ka Naam Liya jata hai aur Forex ki market Mein Har broker ki fees Hoti Hai spread Bina II ke fees ke koi bhi account Nahin Hote market Mein Kyunki broker fees Ke Bina Kam Nahin Karte Hain market mein aur Forex trading bahut se acche business hai jisse aapko earning hoti hai yahan per apna spread kiya jaaye To Hamen Kafi benefit Hoti Hai spread her broker ka different hota hai aur basically spread usko bolate Hain Jo bid rate aur ask rate ke Darmiyaan tips ke difference ko spread bolate Hain matlab yah broker ki taraf se Commission ko kaise sakte hain ya broker ki fees bhi ho sakti hai.

    Click image for larger version

Name:	what-does-a-spread-tell-forex-traders_body_what-does-a-spread-tell-forex-traders_dealticket.png
Views:	5
Size:	23.5 کلوبائٹ
ID:	12355128

    What is Spread ?

    Friends Forex trading me spreads murad kisi currency pair k wo buy aur sell k darmiyan wo difference hai jo trade enter karne bad hamare account ko jo thora sa loss shoro ho jata hai. Aur ye loss ya spreads broker ki wo commission hota hai jo wo hamen forex trading me sahuliyat dene pe hum se hasil karta hai. Forex trading me bihut sare brokers traders se account me deposit aur withdrawal k charges osool nahi karte hen aur brokers ki amdani sirf forex trading me spreads ki sorat me hi hoti hai. Is waja se har aik broker ki alehda alehda spreads hoti hai. Forex trading me spreads ki increase aur decrease ka taluq mandaja zel cheezon pe hai.

    Click image for larger version

Name:	main-qimg-e2031349618ed7aae4111b75bd2212fe.png
Views:	5
Size:	32.4 کلوبائٹ
ID:	12355129

    اب آن لائن

    Working...
    X