Moving average as a indicator
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Moving average as a indicator
    Introduction

    Umeed krta ho kay ap sub thak ho ga aj hum jis indicator kay bra mein bat kran ga wo indicator hay moving average or is indicator say market ki trand be change hota hay is say humay analysis krna kro milat hay kay gold ki treading aga kia ho skti hay.
    Net Sahi Nahin chal raha moving average indicator Ki Tarah we use kar sakte hain moving average market Mein candlestick ke
    apps Idea downright per mauka Raha hota hai market aap dekhte hain ki sport aur resistance donon Tarah Se moving average
    ko resistance aur sport Ke Tod kar lete Hue vahan Sharif set hotspot bhi Leti Hai




    1. Moving Average

    Is indicator say humay market ki trend ka pta chlta hay hame malum hota hay kay ana waly kuch time mein market ki movement kia hona wali hay moving average jab be bollinger band ki line ka sath cross karta hay tu market ka totally trend change ho jata hay agar market sell pr ho tu cross uper hona pr maret buy mein ja sakta hay ya depend karta hay kay market mein moving average kai cross kis side pr banta hay tu treader be ous traf he treading krta heun
    Moving average market Mein candlesticks ke upar wale kar rahi ho to vahan per moving average resistance ke Taur per kam karti hai aur jab market Mein and Elastic niche Ho the candlesticks Ke Niche moving average maaf kar rahi ho to bus stop board ki tarah kam karti hai aur job market Mein candle ke upar kar rahi ho Jyada kam Karti Hai Jahan per donon moving average mein



    Click image for larger version

Name:	images (3).png
Views:	15
Size:	7.3 کلوبائٹ
ID:	12487361


    . Moving av Cross In market.

    Moving average mein some time market ek bahut acha trend change krti hay jasa hay Golden cross is movement mein market continuously apni direction ek traf la lati hay mtlb agr wo cross down ki traf la tu bahut long time tak market ka trend sell pr ja skta hay or market jab be uper ko cross la tu wo ek golden cross hota hay ous say ek acha treader analysis kr lata hay kay market ab upar ki taraf he jay gi is ka trend change ho kr kafe time ka lyia continuously buy pr chla gya hay or market mein trading acha profit da skti.
    Aur Market Mein Jab moving average me Golden cross hota hai yani ki market Mein Ek moving to see moving average crossover
    Aati Hai To vahan per Baat Ho represent kar rahi hoti ki market Mein uptrend change ho chuka hai




    Click image for larger version

Name:	images (4).png
Views:	1
Size:	11.7 کلوبائٹ
ID:	12487363
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Moving average as a indicator

    Moving Average (M.A) as a Indicator


    Moving Average (MA) aik aisa aala (instrument) hai, jo keh trend ka mutalea (study) karne aur market me dakhele (entry) aur bahir (exit) karne k leye signal peda karta hai. Moving average aik muqarara waqat me closing price k mathematics ausat (average) hai. Jitna peroid lamba hoga to us hisab se moving average ka graph ka unchaye (magnitude) kam hogi. Kisi makhsos time peroid me jitne closes number hongay, us ko moving average index kaha jata hai. Market signal baqaya qeemat (value) ka hisab laga kar tayar keye jate hen.

    Baqaya (Residual) = Price(X) - MA(X)

    Jab baqaya (residual) musbat area se guzarta hai to ye aik "buy" signal ko banata (genrate karta) hai.
    Lekin agar baqaya (residual) signal zero se nechay gerta hai, to ye "sell" k sivnal ko banata (ya genrate karta) hai.
    Is baqaya (residual) tareeqay k leye aik khas istelah (moving average convergence divergence, ya sada MACD bhi kaha jata hai) istemal hoti hai, jis me do chalti moving averages ka istemal hai.
    Jab chota MA yani chota MA index ( jis ko oscillating MA index bhi kaha jata hai) MA bare (longer) MA index ( jis ko basic MA index bhi kaha jata hai) k oper (above) se uboor (cross) karta hai, to "sell" ka signal genrate hota hai.

    Baqaya (Residual) = Basis MA(X) - Oscillating MA(X)


    Moving Average k baqaya (residual) tareeqakar ki kamyabi ka inhisar muntakheb karda MA indices par bohut ziada hai. Ye market k halat par munhasir hai k humen chota (shorter) MA acha natija deta hai ya bara (longer) MA. Jab Moving Averages (M.A) ka aik acha jora mutakheb kia jata hai to is k natayej bhi achay hote hen. Lekin is ka nuqsan ye hai k market k maximum aur minimum tak pohunchne k bad hi signal banta hai, yani is se signal thora sa late genrate hota hai.
    Baqaya (Residual) tareeqa sada ya software program ki madad se behtar banaya ja sakta hai. Ye baat zehen nasheen honi chaheye k jab bhi market k ziada rozana closes istemal hongay, to market k halat badalte hi indices ko adjust karne ki zarorat hogi.

    Click image for larger version

Name:	images (147).jpeg
Views:	3
Size:	40.9 کلوبائٹ
ID:	12355048

    Moving averages (M.A) ko istemal karne se pehle market ka baghawar mutalea zarori hai. Q k moving average aur oscillators me faraq hai. Moving average market k trend ko read karta hai jab k oscillators ko sideways market me istemal kia jata hai. News traders k leye moving average ka seekhna aur is ka istemal achay tareeqay se karna chaheye.


    Moving Averages Components:


    Moving Average k saat (seven) aham ajzaa (components) hen, Moving Averages ko bohut sari application me istemal kia jata hai, jin me se kuch ye hen;
    1. Price Filter me qeemat ki sargarmi k hawale se behtar wazahat ki ijazat deta hai.
    2. Oscillators form me over-selling aur over-buying ki mumkina levels ko malom karne k leye istemal hota hai.
    3. Qeematon ko support aur resistance faraham karne k leye, aik price barrier ka kaam karta hai.
    4. envelopes aur bands me markazi value k tawar par istemal hota hai.
    5. Kisi trend ki taqat aur semat ki nishan-dahi karne k leye bhi is ko istemal kia jata hai.
    6. Entry aur exit k leye trigger k tawar par istemal hota hai.
    7. Market ki mumkina bullishness aur bearishness k leye bhi istemal hota hai.

    اب آن لائن

    Working...
    X