What is Spread Size Fix and Variable Spread Size Definition

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    What is Spread Size Fix and Variable Spread Size Definition
    Spread Difference

    Dear friend Kuch brokers aesy hain jin ka spread fix hai aur kuch brokers aesy hain jin main varying spread hota hai ky fix spread waly brokers ka tou hamain identified hora hai ky ham ny trade open kerty hi itna spread pay kerna hai tou usky bahd hamain open trade main profit hasil hona shoru ho jaey ga jabky varying spread waly brokers ky sath trade kerna mushkil hota hai ky kabhi spread bahot kam ho jata hai aur kabhi bahot zyada increase ho jata hai tou yeh increase in spread hamary liay loss ka sabab hota hai.

    Click image for larger version

Name:	images - 2021-12-21T172633.821.png
Views:	1
Size:	4.8 کلوبائٹ
ID:	12487377

    Less Spread Good Profit

    Hamen hamesh market main less spread waly pairs ko choose karna hota hai trading ky liay jis ko ham asani ky sath recover bhi ker sakain lekin varying spread main confirmation nehi hoti ky aik dafa ham spread ko recover ker lety hain tou usky bahd bhi hamain sure nehi hota ky ham agar kuch profit main trade close kerny ja rehy hon tou aesa bhi hota hai ky closing time per spread increase ho jaey aur ham trade kis profit main close kerna chahty hon tou same profit main trade close na ho saky.

    Click image for larger version

Name:	download (12).png
Views:	1
Size:	3.1 کلوبائٹ
ID:	12487378

    Fix Spread Advantage

    Fix spread main hamain yeh problem face nehi kerna perta ky agar ham aik dafa spread recover ker lety hain tou usky bahd ham jitny profit main trade close kerna chahty hain ky agar hamain kuch profit hasil ho chuka hai tou ham same profit main trade close ker sakty hain phir spread ka effect khatam ho jata hai jab ham fix spread ki aik dafa recover ker lety hain tou dobara hamain spread ki koi tension nehi hoti.

    Click image for larger version

Name:	images - 2021-12-21T172603.318.jpeg
Views:	5
Size:	33.4 کلوبائٹ
ID:	12487379

    Variable Spread Disadvantages

    Variable spread Kay faidy hony Kay sath sath Kuch disadvantages bhi hen jis me hamain yeh problem face kerna perti hai so jab bhi ham forex market main trading ky liay koi broker choose kerna chahty hain tou hamain aesy broker ko choose kerna chahiay jis main fix spread ho ky jis ko recover kerny ky bahd ham satisfied ho jaty hain ky ab hamain jo bhi profit hasil hoga woh hamary liay withdrawable hoga

    Click image for larger version

Name:	images - 2021-12-21T172608.209.jpeg
Views:	2
Size:	35.6 کلوبائٹ
ID:	12487380
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: What is Spread Size Fix and Variable Spread Size Definition

    Spread


    Bid price (Buy) aur ask price (Sell) k darmeyan faraq ko Spread kaha jata hai. Spreads ko financial market me pips me count kia jata hai. Agar aik currency jore USD/JPY ki bid qeemat 110.50 aur ask qeemat 110.75 hai to ye 50 aur 75 k darmeyan faraq (pips) ko spread kehte hen. Spreads dar-asal brokers ki commission hoti hai, jo wo apne clients se trading k sahulat k badle le rahe hote hen. Aam tawar par brokers apne clients ko pehle teen digits me radu-badal nahi karte. Bulke wo sirf last 2 digits ka hi hawala pesh karte hen k 50 aur 75, yani bid price 50 hai aur ask price 75. Aaj kal forex market me 5 digits ki sahulat bhi muhaya ki jati hai. Is waja se market me bid aur ask ki trade lagane se pehle is ko baghawar tajzeya zarori hai.

    Click image for larger version

Name:	images (262).png
Views:	2
Size:	16.4 کلوبائٹ
ID:	12355092

    Spread = Ask Price - Bid Price


    Financial markets me brokers apne clients ko spreads k lehaz se do tarah ki accounts ki sahulat muhaya karte hen;



    1. Fixed Spread
    2. Variable Spread (Floating spread)




    1. Fixed Spread


    Foxed spread wale account me bid aur ask k darmeyan spread aik mustehkam (fixed) value hoti hai. Fixed spread me brokers (kuch brokers) ziada tar apne clients se kuch percentage bhi osool karte hen. Fixed spread accounts k aksar rules aur regulations bhi ziada hote hen, jaise; account me maojood balance ziada hona chaheye, baaz items pe commission bhi rakha jata hai. Lekin in sab k bawajood fixed spread account ziada behtar hote hen, q k is me spread kam hota hai, aur hota bhi mustehkam, to na to traders ko slippage ka darr hota hai aur na hi kam munafa k chances.

    Click image for larger version

Name:	images (263).png
Views:	1
Size:	17.5 کلوبائٹ
ID:	12355093

    2. Variable Spread (Floating Spread)


    Variable spreads me bid aur ask price k darmeyan faraq har waqat aik jaisa nahi rehta, yani market ki teezi k sath ye faraq barh jata hai aur slow market me ye kam ho jata hai. Variable spread kam volume wale account pe hote hen, jis me brokers ko ziada munafa melta hai. Variable spread wale account me kuch major currency pairs pe spread to kam hota hai, lekin minor ya cross currency pairs ka spread ziada hota hai.

    Click image for larger version

Name:	images (151).jpeg
Views:	2
Size:	9.9 کلوبائٹ
ID:	12355094

    اب آن لائن

    Working...
    X