Details of Harami Candlestick Pattern in Forex Trading..

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Details of Harami Candlestick Pattern in Forex Trading..
    Aslam u Alaikum! Dear members i hope ap sab kehriyat sy hon gay, or market main achi earning kar rhy hon gy. Dear agr ap market main kamyabi Hasil karna chahty hain to aapko Hamesha experience k satg kam karna hota hai aur apni learning ko perfect banana hota hai. Tab hi ap kamyabi hasil kar sakte hain.Forex trading mein agar aap successful trading karna chahte hain. To ap ko different factor par study karty hain to ap ko bhot zyda advantages available hoty hain. Aj main ap ko important candlestick pattern k related important information share karna chahti hun. jis ko samjh kar ap asani sy trading kar sakte hain aj main ap ko important Bullish Harami Candlestick pattern k related important information share karna chahti hun..

    HARAMI CANDLESTICK PATTERN:

    Harami Candlestick pattern aik Japanese candlestick pattern hai jo market main bullish aur bearish short term single produce karta hai. Harami Candlestick pattern price action ke direction kay hisaab say bullish ya bearish consider hota hai.ap ko humesha soch samjh kar kam karna hota hai or planning k sath trading karna ho gi, agr ap jaldbazi karty hain to ap ko loss b ho sakhta hai. Harami candlestick pattern 2 candlesticks par mushtamil hotaa hai. 1 candlesticks bullish aur dosri bearish hoti hai aur es hisaab say market ke bullish ya bearish direction ka andaza lagaya jaata hai. Neechy dee gai tasveer main aap bullish aur bearish Harami pattern dekh sakte hain.

    BULISH HARAMI PATTERN :

    1. Downtrend Ka aghaz karta hai
    2. Pehli candlestick bari aur bearish hoti hai
    3. Bari bearish candlestick kay baad us sy qadry choti bullish candlestick banti hai

    Click image for larger version

Name:	images (69).png
Views:	15
Size:	10.6 کلوبائٹ
ID:	12487328

    BEARISH HARAMI PATTERN :

    1. Uptrend ka aghaaz karti hai
    2. Pehli candlestick bari aur bullish hotii hay
    3. Dosri candlestick choti aur bearish hoti hai

    Click image for larger version

Name:	images (70).png
Views:	16
Size:	5.1 کلوبائٹ
ID:	12487329

    IMPORTANCE OF BULLISH AND BEARISH HARAMI CANDLESTICK PATTERN

    Dear friend Harami Candlestick pattern dono bullish aur bearish signals muhaiyah karta hai aur ye signal candlestick pattern kay zariye pehchaany ja sakte hain kay bullish hain ya bearish. Lekin aik baat aur jo zehan nasheen karne ke zaroorat hai kay trading karte huy trading ka time frame, classic chart pattern aur price action ko dekh kar decision lain.oper dee gai tasveer main mulahiza kiya jaa sakta hai kay eurusd pair par bullish harami pattern banny kay baad uptrend dobara sy jaari hua haiNeechy dono pattern ke tasaveer aur details main aap kay sath share karne jaa rahi hun jis main ye pattern aap clearly dekh sakte hain.

    Click image for larger version

Name:	images (71).png
Views:	9
Size:	7.1 کلوبائٹ
ID:	12487330

    IDENTIFICATION OF BULLISH AND BEARISH HARAMI CANDLESTICK PATTERN :

    Dear friend Jesa ky oper dee hui misaal main apne dekha kay bullish Harami pattern banny kay baad kiss tarha market ny move kiya to same ussi tarha market nay bearish pattern banny kay baad bhe matket ke movement dekhai hai. Lekin aik baat aur jo zehan nasheen karne ke zaroorat hai kay trading karte huy trading ka time frame, classic chart pattern aur price action ko dekh kar decision lain.Oper dee gai tasveer main mulahiza kiya jaa sakta hai kay EURUSD pair par bullish harami pattern banny kay baad uptrend dobara sy jaari hua hai. Lekin ess baat ko bhee mad-e-nazar rakhna chahey kay tamaam Harami pattern reversal ke taraf ishaara nahi karte.

    EXPLANATION :

    Dear agr ap successful trading karna chahty hain, to Forex market main ap ko proper judgement karna hota hai jab ap different factors par study karty hain to market main maximum advantages available ho sakte hain. Jesa k diey huy chart main clear uptrend dekh sakty hain aur aur higer lows ko connect kar ka trend line lagai gai hai. Agr ap bullish harami pattern ko achi tara study karty hain to ap best entry par trade laga kar acha profit bana sakhty hain.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Details of Harami Candlestick Pattern in Forex Trading..

    Harami pattern ko trend reversal k tor par jana jata hai. Ye both bearish harami or bullish harami ho sakta hai. Or eska bullish ya bearish hona market price action ki direction par depend karta hai. Es topic ma ham harami candlestick pattern ko detail k sath discuss karyn gy.

    Click image for larger version

Name:	Screenshot_20211221-173707_Opera Mini.jpg
Views:	1
Size:	97.8 کلوبائٹ
ID:	12355079

    Click image for larger version

Name:	Screenshot_20211221-172945_Opera Mini.jpg
Views:	1
Size:	67.7 کلوبائٹ
ID:	12355080

    What is bearish harami pattern.

    Bearish harami pattern up trend k end par appear hota hai or es pattern ma pehle candlestick long or bullish hoti hai. Second candlestick es pattern ki gap down sy open hoti hai or ye small or bearish hoti hai. Trader ko ye information deti hai k market ma bullish force dim ho chuki hai or bearish force ka control market ma hony wala hai. Trader ko es time par bearish trade ko consider karna chahe. Jo trader es pattern ko identify karny k bad achi trades ko open karty hain wo hamesa success hasil karny ma kamyab ho jaty hain.

    Click image for larger version

Name:	Screenshot_20211221-174048_Opera Mini.jpg
Views:	1
Size:	109.8 کلوبائٹ
ID:	12355078

    What is bullish harami pattern.

    Forex chart ma bullish harami pattern bearish trend k end ma appear hota hai. Es pattern ma pehle candlestick bearish hoti hai jo market ko drag down karwa deti hai or es pattern ma second candle market ma gap up sy open hoti hai or trader ko ye information deti hai k market ma bearish trend fadded out hony wala hai or trader ko es time par bearish trade ko close kar k bullish trend k lae bullish trade ko open karna chahe.

    Click image for larger version

Name:	Screenshot_20211221-174120_Opera Mini.jpg
Views:	1
Size:	78.1 کلوبائٹ
ID:	12355077

    What does harami pattern mean.

    Es pattern ma pehle candlestick long hoti hai or dosri candlestick short hoti hai jo market k indecision ko show karti hai agr second candlestick b long ho gi to ye pattern invalid ho jaye ga. So trader ko candlestick ki formation ko deeply observe karna chahe. Bearish harami trader ko sell ki trade open karny ka signal deta hai or bullish harami trader ko buy ka signal deta hai. But es pattern ko alone use ni karna chahe kiu k ye trustful pattern ni hai or jo trader es pattern k sath conjuction ma kisi indicator ko use karta hai wo hamesa success hasil karny ma kamyab ho sakta hai.

    Click image for larger version

Name:	Screenshot_20211221-174139_Opera Mini.jpg
Views:	1
Size:	68.7 کلوبائٹ
ID:	12355076
    • #3 Collapse

      Re: Details of Harami Candlestick Pattern in Forex Trading..

      Aslam u Alaikum! Dear members i hope ap sab kehriyat sy hon gay, or market main achi earning kar rhy hon gy. Dear agr ap market main kamyabi Hasil karna chahty hain to aapko Hamesha experience k satg kam karna hota hai aur apni learning ko perfect banana hota hai. Tab hi ap kamyabi hasil kar sakte hain.Forex trading mein agar aap successful trading karna chahte hain. To ap ko different factor par study karty hain to ap ko bhot zyda advantages available hoty hain. Aj main ap ko important candlestick pattern k related important information share karna chahti hun. jis ko samjh kar ap asani sy trading kar sakte hain aj main ap ko important Bullish Harami Candlestick pattern k related important information share karna chahti hun..
      HARAMI CANDLESTICK PATTERN:
      Harami Candlestick pattern aik Japanese candlestick pattern hai jo market main bullish aur bearish short term single produce karta hai. Harami Candlestick pattern price action ke direction kay hisaab say bullish ya bearish consider hota hai.ap ko humesha soch samjh kar kam karna hota hai or planning k sath trading karna ho gi, agr ap jaldbazi karty hain to ap ko loss b ho sakhta hai. Harami candlestick pattern 2 candlesticks par mushtamil hotaa hai. 1 candlesticks bullish aur dosri bearish hoti hai aur es hisaab say market ke bullish ya bearish direction ka andaza lagaya jaata hai. Neechy dee gai tasveer main aap bullish aur bearish Harami pattern dekh sakte hain.

      BULISH HARAMI PATTERN :

      1. Downtrend Ka aghaz karta hai
      2. Pehli candlestick bari aur bearish hoti hai
      3. Bari bearish candlestick kay baad us sy qadry choti bullish candlestick banti hai

      BEARISH HARAMI PATTERN :

      1. Uptrend ka aghaaz karti hai
      2. Pehli candlestick bari aur bullish hotii hay
      3. Dosri candlestick choti aur bearish hoti hai

      BEARISH HARAMI PATTERN :

      1. Uptrend ka aghaaz karti hai
      2. Pehli candlestick bari aur bullish hotii hay
      3. Dosri candlestick choti aur bearish hoti hai

      IDENTIFICATION OF BULLISH AND BEARISH HARAMI CANDLESTICK PATTERN :
      Dear friend Jesa ky oper dee hui misaal main apne dekha kay bullish Harami pattern banny kay baad kiss tarha market ny move kiya to same ussi tarha market nay bearish pattern banny kay baad bhe matket ke movement dekhai hai. Lekin aik baat aur jo zehan nasheen karne ke zaroorat hai kay trading karte huy trading ka time frame, classic chart pattern aur price action ko dekh kar decision lain.Oper dee gai tasveer main mulahiza kiya jaa sakta hai kay EURUSD pair par bullish harami pattern banny kay baad uptrend dobara sy jaari hua hai. Lekin ess baat ko bhee mad-e-nazar rakhna chahey kay tamaam Harami pattern reversal ke taraf ishaara nahi karte.
      EXPLANATION :
      Dear agr ap successful trading karna chahty hain, to Forex market main ap ko proper judgement karna hota hai jab ap different factors par study karty hain to market main maximum advantages available ho sakte hain. Jesa k diey huy chart main clear uptrend dekh sakty hain aur aur higer lows ko connect kar ka trend line lagai gai hai. Agr ap bullish harami pattern ko achi tara study karty hain to ap best entry par trade laga kar acha profit bana sakhty hain.

      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
      • #4 Collapse

        اب آن لائن

        Working...
        X