Some best indicators for technical analysis....
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Some best indicators for technical analysis....
    Technical analysis ke liye trading mein bahut se different types key indicators istemal hote hain jinmen se kuchh indicator hamare liye bahut hi important hai aur Jane se hamen market ki bahut acchi information mil jaati hai isliye hamen unke bare mein Janna bahut jaruri hai kyunki vah indicator hamare liye bahut helpful hote hain aur ham unse market mein kafi achcha fayda utha sakte hain isliye hamen unke related knowledge Ka Hona bahut jaruri hai, indicators aapki trading ka mazeed clear aur consize prespective bnaaty hain aur aapki trading main clarity laaty hain. Indicators long-term aur short-term forecast aapko btaaty hain, market ke current state aapky samny laaty hain ya historical data aapko analysis kay liey provide karty hain. Aapko kafi saary aise indicators mill sakte hain jinko aap use kar sakte hain lekin chand indicators main aap kay sath share karta hun.

    𝗪𝗵𝗶𝗰𝗵 𝗶𝗻𝗱𝗶𝗰𝗮𝘁𝗼𝗿𝘀 𝗮𝗿𝗲 𝗯𝗲𝘀𝘁:

    Hamare liye wo indicator sabse jyada best hote hain Jin ki ham acche tarike se practis karte Hain kyunki jab ham Kisi bhi indicator ki demo practis karte hain aur use ek apni acchi strategy banate hain to vah indicator hamare liye bahut hi best hota hai isliye hamen Kisi bhi indicator ko istemal karne se pahle uski demo practice karni chahie jab hamen acche tarike se demo practice ho jaaye tab hamen usko istemal karna chahie aur tab hi ham or se achcha fayda utha sakte hain.Lekin kuch indicators bht important hoty hain jin k bary mein hr trader ko information honi chaheay.
    Wo important indicators yeh hain.

    Moving Averages:

    Moving average bahut hi famous aur best indicator hai aur bahut se expert trader in indicators ko istemal karte hain aur indicator se different types ki strategies create karte hain yah indicator bahut hi simple hote hain aur hamen market ki bahut hi acchi information provide karte Hain.Moving averages leading technical indicators hain jo kay price action main breaks ke nishaan dehi karte hain, aur es kay sath market ke amoomi simt bhe btaaty hain. Moving averages indicators chart par aik line ke soorat main hoty hain aur jo time ke mikdaar apne set ke hoti hai jesa kay 20 days ya 200 days, us hissaab sy average price btaaty hain. Es say trader ko market ka short term ya long term trend ka andaaza hota hai. trading mein moving average sabse jyada istemal hone wala indicator hai aur yah hamare liye bahut hi simple aur helpful hota Hai.

    Click image for larger version

Name:	download (15).jpeg
Views:	7
Size:	5.4 کلوبائٹ
ID:	12487296


    Oscillators:

    Oscillator indicator bhi hamare liye bahut hi helpfull hote hain kyunki market mein jab koi overbought oversold condition Hoti Hai to ham as l indicators ko istemal karte hue market ki position Ka Andaz acche tarike se laga sakte hain isliye yah indicator hamare liye bahut hi best aur helpfull hote Hain.Maslan agar market main up trend chal raha hai aur market kafi zaida up move karti hai. Aur aik peak pe jaa kar rukti hai to to wo over bought condition main hoti hai aur wahan sy market correction kay liey aany kay kafi chances ban jaaty hain. Ise kay barakas market jab oversold conditions main hoti hai to correction kay liey up jaany kay imkanaat hoty hain. Aur ye baat ko zehan main rakha jaay kay jab market oversold ho to buy kiya jaay aur jab overbought ho too sell kiya jaay.

    Relative Strength Index:

    Relative strength index indicator 1 important indicator hai aur Market mein overbought and oversold position ko analyse karne ke liye indicator bahut hi best Hai is indicator se ham different types ki strategies banaa sakte hain ya trading mein hamare liye kafi helpful hota hai aur ja market sideway trend mein chal rahi Hoti Hai to tab indicator hamare liye bahut important hota hai kyunki side mein market ki information indicator hamen bahut hi clearly provide karta hai.Rsi ke value 0 sy 100 kay darmiyaan hoti hai jis main traders 70 sy above overbought consider karte hain aur 30 sy neechy oversold consider hoti hai. Traders oversold ko buy aur overbought ko sell karte hain.

    Click image for larger version

Name:	download (16).jpeg
Views:	8
Size:	6.2 کلوبائٹ
ID:	12487295


    CCI (commodity channel index):

    Commodity channel index bhi ek bahut hi achcha indicator hai aur hamen market mein is indicator se bhi bahut acchi information provide ho jaati Hai isliye cindicator se ham market mein bahut achcha fayda utha sakte hain.commodity channel index same RSI indicator ki tarah say work karta hai yeh bhi oversold aur overbought ki prices ki appear karta hai laikin is indicator ki kuch values change hoty hain jin main -100 to +100. Agar iski value -100 hsi tsb id indicstor k hidssb dsy msrket oversold hai aur agar is ki values +100 hain tab ham is baat ka andaza laga saktay hain k market main prices overbought hai.

    Click image for larger version

Name:	download (24).png
Views:	7
Size:	9.1 کلوبائٹ
ID:	12487294


    Stochastics:

    Stochastic indicator ek familiar indicator hai aur yah bhi market mein hamare liye kafi informative indicator hota Hai.Stochastic mumkina price reversal ko bhe point out karte hain. Stochastic kay aik sy zaida versions hain lekin slow Stochastic sab sy zaida aur kable aitebaar indicator samjha jaata hai. Stochastic indicator aapko chart kay bottom main milta hai jo kay 2 moving averages par mushtamil hota hai jo 0 sy 100 kay darmiyaan hoti hain. Stochastic traders ke first choice hota hai kun kay esski ke darustagi kafi zaida hai aur inexperienced traders kay liey zaida mozoon hai.

    Click image for larger version

Name:	download (17).jpeg
Views:	16
Size:	13.0 کلوبائٹ
ID:	12487293

اب آن لائن

Working...
X